5th August 2008, 05:12 PM
Awesome....
kafi dino baad login kiya... lekin apni zindagi ki sachai dekh kar dil ko sukoon sa mil gaya.... mere dil par jo gujri thi.. woh bayaan karne ke liye main alfaaz nahi dhundh paa raha tha.. par aapne woh sab keh diya...
Hats Off for u Man....
|