Quote:
Originally Posted by masti
Hahaha...... To aa hi gayi aap madam.
Aapke ghar mein aapka phir se swagat hai.
Main aapko bata nahi sakti ki main kitna khush hun aapko yahan dekh kar.
Ab aayi ho to jana nahi kabhi kyunki ghar mein rehne wale sare ghar wale apne hote hain aur apne ek dusre se lad sakte hain matbhed rakh sakte hain magar apno.n se pyar kam nahi hota woh juda nahi ho sakte.
Take care.......
Luv u.
|
Aapki zidd ke aage jhukna hi pada sarika ji..main bohat kam dost banati huun..aur jinse dosti karti huun unse har haal me dosti nibhati huun..
..
U are one of my best friends ..
Luv u too..