View Single Post
kuch lafz mahobat ke
Old
  (#3)
dilshadnazmi
Registered User
dilshadnazmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
kuch lafz mahobat ke - 31st January 2009, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by nalinmehra View Post
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" को महसूस कर जाया करते हैं.......

कुछ रिश्ते होते हैं "हवाओं" की तरह,
बनके "खुशबू" ज़िन्दगी मैं घुल जाया करते हैं,

कुछ शख्स होते हैं "धुन" की तरह,
बनके "ग़ज़ल" ज़िन्दगी सुरमई कर जाया करते हैं,

जाने क्यूँ जब भी ज़िक्र होता है नाम का आपके,
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" को महसूस कर जाया करते हैं.......
नलिन




aap ki rachan , nazar nawaz huwi . khushi huwi ke ghazal ke liye aap ke jazbaat janoon ki had se bhi ziyadah paar hote mahsoos ho rahe hain , aor dar asal ghzal apne mahboob se guftagu karne ka hi naam hai , aor jab yeh muraad poori hoti mahsoss hoti hai tou sher dhalte hain , tab hi shayed koi shair kahtea hai,

mere samne ik mujassam ghazal hai
ghazal dekh kar main ghazal kah raha hoon ..


dilshadnazmi


dilshadnazmi
   
Reply With Quote