15th June 2015, 07:06 PM
Oh ho ho ..kitna dard bhara hai aap ke kalam meiN. Parte parte ankheiN bojhal
Gayi ..khuda aap ko buri nazar se bachaye yehi dua karte haiN hum aap ke liye.
Bahut ach hi peshkash rahi aapki ..dheron daad
sanjay sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|