mere pulkit,
pulkit ke liye kuch kahna chahu to ....
kabhi muje udaas paaya..
to zat se kahta hai..
didi aap udaas na ho..
mai hu na.. aap kaho to
mumbai aa kar mil jaau..
humesha ek aadar se bhara vyaktitva maine paaya hai pulkit mai.. jab kabhi maan mai koi baat chhalakti hai khushi ki, ya koi ghum ki lakeer.. nazar aati hai... di ke pahlu mai aa baithta hai is tarah... jaise apne hi maan se baat karta hai.. muje humesha pulkit par garv raha hai..
mere pulkit...aaj tumhare janamdin par tumhe lakh badhaai.. pyaar bhara aashirwaad.. or ..di ka dher sara laad-pyaar ..
shubha mudgul ki taraf se...
shikho na.... naino ki bhasha piya...
tumhari di