Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Aapki Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=32)
-   -   ऐ ज़िन्दगी…. (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=80400)

ruchika 7th March 2019 03:41 PM

ऐ ज़िन्दगी….
 
राह-ए-उम्र के हर पड़ाव पर सोचते की …
बस अब ख़्वाहिशों का बोझ नहीं.. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
पर हर पल यूँ ही दौड़ती भागती..…
बिना थामे… क्यों समय सी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी…

यूँ चल-चल के क्यों थकती नहीं….
राहत-ए-वजूद ढूंढ़ती.. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
उम्र-ए-दराज़ की... हर मंज़िल को बखूबी पाने की ….
क्यों हसरत इतनी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी…

कभी आईने सी साफ दिखती… कभी कुछ बोझिल सी….
हर मोड़ पे…. एक नए सवाल सी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
कभी अपनी सी… कभी परायी सी……
क्यों बेरुखी इतनी….. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
क्यों बेरुखी इतनी ….. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी...

Socha Na Tha 16th May 2019 06:56 PM

Bahut khub likha he ruchika ji .... Par ek baat kahna chahunga... Rahen asan ho jati he gar humrahi acha banalo.. kabi yu b socho ki kahin hum hi apni rahon ke patthar to nai....

Ese patthar na bano apni hi rahon ke...
Khud hi khud se takra rahe he...
Khud hi khud se chot b kha rahe
Khud hi khud se girte b ja rahe he..

dont take it otherwise..
take care..

DevD

MANOJTANHA 14th June 2019 03:02 PM

YE ZINDAGI KUCH AISI HEE CHALTI HAI. kABHI DHUP TO KABHI CHAON.

BAHUT KHUB RUCHIKA JEE

Phoenix 20th June 2019 07:06 PM

Zindegi hai kuch aisa hi...
Iss daudte bhagte zindegi me jab kabhi thak kar sochte hain kya mila iss daud bhag se to lagta hai.....haasil to kuch bhi nahin hua....Ye kagaz ki note ki piche bhagte to kabhi gumnaam riston ke piche...

Fir kya dusre din se wohi daudte bhagte zindegi....

Bohot khub likhi hain asp....

ruchika 10th August 2019 11:22 AM

Quote:

Originally Posted by Socha Na Tha (Post 496851)
Bahut khub likha he ruchika ji .... Par ek baat kahna chahunga... Rahen asan ho jati he gar humrahi acha banalo.. kabi yu b socho ki kahin hum hi apni rahon ke patthar to nai....

Ese patthar na bano apni hi rahon ke...
Khud hi khud se takra rahe he...
Khud hi khud se chot b kha rahe
Khud hi khud se girte b ja rahe he..

dont take it otherwise..
take care..

DevD

Dev ji bahut dino baad aapne kuch kaha... sukriya... kher.. kai bar hume lagta hai ki raahain aasan nahi.. per sayad hum ye nahi dekh pate ki usse bhi kathin ho sakti thi... baki to sab.. haath ki rekha hai...:)

ruchika 10th August 2019 11:24 AM

Quote:

Originally Posted by Phoenix (Post 496876)
Zindegi hai kuch aisa hi...
Iss daudte bhagte zindegi me jab kabhi thak kar sochte hain kya mila iss daud bhag se to lagta hai.....haasil to kuch bhi nahin hua....Ye kagaz ki note ki piche bhagte to kabhi gumnaam riston ke piche...

Fir kya dusre din se wohi daudte bhagte zindegi....

Bohot khub likhi hain asp....



Sukriya Bahut bahut... sach hai bus bhag hi rahe hai sabhi yaha....:)

ruchika 10th August 2019 11:26 AM

Quote:

Originally Posted by MANOJTANHA (Post 496872)
YE ZINDAGI KUCH AISI HEE CHALTI HAI. kABHI DHUP TO KABHI CHAON.

BAHUT KHUB RUCHIKA JEE

Sukriya Manoj Ji aapko pasand aayi.... :)

Socha Na Tha 1st November 2019 03:22 PM

Ji ruchika ji Sahi kaha Apne...


Lekin ek baat kahunga Raahain asaan ho ya kathin kuch pal thahar kar raahat lene me harz nai he..


Sada khush rahiye or rakhiye.. I hope aap shayad yahi karti hain..


DevD

ruchika 9th November 2019 04:27 PM

Quote:

Originally Posted by Socha Na Tha (Post 496992)

Sada khush rahiye or rakhiye.. I hope aap shayad yahi karti hain..
DevD


Hello Dev ji... Sab yahi karne ki koshish main jee rahe hain... bahut kam log hi is duniya main jo khush na rahna chahte ho....sayad koi bhi aisa na ho... baki rakhne ki koshish bhi sabhi karte hi hai.. jitna jo kar paye ya mukammal ho paye....

Khush rakhiye n Bahut khush Rahiye.. dua hai hamari aapke liye bhi...

zarraa 21st September 2021 07:12 AM

waah …………………………………………………………………………… bahaut khoob

ruchika 29th November 2021 05:32 PM

Shukriya bahut bahut ...............

MANOJTANHA 30th November 2021 02:25 PM

Quote:

Originally Posted by ruchika (Post 496799)
राह-ए-उम्र के हर पड़ाव पर सोचते की …
बस अब ख़्वाहिशों का बोझ नहीं.. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
पर हर पल यूँ ही दौड़ती भागती..…
बिना थामे… क्यों समय सी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी…

यूँ चल-चल के क्यों थकती नहीं….
राहत-ए-वजूद ढूंढ़ती.. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
उम्र-ए-दराज़ की... हर मंज़िल को बखूबी पाने की ….
क्यों हसरत इतनी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी…

कभी आईने सी साफ दिखती… कभी कुछ बोझिल सी….
हर मोड़ पे…. एक नए सवाल सी…. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
कभी अपनी सी… कभी परायी सी……
क्यों बेरुखी इतनी….. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी….
क्यों बेरुखी इतनी ….. ऐ ज़िन्दगी…. ऐ ज़िन्दगी...

bahut khub ruchika ji
par ye hasratai aur khwaab agar bane rahenge, to zindagi berukhi nahi ek rangbirangi titli see lagegi idhar se udhar eak bagiya se dusri bagiya tak udti hui aur phoolon ka ras pitee hui.


All times are GMT +5.5. The time now is 06:55 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.