Quote:
Originally Posted by koi to ho
wah wah kia zabaerdast nazam share ki hai mausam di ......
Anjaam jaante hue bhi
Kaash hum us raah ke rahi kehlaye na hote,
Yahi soch soch kar khud ko koste hain aaj
Ki kaash yeh sab na hua hota,
Tab to sirf tanhai ki boond thi,par..
Ab yeh tanhai ka samundar na hota.........
hmmm thanks di aapne yahan share ki aur humain bhi parrhne ka moqa mila bohat achi lagi
|
Thanks mani is nazm ko itna pasand karne ke liye......