View Single Post
Old
  (#11)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
14th September 2014, 12:09 PM

Naazuk ji,

Bhut bhut shukriya, aapne ghazal pdi aur apni raay bheji. Maqte mey ek galti rh gyi. 'Jano' k badle 'Jane' hona chahiye tha. Isme main yeh kehna chahta hoon ki bekhudi mey insaan presaani ke haalaat mey bhut kuch kr baithta hai. Kbhi bethasa rone lgta hai, kbhi bhut gussa kr baithta hai etc. etc. Lekiin ek akalmand insaan lakhon dukhon ke hote huye bhi kbhi hosh nhin khota. Woh hr mumkeen koshish krta hai haalat ko samjhne ki aur us par kaboo paane ki. Aansoo is baat ka symbol hai jise maine maqte mey use kiya hai.

Umeed krta hoon merey is explanation se aap ittefaq rkhti hongi.

Aapka

Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote