Thread: Sawaal Jawaab!
View Single Post
Old
  (#50)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
18th June 2014, 07:19 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Actually itna zyada likhte likhte most of the times mudda kho jata hu.

agree.....baat achchey sher se shuru hokar Ghalib Ke sher ki explanation tak Aa gayi hai..

phir se con-size karke mudda saamne lata hu pointed way me....upar discussion ka nichod , uska essence yu samjh lijiye.

ye samjh aa raha hai ki ye 'aib e dolakht' , rabt kam hone ya kam hone ka defect hai.

literal meaning jaa raha hai kuch aise- do misra sher ka, do alag alag baat bol raha hai.

-------------------------------------------

ab is defect 'AIB E DOLAKHT' me muskil ye hai ki ye koi usool to ho nahi sakta , kyuki usool kabhi jhutlaya nahi jaa sakta....matlab ye ki jis cheez par 2 raey ho sake that cannot be a principle (usool )

aur ye aib to individual interpretation par hai...kisiko aib lagega , kisiko nahi....jaise upar darj arguement hi le lijiye.

janaab.....aatish sahib wali missal bhi maujood hai.....jahaa'n aankh moondkar bhi kahaa ja sakta hai ki DO-LAKHT hai...aur ab koi sher ko ghalat interpret kare to kyaa koi kar sakta hai missal Ke taur par abhi -2 aadeil sahib ne Ghalib Ke sher ki Jo interpretation ki ...WO haazir hai.....

ghalib sahab ka sher hai jispar ustad nazm sahab kahte hai usme aib e dolakht ' hai , magar koi aur agree nahi karta hai us baat par.

vo isliye ki ye subjective issue hai...

mera opinion ye hai ki 'rabt kam hona' aisi koi cheez nahi hoti. kuch sunnewale ko bhi imagine karna padta hai ki shayar kya kah raha hai.
yahi wajah hai ki sabko sab sher pasand nahi aate....

ab subjective issue hai ye 'rabt'..it cannot be called a defect in the true sense.bahut logo ko abstract sher pasand aate hai. seedhe ashar pasand nahi aate

(i am saying all this just to provoke a discussion)
Main to thak gayaa hu.........is discussion Se.... I QUIT
   
Reply With Quote