View Single Post
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey"
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "Nahi raha mohabat ka aitbaar humey" - 18th August 2006, 11:37 AM

Quote:
Originally posted by dilip200
didi ek arse baad aapka kalam padne ko mila
bahut accha laga padkar.............

aapki is kalam ko padkar maine turant kuchh likha hai gour farmaiye.

iskq me kisi ke saath guzare do pal bahut hain
ye wo pal hain jinse main jeena seekh gaya.

yaad aate hain wo shame manjar jo sath gujare the tere
bhoolne wale thujhko bhee kya kabhi hum yaad aate hai.n

esa koun hai jise pyar ke badle pyar mila
ye wo rasta hai jahan sada rona hi padta hai

iskq ke rasto pe na jane kitne fanaa ho gaye hai.n
sekdo.n mar chuke hai.n , hazzaro marne ko taiyar baithe hai.n


<<<<\Dilip\>>>>
dilip tumne to bahut badiya share likhey hai, accha lagga tumara reply pad kar, yu hi aatey rahna meri post par. tumarey reply ke bina yeh jachti nahi.

tumari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote