Thread: dukh
View Single Post
dukh
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dukh - 7th January 2006, 08:17 AM

koyee zid nahee karoonga, mazboor nahee karoonga
dukh agar tumhara dukh door nahee karoonga
har dukh ko tumhre pas se mere pas karana hai
tumharee ankhon main ansoo ka samandar hai
mujhe laharon main utarna hai
samanader main rahana hai
tumhare dukh tumhre ansoo ke sath
tumahree ankhon main bahana hai
samanader main rahana hai

tum ko pyas lag gayee to khud ko meetha aab karana hai
tum ek lafze muhabbat ko tarsee ho
maine khud ko pooree kitab karana hai
rooh kee tarah khud se niklna hai
maine rooh kee tarah tum main bharna hai
tumhara dukh door nahee karana
tumhre pas se mere pas karana hai
maine tumhara har ansoo parhna hai
maine tumhara har ansoo parhana hai
koyee zid nahee karoonga, mazboor nahee karoonga
dukh agar tumhara hai dukh door nahee karoonga
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote