Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   Safreeen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=80083)

Azaz AHMAD 10th November 2016 04:04 PM

Safreeen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai
 
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..

Madhu 14 10th November 2016 04:21 PM

Quote:

Originally Posted by Azaz AHMAD (Post 495121)
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..


Bahot khoob peshkash azaz sahab.....waah!!!!!!!!

LIkhte rahein..

Aate rahein...

shakir ali 01 10th November 2016 07:53 PM

Behad khubsurat peshkash he janab
yuhi dillon ko sulgate rahe
khush rahe...likhte rahe

shakir ali

Mujahid Ali 10th November 2016 08:59 PM

Quote:

Originally Posted by Azaz AHMAD (Post 495121)
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..



Lajawaab ghazal janaab

Har sher qabil-e-tareef

Khuda aapke hunar ko aur parvaaz de

Azaz AHMAD 11th November 2016 12:19 PM

Sukar Guzar Hu Aap sab Ki Inayat Ka.. Aap Sabki Dua Rahi To Phir Pesh Karunga Inshaallah Isse Bhi Khubsarat Gazal... Bhot Bhot Sukriya... Madhu Ji.. Sakir Sahab .. Aur Mujhahid Bhai..!!

sameer'shaad' 12th November 2016 12:27 PM

Quote:

Originally Posted by Azaz AHMAD (Post 495121)
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..



bahot hi muhabbat bhare kayaalaat hain aapke ... betareen kalaam pesh kiya hai .... likhte raiye

Shaad...

sunita thakur 14th November 2016 09:51 AM

Quote:

Originally Posted by Azaz AHMAD (Post 495121)
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..


bahut khoobsurat ehsaas haiN, accha lga aapko padna :)

Qasid 15th November 2016 08:32 AM

Quote:

Originally Posted by Azaz AHMAD (Post 495121)
Tere Chehre Ka Kuch Aur Hi Andaaz Hai
Teri Muskurahat Me Chupa Koi Raaz Hai
Kuch Badli Badli Sehmi Hui Si Hai
Ye Teri Nahi Tere Dil Ki Aawaaz Hai
Na Ye Bol Tere Hai Na Ye Lafz Tere Hai
Ye To Tere Dil Ka Tuta Hua Saaz Hai
Kuch Is Tarah Udaas Lag Rahe Ho Jaise
Apni Hi Dhadkano Se Dil Naraaz Hai

Tumse Bhi Zyaada Hai Zakhmi Dil Yaha
Tumahre Ishq Ka To Abhi Aagaaz Hai
Wo Dekho, Us Shakhs Ko Usse Pyaar Hai
Jo Shakhs Asal Me Bada Dagabaaz Hai
Uske Dil Ke Bhi Hue Hazaaro Tukde
Fir Bhi Mohobbat Pe Usko Naaz Hai
Na Hui Uski Safreen To Kya Hua
Safreen Ka To Aaj Bhi Azaz Hai

.. Azaz AHMAD..

behatareen ghazal pesh ki hai janaab ehsaas, rawaangi kya kehne khudaa aapki kalam ko is hunar se nawaaztaa rahein...

Azaz AHMAD 27th November 2016 10:06 PM

Sameer Sahab, Sunita Ji Aur Qasid ji .. Aap Sab ka Bhot Bhot Sukriya Aapke Takkalufo Inayat Ke Liye... Shukriya..!!


All times are GMT +5.5. The time now is 06:49 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.