Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   UDAASI hai...!! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=80466)

Taish 10th September 2019 09:12 PM

UDAASI hai...!!
 
सुबह तक शाम की उदासी है,
मुझ में आवाम की उदासी है।

रो पड़े देख कर लिफ़ाफ़ा वो,
मेरे पैग़ाम की उदासी है।।

दिन के हिस्से तमाम काम आये,
और फिर शाम की उदासी है।।

एक जो शाम थी बिछड़ने की,
अब भी उस शाम की उदासी है।

जाम पर जाम पी रहा हूं मैं,
और हर जाम की उदासी है।

देख हंसने लगा हूं मैं फिर से,
ये तो बस नाम की उदासी है।

इक तो मंज़िल ही थी उदास अपनी,
दूसरी गाम की उदासी है।

लोग कहने लगें मुझे पागल,
वरना किस काम की उदासी है।




Dhaval 10th November 2019 12:10 AM

Ghayal bhai

Namaste

Kaise ho bhai? Poorane doston ki tehreer dekh Kar hamesha khushi hotee hai.. Andaaz e bayaan aaj bhee wahi hain aapka.. Bahot khoob

Khush rahen... Apna khayal rakhen

Duaon ke saath ijaazat

Aapka
Dhaval

maikasH 24th November 2019 06:34 AM

amaa kya Ghazal raqm ki hai Taish bhai

choTi beher meiN yeh kamaal kar paana apne aap meiN hairat aNgez baat hai

ek jo shaam thi bichaRne ki
ab bhi us shaam ki udaasi hai

kaleja cheerne waali baat keh gaye haiN miyaaN

kya khayaal, maNzar, tasveer chhupi hai in do misroN meiN!

maiN nihayat sharmiNdaa huuN ke is se pehle aapka is Ghazal ke liye shukurguzaar na ho sakaa.

mubarkbaad aur shukirya donoN ba-sad-mazrat baraa-e-meherbaani qabool kijiye

rab raakha
maikash

Taish 30th January 2020 05:15 PM

Quote:

Originally Posted by Dhaval (Post 496997)
Ghayal bhai

Namaste

Kaise ho bhai? Poorane doston ki tehreer dekh Kar hamesha khushi hotee hai.. Andaaz e bayaan aaj bhee wahi hain aapka.. Bahot khoob

Khush rahen... Apna khayal rakhen

Duaon ke saath ijaazat

Aapka
Dhaval

Bahut shukriya bhai ki aaj ke zamane me aap bhi yahaan aa ke humaar kalaam pe thahar gaye, varna ab kahaan waqt kisi ke paas, bas yunhi himmat bachate rakhiye....

Taish 30th January 2020 05:18 PM

Quote:

Originally Posted by maikasH (Post 496999)
amaa kya Ghazal raqm ki hai Taish bhai

choTi beher meiN yeh kamaal kar paana apne aap meiN hairat aNgez baat hai

ek jo shaam thi bichaRne ki
ab bhi us shaam ki udaasi hai

kaleja cheerne waali baat keh gaye haiN miyaaN

kya khayaal, maNzar, tasveer chhupi hai in do misroN meiN!

maiN nihayat sharmiNdaa huuN ke is se pehle aapka is Ghazal ke liye shukurguzaar na ho sakaa.

mubarkbaad aur shukirya donoN ba-sad-mazrat baraa-e-meherbaani qabool kijiye

rab raakha
maikash

Are saahib aapko dekh kar humesha dil karta hai ki do jaam hon aur ik haseen shaam ho aur hum baith kar khoob baaten Karen, ab pata nahi ye khwaish lab poori hogi bhala... :) Baanki taareef ke liye tahe dil se shukriya... :)

masti 13th October 2020 10:47 PM

Kamaal ghazal hai ye.. Mubaarak ho


QUOTE=Taish;496943]सुबह तक शाम की उदासी है,
मुझ में आवाम की उदासी है।

रो पड़े देख कर लिफ़ाफ़ा वो,
मेरे पैग़ाम की उदासी है।।

दिन के हिस्से तमाम काम आये,
और फिर शाम की उदासी है।।

एक जो शाम थी बिछड़ने की,
अब भी उस शाम की उदासी है।

जाम पर जाम पी रहा हूं मैं,
और हर जाम की उदासी है।

देख हंसने लगा हूं मैं फिर से,
ये तो बस नाम की उदासी है।

इक तो मंज़िल ही थी उदास अपनी,
दूसरी गाम की उदासी है।

लोग कहने लगें मुझे पागल,
वरना किस काम की उदासी है।



[/QUOTE]

zarraa 15th October 2020 09:33 PM

Waaahhhh waaahhhh ........ khoobsurat gazal


All times are GMT +5.5. The time now is 01:06 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.