View Single Post
Old
  (#86)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd June 2015, 02:50 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Dear sunita ji

der se reply ker raha hoon so khed hai...

apne bachpan ki koi aik aisi shararat jisko yaad karke aap aaj bhi muskuraye bina nahi reh paate.

Baat un dino ki hai jab main class 5 vi mein primary mein padhata tha. Main gaav ke primary school mein padhayi kerta tha . class me sabse tej hone ke kaaran mujhe class monitor banay gaya tha. Primary me jisaki math achchhi hoti thi vahi tej mana jaata tha. Primary school me hum boy aur girl dono ek sath padhate thea. main class mein ummra me chhota tha.. kyonki mujhe padhane ka sauk hone ke naate main apane bhaaieyo ke sang jaldi hi school chala gaya tha.. aur teacher ne mera naam likh diya tha.. Ek din hamare class teacher ne kaha tha ki attendance likh lena ki kaun kaun nahi aaya hai kal uski pitaayi hogi.. to main jo log nahi aaye the unke naam likh liye.. naam likhate samay main majaak mein me hi hamari ke sahpathi jiska ki naam KISMAT IYA tha main Kismatiya Budhiya (old lady) apane kaagaj per likh diya ... aur hum us din ghar chale gaye.. dusere din jab main school aaya to Kismatiya school aayi thi.. aur kisi ne use yah bata diya tha ki uska naam maine kismatiya budhiya likha hai.. aur vo mujhe dekhte hi usne Bhojpuri mein ji bhar ker gaali diya.. aur to aur usne mujhe maarne ke liye daudaya per main daud ker bhaag gaya.. hashi khub aayi.. aur aaj bhi vo baat sochker hashi aa jaati hai.. uske baad main kisii ladki ko phir budhiya nahi banaya aur naa hi likha..

Akant...

hmmmmmmmm...eska matlab aap bhi kam pangebaaj nahi thy bachpan meiN...chaliye baaki ke 2 sawaaloN ke jawaab bhi jaldi dijiye, kyuki mera aik aur sawaal hai aapke liye.


appne school se nikal jab clg meiN gye us waqt ka koi vakya (kissa) hamse share kijiye, jo aaj bhi aapko lagta ho ki abhi kal hi ki to baat hai...


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote