Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Search Forums

Showing results 1 to 40 of 1000
Search took 0.05 seconds.
Search: Posts Made By: karan q
Forum: Anjuman-e-Shayri 17th November 2005, 11:40 PM
Replies: 2
Views: 1,921
Posted By karan q
Mera vaada hai main so jaaungi

one more part of my novel......... just a poetry

Naazuki:---

Kaash ki koi ped hota neendon ka , kaash ke koi ped hota sapno ka, jab jee me aata tod laati, kabhi gehri neenden kabhi kacchi...
Forum: Anjuman-e-Shayri 12th November 2005, 11:04 PM
Replies: 3
Views: 1,575
Posted By karan q
Gar mujhe mera pyar mil jaaye

Gar mujhe mera pyar mil jaaye


Wo log paagal hote hain jo kehte hain ki toot-te taaron se maangi muraaden poori ho jaaya karti hain,Tujhko chaahne ke baad bas do he kaam kiye maine,Ek Toot-te...
Forum: Shayri-e-Ishq 12th November 2005, 12:14 AM
Replies: 13
Views: 1,884
Posted By karan q
Hiiiii ballu

shayar sahab tak mera salaam pahunche..
Buniyaadi taur per Ek behtar kalaam or Aapke ab tak padhe sab kalaamo se behtar bhi lagaa.. Kuch seekhne or sikhane ki gunjaish He nahi hai kyunki Ye aapki...
Forum: Anjuman-e-Shayri 11th November 2005, 12:41 AM
Replies: 3
Views: 2,672
Posted By karan q
Ek khat aarzoo ke naam

Ek khat Aarzoo ke naam

Meri Qaynaat
Forum: Shayri-e-Dard 10th November 2005, 02:00 PM
Replies: 15
Views: 1,266
Posted By karan q
shayar sahab tak mera salaam pahunche

janaab bhupendra tak mera salaam pahunche,

Sabse pehle to aapka ye kalaam

Kiya jaata nahi ..

is it natural ? kiya nahi jaata .. That sound more natural and orignal .. Well .. Let me tell...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 10th November 2005, 04:04 AM
Replies: 0
Views: 1,122
Posted By karan q
kuch din to baso meri aankhon me

Aleem sahab ki ek saada ghazal .. mehfil ki nazar


kuchh din to baso merii aa.Nkho.n me.n


kuchh din to baso merii aa.Nkho.n me.n
phir Khvaab agar ho jaao to kyaa

koii rang to do mere...
Forum: Shayri-e-Dard 9th November 2005, 08:34 PM
Replies: 7
Views: 2,348
Posted By karan q
A diffrent picture of your poetry:-

A diffrent Picture of your poetry


muhobbat ke bhi ajeeb silsiley hote hain
paas wo hote hain or, faansle hote hain

apne sanam ko he khuda maan lete hain
itne buland aashiqon ke honsley...
Forum: Shayri-e-Dard 9th November 2005, 07:57 PM
Replies: 7
Views: 2,348
Posted By karan q
bhupendra tak mera salaam pahunche

Shayar sahab tak mera salaam pahunche

Aapka Qalaam Apne aap me bahoot he behtareen or nayaab hai,isme khayalon ki pukhtagi hai,ek shiqasta haal aashiq ka mazmoon Bhi hai,

Mukammal lafz Ki Apni...
Forum: Shayri-e-Dard 7th November 2005, 11:42 PM
Replies: 13
Views: 1,743
Posted By karan q
kasak tak karan ka salaam pahunche maine...

kasak tak karan ka salaam pahunche

maine tumhe jyada nahi padha .. iss site me kissi ko bhi jyada nahi padha
Lekin tumhare pichle kalaam me ek mukammal lehza thaa

ye kalaam Na-mukammal to hai...
Forum: Anjuman-e-Shayri 1st November 2005, 11:59 PM
Replies: 1
Views: 1,203
Posted By karan q
Haan meri aarzoo bahaar nahi...!!

Haan meri aarzoo bahaar nahi


Dariya ki tamanna rakhker main kinaare per he doob raha tha,gaalib wo samajhta thaa mujhko Main bachpann se magloob raha thaa,teri palkon ke saaye me chup ker,waqt...
Forum: Anjuman-e-Shayri 31st October 2005, 01:55 AM
Replies: 0
Views: 915
Posted By karan q
One more page of NaaZuki

Raaghav ek tasveer bunne ki koshish ker raha thaa magar kuch banaa nahi pa raha thaa,
Shayad or maddad ki jaroorat thee,itne me shaamli tahalte hue daraaz tak pahunchi,ussko khol ker kuch kaagaz ke...
Forum: Anjuman-e-Shayri 26th October 2005, 10:29 PM
Replies: 2
Views: 1,024
Posted By karan q
NaaZuki--

Meri pehli Kahaani- NaaZuki
dheere dheere aage badh rahi hai, Ussi ke beech me se ek hissa aap sab ke saath share kar raha houn...
Forum: Anjuman-e-Shayri 20th October 2005, 08:50 PM
Replies: 2
Views: 1,149
Posted By karan q
Naqaab rukhsaar per liya karna

Naqaab rukhsaar per liya karna


Chaahe kitna bhi mashgalaa karna, Par mere saath tum chala karna,be-naqaab ghoomte ho sadkon per, Chodh do gareebon ka bhala karna,main tumhe roshini...
Forum: Anjuman-e-Shayri 18th October 2005, 10:40 AM
Replies: 5
Views: 1,361
Posted By karan q
Aarzoo thee ki nibhate jaayen

Aarzoo thee ki sunaate jaayen


Aashiq ko sharaabon ka samander teri aankhen,Likhti hain mera roz muqaddar teri aankhen,andheron ke musafir ko roshini tera wajood,Maine do jahaan pa liye...
Forum: Shayri-e-Dard 17th October 2005, 02:38 AM
Replies: 35
Views: 3,384
Posted By karan q
teri judaai ki raat bhi ajeeb thee teri judaai...

teri judaai ki raat bhi ajeeb thee
teri judaai ki sahar bhi ajeeb hai

Na jeete bane na marte bane hai
Teri judaai ka zahar bhi ajeeb hai


Ajeeb hai .. Bahoot kuch ajeeb hota hai duniya me .....
Forum: Anjuman-e-Shayri 16th October 2005, 04:05 PM
Replies: 2
Views: 1,149
Posted By karan q
Zindgi cut gayi hijaabon me

Zindgi cut gayi hijaabon me


Gum-e-rozgaar ko tere gham ne kha liya , maine tere pyar me jo bhi bann pada banaa liya,dard se meri dosti kuch iss tarah se ho gayi , dard he se main lad padaa kabhi...
Forum: Anjuman-e-Shayri 12th October 2005, 02:35 PM
Replies: 1
Views: 1,126
Posted By karan q
Marz kuch aisa lage marr jaayen

Marz kuch aisa lage marr jaayen


Jab kabhi shaam ko saahil per khade hoker samander ki lehron ka jaayza liya hai,tera jikr mere lahoo me saraapa daud gaya hai,

Na jaane kitni raaton ki...
Forum: Anjuman-e-Shayri 11th October 2005, 10:28 PM
Replies: 1
Views: 1,341
Posted By karan q
Chala aa raha houn tere shahar se...

Chala aa raha houn tere shahar se

YE laazmi hai .. ke mere likhe her lazf ko aaine ki tarah dekh ker ussme apni julfen sawaari jaayen tere or mere beech jo hai aaj .. wo tujhe pata hai mujhe pata...
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th October 2005, 03:22 PM
Replies: 5
Views: 1,429
Posted By karan q
hi komal

acchi hai ... magar
Adhoori hai tumhari kavita ..

Now check this ..

Mera pyar jo kahega Main tumhe wahi kahunga
Tumhe zindgi kahaa hai tumhe zindgi kahunga

Tumhe kitna maine dhoondha...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 8th October 2005, 12:26 AM
Replies: 2
Views: 1,867
Posted By karan q
Hai yahaan naam ishq ka lena

A spacial ghazal from farida khannum .. SUng in very classical manner




Hain yahaan naam ishq ka lena
apne picche balaa lagaa lena
hain yahaan naam ishq ka lena

naama-e-shouq usko showk...
Forum: Shayri-e-Dard 7th October 2005, 01:37 AM
Replies: 45
Views: 2,265
Posted By karan q
Hii meena

Hii meena ,

Itna kuch likhne ki jaroorat bhi kya thee..

" Tum saath he thai "

ek saada kaagaz per ye likh ker rakh diya hota .. or ek
saadgi or khamoshi se bhara kalaam taiyaar ho jata
...
Forum: Shayri-e-Dard 5th October 2005, 02:05 AM
Replies: 27
Views: 7,105
Posted By karan q
Great attempt From the best learner

Hi rohin...
Its an awesome thread .. just a swashbuckling responce is visible as well, you are a great tryer My dear.. & this is the best thing in you.. i m asked to Post my best poetry.. well I...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 4th October 2005, 10:38 PM
Replies: 0
Views: 1,544
Posted By karan q
Duniya he ki raah pe aakhir rafta rafta aana hoga..!

One of my fav ghazal .. sung by my fav. singer Tina sani
pesh hai .. mehfil ki nazar

Duniya he ki raah pe aakhir rafta rafta aana hoga
Dard bhi dega saath kahaan tak,bedil he bann jana hoga...
Forum: Anjuman-e-Shayri 26th September 2005, 01:02 PM
Replies: 4
Views: 1,214
Posted By karan q
Shayad tere safar ne mujhko thaka diya hai

Shayad tere safar ne Mujhko thaka diya hai


Aaj itni baarish ho tere shahar me ke sab kuch doob jaaye,badal kuch iss kadar barse.n Main bhi doob jaaun or tu bhi doob jaaye,bas itni meri duaa...
Forum: Anjuman-e-Shayri 13th September 2005, 08:41 AM
Replies: 1
Views: 1,598
Posted By karan q
Baadal hain aankh ke jo baraste he nahi hain!!!

Badal hain aankh ke jo baraste he nahi hain


Duur aasmaan me baadalon ka jumghat kiss kadar bhigo raha hai saara aalam jaise qayamat ke andhere me teri aankhon ne mujhe dekha or mera jism...
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th September 2005, 05:33 PM
Replies: 6
Views: 1,268
Posted By karan q
Mujhse wo duur augar jayega...!

Mujhse wo duur augar jaayega

Usska pyar kaagaz per likhi ek ibaarat thaa,ab ke barsaat me sab dhul gayaa ,na wo alfaaz rahe or na wo kaagaz, albatta humara pyar saans thaa humko,na hum bhool pate...
Forum: Anjuman-e-Shayri 9th September 2005, 08:06 AM
Replies: 3
Poll: dost
Views: 745
Posted By karan q
Hiiiiii

A simply suparb poetry .. But i think it is written by ahmad faraaz sahab.. Isn't it?
You could post this in shayri-e-ustaad or shayri-e-mashoor shayar...
Still A very gud poetry..
he use to be...
Forum: Anjuman-e-Shayri 8th September 2005, 03:38 PM
Replies: 6
Views: 1,120
Posted By karan q
Ek aahat per sisak jaayega

Ek aahat per sisak jaayega

Mere paas do aankhen hain jo sirf use dekhti hain,do kaan hain jo sirf usski awaaz sunte hain,do haath hain jo sirf use choona chaahte hain,do pair hain jo her ghadi...
Forum: Anjuman-e-Shayri 27th August 2005, 02:49 AM
Replies: 2
Views: 1,225
Posted By karan q
E mere dost tum chale to gaye

Written on one of my beloved friend..My strenght and my weekness too .. It is not a poetry .. Just something else.. What is that .. even i don't know .. Just my love for one of my sweetest friend .....
Forum: Anjuman-e-Shayri 27th August 2005, 01:04 AM
Replies: 5
Views: 1,189
Posted By karan q
Ishq ki qaid se aazaad houn main

Ishq ki qaid se azaad houn main


Gum-e-duniya se dil lagaa baithe .. issliye hum tujhe bhula baithe,tanhai bhi to aag jaisee hoti hai,khud ko iss aag me jalaa baithe,kho diya tujhko iss tarah...
Forum: Anjuman-e-Shayri 24th August 2005, 11:37 AM
Replies: 4
Views: 1,131
Posted By karan q
Tere dard

Tere dard

Tere diye dard bhi khoob hain,kabhi khatm nahi hote,kissi na kissi dard ka rona to padaa he rehta hai,meri zindgi ke humrahi,mere humkalaam dard,tere nazrane hain mujhko,jitni muhobbat...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 22nd August 2005, 03:31 PM
Replies: 0
Views: 1,222
Posted By karan q
Mujhse pehli si muhobbat mere mehboob na maang

Here i m posting Distant shayri of my fav. poet .. Mr faiz ahmad faiz.... His own style of writing ....


pahalii sii muhabbat


mujh se pahalii sii mohabbat merii mahabuub na maa.Ng

mai.n...
Forum: Anjuman-e-Shayri 20th August 2005, 01:25 PM
Replies: 4
Views: 1,457
Posted By karan q
Aadhi tu or aadha main

Aadhi tu or aadha main


tere badan ki garmi per rakh ker haath sek loon kuch der,To burf bana ye raat ka manzar pighal sa jaaye
badi he tapish hai tere badan me,jab jab aankh rakhta houn to jal...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 19th August 2005, 09:51 AM
Replies: 2
Views: 1,471
Posted By karan q
Ek nazar idhar bhi

urdu poetry ke bemisaal shayar ,na naam khatam hote hain na unke kalaam phir bhi kuch behtareen nagme chun sakaa janaab
sahab khumaar barabankvi ke.. to yahaan pesh hain..
He was a poet with less...
Forum: Shayri-e-Mashahoor Shayar 16th August 2005, 02:16 AM
Replies: 3
Views: 7,527
Posted By karan q
A quality time with meraj faizabadi

here i m posting some spacial poetries of meraj faizabadi .. who also wrote very famous ghazal,sung by jagjeet sing ji

tere baare me jab socha nahi thaa,
main tahna thaa magar itna nahi thaa
...
Forum: Anjuman-e-Shayri 14th August 2005, 02:11 AM
Replies: 4
Views: 1,093
Posted By karan q
Naazuki

From today i m going to write the first novel of my life,Story based on my imagination,there was a character revolving in my mind from last few months,from here on i've started putting it on paper,...
Forum: Anjuman-e-Shayri 12th August 2005, 12:29 PM
Replies: 3
Views: 1,215
Posted By karan q
Buri hai

Buri hai


Saanjh dhale dil ke darwaje per dastak hui, darwaja khola to dekha,kuch lafz hawaa me tair rahe thai,ik ghazal lahoo me goonj rahi thee,hasrat ka bazaar khula thaa,Teri yaadon ki...
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th August 2005, 02:05 PM
Replies: 13
Views: 1,763
Posted By karan q
Hiiiiii Komal

Again i m here to replly you .. I knew that you are intelligent enough to get my point ..

few things i would love to clear here...

this poetry is still gud enough As the normal standred
But...
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th August 2005, 01:57 AM
Replies: 6
Wo
Views: 1,035
Posted By karan q
Wo

Wo

Waqt kaisa bhi ho guzar jaata hai, nasha kaisa bhi ho utar jaata hai,dil ke khel me ruswai badi hoti hai,chot khaata hai to insaan sudhar jaata hai,Main kiss mitti ka banaa houn?
Sudharne ka...
Forum: Anjuman-e-Shayri 10th August 2005, 12:41 AM
Replies: 13
Views: 1,763
Posted By karan q
hiiiiiiii komal

Hii komal..
Jo kuch bhi likha hai .. kaafi adhoora sa lagaa..
aise lagaa nahi jaise ek baar me likha gayaa ho .. magar phir bhi shayad.. i rate you very highly as a poet .. so may be i m being...
Showing results 1 to 40 of 1000

 
Forum Jump


Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com