![]() |
Bichar jaane se dar lagta hai...
Izhaar mohabbat ka karne se dar lagta hai
tum se pyar karne se dar lagta hai badnam hone se dar lagta hai badnam hokar barbaad hone se dar lagta hai kaise kahoon haal apne dil ka zamane se dar lagta hai bhool jao tum mujh ko mil kar bichar jaane se dar lagta hai.... nidhi |
Dil ke tukde
gamo ki aandhiyoon mai
bikhar gaye mere dil ke tukde kaash koi muhabaat se in ko samate leta. nidhi |
Gavara na hua.
hum ne kab aapse
jamane ki khushiyaan maangi thee naa aasmaan ke sitare chahe the naa jameen ki ranginia maangi thee aapka saath chaha tha, aapka pyar maanga tha aapko woh bhi gavara nahi hua. nidhi |
Samjhenge woh...
baat kah di jaaye jubaan se jaroori to nahi,
jindagi guzri hai aadhi, guzri poori to nahi, samjhenge woh nigaaho se, mere dil ki daastaan, door bhethe hain to kya, diloon ki doori to nahin. nidhi |
bahut khoob
i just love your second shayari, gustaki maaf ho tho is gehre dard ka wajah jaan sakta hoon main
|
Hi roumi.
hi Roumi,
thanks meri poem ki taarif karne ke liye lekin main to aise hi likh liya aaj, aaj maine pehli bara likha hai bore ho rahi thee to dil kiya ki likh loo. aur kuch nahi. bye. nidhi |
hi
hey nidhi, if you need some good shayari go to my profile, my webpage is listed there.
|
very nice roumi
maine aapki poems pari bahaut hi acachi hai keep up the good work. bye.
with luv nidhi |
Hi!!
Hi!
Nidhi Ji, Aapki shayri pari aur laga ki kutch kahu…………Jara gaur farmayai:- Aaksai khushbu hu, bikharnai sai na rokai koi Aur bikhar jau to mujhko na samaitai koi, Jis tarhai khuaab merai ho gayai reja reja Is tarahai sai na kabhi toot kai bikharai koi, Kaap uthati hu main yeh soch kai tanhai main Mairai cheharai pai tera naam na parh layai koi Ab to is raha sai wo shaks gujarta bhi nahi Ab kis umeed pai darwajai sai jhakai koi, Koi aahat, koi aawaz, koi chaha nahi Dil ki galiya bari sunsaan hai aayai koi. With Luv GAM :) :) :) |
All times are GMT +5.5. The time now is 09:33 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.