Quote:
Originally Posted by mast
Janaab Janam Din bahut bahut mubaraak ho, pehchaana ki bhool gaye
|
Aadaab Janaab......kya baat hai aapki mubarakbaad to bahut azeez hai....aapko aur SDC ko kabhi bhula ja sakta hai, yeh to namumkin hai ate raha kijiye.....Allah aapko sare jahaan ki khushia ata kare...Ameen
Aapka Apna