Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
wah Shifa tum bhi.............
umid ka diya youn hi barkraar rakhna
tanhai mein nahin is mahfil mein milna
|
shukriya DIYA ji...............
Milli hai ah! kya taqdeer ham ko muqaddar se
jiss ko tot kar chaha usi ko umar bhar tarsay