Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Hindi/Urdu Lyrics (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=10)
-   -   Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=79275)

prabhjyot 3rd August 2015 09:10 PM

Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
 
1 Attachment(s)
Jeehal Muskin Main Kun Baranjis
Behaal Hijra Bechara Dil Hai
Jeehal Muskin Main Kun Baranjis
Behaal Hijra Bechara Dil Hai
Sunai Deti Hai Jiski Dhadkan Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Sunai Deti Hai Jiski Dhadkan Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Woh Aapke Palhu Mein Aise Bethe Hain
Woh Aapke Palhu Mein Aise Bethe Hain
Ki Shyaam Ranggen Ho Gayi Hai
Ki Shyaam Rangeen Ho Gayi Hai
Ki Shyaam Ranggen Ho Gayi Hai
Zara Zara Si Khilli Tabiyat Zara Si Gumggen Ho Gayi Hai
Zara Zara Si Khilli Tabiyat Zara Si Gumggen Ho Gayi Hai
Jeehal...
Ajeeb Hain Dil Ke Dard
Ajeeb Hain Dil Ke Dard
Na Ho To Jeena Mushkilhai Jeena Kiska
Na Ho To Jeena Mushkilhai Jeena Kiska
Jon Ho To Har Dard Ek Heera Har Ek Gam Hai Nageena Iska
Jon Ho To Har Dard Ek Heera Har Ek Gam Hai Nageena Iska
Jeehaal Muskin...
Kabhi-Kabhi Shaam Aise Dhalti Hai
Jaise Ghoonghat Utar Raha Hai.Utar Raha
Kabhi-Kabhi Shaam Aise Dhalti Hai
Jaise Ghoonghat Utar Raha Hai.Utar Raha
Tumhaare Seene Se Utha Dhuan
Hamare Seene Se Guzar Raha Hai
Tumhaare Seene Se Utha Dhuan
Hamare Seene Se Guzar Raha Hai
Jeehal...
Yeh Sharam Hai Ya Haya Hai, Kya Hai
Nazar Uthate Hi Jhuk Gayi Hai
Nazar Uthate Hi Jhuk Gayi Hai
Tumhari Palkon Se Gie Ke Shabmam
Hamari Aankhon Mein Ruk Gayi Hai
Tumhaare Seene Se Utha Dhuan
Hamare Seene Se Guzar Raha Hai
Jee Hal...

Madhu 14 4th August 2015 07:24 AM

Beautiful sharing..................

Qasid 11th August 2015 09:03 PM

Bahut hi pyaara gaana share kiya aapne sahaab par kehna chahungaa ki iske lyrics likhne mein aur bolne mein thode alag hai, shayad bahut logon ko iske maaniye bhi nahi maloom isliye share kar raha hoon

The lyrics are:
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal(ba-haal)-e-hijra bechara dil hai.....

Meaning:

Iss gareeb/laachaar(miskeen) dil ko jab dekho(zihaal), to gusse se (ba-ranjish) nahin(maqun),
iss bechare dil ko haal-hi-mein/recently(ba-haal) apne mehboob se judai(hijr) ka gham mila hai

sameer'shaad' 12th August 2015 10:18 AM

Quote:

Originally Posted by mast (Post 484428)
Bahut hi pyaara gaana share kiya aapne sahaab par kehna chahungaa ki iske lyrics likhne mein aur bolne mein thode alag hai, shayad bahut logon ko iske maaniye bhi nahi maloom isliye share kar raha hoon

The lyrics are:
Zihaal-e-Miskeen maqun ba-ranjish,
bahaal(ba-haal)-e-hijra bechara dil hai.....

Meaning:

Iss gareeb/laachaar(miskeen) dil ko jab dekho(zihaal), to gusse se (ba-ranjish) nahin(maqun),
iss bechare dil ko haal-hi-mein/recently(ba-haal) apne mehboob se judai(hijr) ka gham mila hai

waahhh kyaa baat hai janaab.... bahut hi khoobii se bayaan kiye hain aapne is sher ke maayniii.......

bataana chahunga ke is soofiii geet ke lyricist ya asal me maayne me kahun ke is kalaam ke shaayar Hazrat Ameer Khusro (RA) hain.....
janaaab apne kalaam apne peer, Baba Nizamuddeen Auliyaa (RA) (Delhi) ki khidmat me aur unki shaan me pesh kiyaa karte they...

ye kalaam Faarsii me (pure form of Persian) aur Brij ke combination me likhaa gaya hai aur ... its shows the real essence of Faarsi and hindostaani zubaaN.... a perfect combination where in a couplet first line is in Persian and the following one is in Brij bhasha....

Original version neeche likhne ki gustaakhi kar raha hoon , is ummeed ke saath ke ap sab ko pasand aayegaa.....

Zehaal-e-miskeen makun taghaful,
Duraye naina banaye batiyan.

Ke taab-e-hijran nadaram ay jaan,
Na leho kahe lagaye chatiyan.

Shaban-e-hijran daraz chun zulf,
Wa roz-e-waslat cho umer kotah.

Sakhi piya ko jo main na dekhun,
To kaise kaTun andheri ratiyan

Yakayak az dil do chashm-e-jadu,
Basad farebam baburd taskin.

Kisay pari hai jo ja sunave,
Piyare pi ko hamari batiyan,

Cho shama sozan cho zaraa hairan,
Hamesha giryan be ishq an meh

Na nind naina na ang chaina,
Na aap aaven na bhejen patiyan,

Bahaq-e-roz-e-visaal-e-dilbar,
Ke daad mara gharib Khusro.

Sapet man ke varaye rakhun,
Jo jaye pauN piya ke khatiyan.

Qasid 12th August 2015 10:27 AM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 484446)

Wah Shaad bhai behad umdaa tarah se izaafa kiya hai aapne yeh humse share karke.

Bahut bahut shukriyaa

Madhu 14 12th August 2015 10:52 AM

kya baat hai..anu aur shaad aap dono ne kya dilchasp batein batatyi is song ke bare me..ki ye aur bhi khoobsoorat lag rha hai padhne me.....
bahut shukriya...aate rahein....

Madhu 14 12th August 2015 02:29 PM

Quote:

Originally Posted by sameer'shaad' (Post 484446)
waahhh kyaa baat hai janaab.... bahut hi khoobii se bayaan kiye hain aapne is sher ke maayniii.......

bataana chahunga ke is soofiii geet ke lyricist ya asal me maayne me kahun ke is kalaam ke shaayar Hazrat Ameer Khusro (RA) hain.....
janaaab apne kalaam apne peer, Baba Nizamuddeen Auliyaa (RA) (Delhi) ki khidmat me aur unki shaan me pesh kiyaa karte they...

ye kalaam Faarsii me (pure form of Persian) aur Brij ke combination me likhaa gaya hai aur ... its shows the real essence of Faarsi and hindostaani zubaaN.... a perfect combination where in a couplet first line is in Persian and the following one is in Brij bhasha....

Original version neeche likhne ki gustaakhi kar raha hoon , is ummeed ke saath ke ap sab ko pasand aayegaa.....

Zehaal-e-miskeen makun taghaful,
Duraye naina banaye batiyan.

Ke taab-e-hijran nadaram ay jaan,
Na leho kahe lagaye chatiyan.

Shaban-e-hijran daraz chun zulf,
Wa roz-e-waslat cho umer kotah.

Sakhi piya ko jo main na dekhun,
To kaise kaTun andheri ratiyan

Yakayak az dil do chashm-e-jadu,
Basad farebam baburd taskin.

Kisay pari hai jo ja sunave,
Piyare pi ko hamari batiyan,

Cho shama sozan cho zaraa hairan,
Hamesha giryan be ishq an meh

Na nind naina na ang chaina,
Na aap aaven na bhejen patiyan,

Bahaq-e-roz-e-visaal-e-dilbar,
Ke daad mara gharib Khusro.

Sapet man ke varaye rakhun,
Jo jaye pauN piya ke khatiyan.

waaah waaah waah...bas abhi suna ye original version ....maza aa gaya..ye video link share kar rahi hoon...aap sab bhi zaroor sune......its..amazing...
https://youtu.be/cJYWawaiGgw

All times are GMT +5.5. The time now is 08:47 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.