View Single Post
Old
  (#81)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,725
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
6th July 2014, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
shukriya Zarraa ji aap ke response ke liye. definitely aap ka feedback welcome hai. aap ne jo suggest kiya i agree but i actually meant that punishment is suicide thats why used only rasan-o-daar. hope i make some sense here

thanks again
Thank you for your warm response Praneeta ji.

Aap ne jo kaha, this makes perfect sense ! Agar "suicide" ki tarah se dekha jaaye, to ehsaasaat waise hi theek hai jaise aap ne bayaan kiya. Maine is tarah se interpret kiya hi naheen. You are right !

Maybe I got wrong footed with the word "bachna", to ye khayaal hi naheen aaya ki shayar khud ke liye saza dhooNdh raha hai ya khud ko saza dene
par majboor ho raha hai. As a thought, agar aap koyee clue de dein 2nd line meiN jo "suicide"ki taraf ishaara kare, to ho sakta hai interpretation mein jo galti maiN ne ki wo ek aam reader na kare ... as an indicative example, something like ... "khud ke liye maaNgte / dhooNdhte haiN saza rasan o daar se" ...or some other method ... again just my opinion, nothing more


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote