View Single Post
Old
  (#2)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
23rd April 2011, 12:43 AM

roman hindi

Ankhoon ki Shuaoon0 mai hum sheshe se nazar rakhte hai
Jo dekhna chahta hai use sach dikhate hai hum apno ki itne to khabar rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum Dede-Ae-Akhtar1 rakhte hai
Din ki tapish mai hum dil mai apne Chao-Ae-Sehar rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum
Analbahar2 rakhte hai

mahdood hai sabke dil me, Jalva-Ae-Mahfil mai hum sab se Rahguzar rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum Sharar3 rakhte hai
ahbaab karte hai yakin, hum sabpe itna to Asar rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum
Paikar4 rakhte hai

Sab ke gunah jante hai hum par sabki Khata Muzmar5rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum
Gujina-Ae-Gohar6 rakhte hai

Sabke liye is dil mai Janghan hai hum to Gumbade-Be-dar7 rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum
Para-Ae-Jigar8 rakhte hai

Sach kah sake humse Hamesha aisa Sitayishgar9 rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum aisa
Gohar10 rakhte hai

Tab-Ao-Tanva11 itna hai ki Bayani12 Nafse-Beasar 13 rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum Nazre-Nashtar14 rakhte hai

kah sake sab se Sach itna to Arze-Hunar rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum sabka Sarbasar rakhte hai

Sabse Milte hai uski tarah ,sab ke liye ek "VAHID15 -AE-YASAR" rakhte hai

Ankhoon ki shuaoon mai hum Sheshe se Nazar rakhte hai



(0-gahrai1-taroon ki drashti2-Samndar ka sangeet3-Chingari ka dance4-sondarye murti5-raaz (gupt)6-motiyoon ka khazana7-khule darvaze(with out doors)8-dil ka tukda 9-prashansak10-moti11-will power12-bakvas13-not effective14-paini nazar15-single(individual))


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote