Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Humourous Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=22)
-   -   Comparison between old & new time love & their thinking........................ (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=53094)

FARI2006 22nd October 2006 10:56 PM

Comparison between old & new time love & their thinking........................
 
Old Laila Majnu....................
Mohabbaton mein hawas k aseer hum bhi nahi
Galat na jaan k itne haqeer hum bhi nahi
Nahi ho tum bhi qayamat ki tundo tez hawa
Kisi k naqshe-qadam ki lakeer hum bhi nahi
Hamari doobti nabzon se zindagi to na maang
Sakhi to hai lekin itne ameer hum bhi nahi
Hamein bujha de hamari anaa ko qatl na kar
K be zarar sahi be zameer hum bhi nahi..................

some about Razia sultan & her loveTera hijr mera naseeb hai Tera gham meri hayat hai
Mujhe tujh se duri ka gham ho kyun
Tu jahan bhi hai mere paas hai
Mere waaste teri zaat par koi harf aaye nahi nahi
Mujhe khuafe-duniya ka gham nahi
Mere rubaru teri zaat hai

Magar aaj..............................
Ab kahan pyar mein paakeezgi ka naamonishan
Jism ki bhook hai or isk siwa kuchh bhi nahi
Wo sadi beet chuki jis mein the Laila Majnu
Aaj to sirf hai duniya mein dikhawe ka junoon
Aur phi dhoondte phirte hai mohabbat ka sukun
In iraadon mein gunaahon k siwa kuchh bhi nahi
Zulm hota hai andheron mein hawas pal ki hai
Jism takat hai yehan iski sada chalti hai
Zakhm taza hai magar phir bhi chhuri chalti hai
Marz kuchh aise bhi hai jinki dawa kuchh bhi nahi..........

I hope my all the friend understand me & my thinking which was born after seeing the ugliness of our society.
Shama...........................

moon 28th October 2006 11:36 PM

Quote:

Originally Posted by FARI2006 (Post 216629)

bilkul sahi kaha hai ............main ittefaq kerti hoon aap se keep writing

All times are GMT +5.5. The time now is 06:38 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.