Mehsoos -
25th August 2002, 10:06 PM
mehsoon karne wali kahti hai
hum hai uske ass paas hi kahi
choo lene ko kisi ke dil ko
paas hona nahi jaruri
khawab mai hi sahi
hame apna to manti ho
pareshan na ho apne dil par
nadan hi hai ki tadpata hai
tumhari yaadoan ne to hame
din mai bhi rulaya hai
dekh kar hi ji ha....
tumhe apna jana tha
khuli hui un baahoan ki
maryada ko bhi nibha tha .!!!
|