View Single Post
Old
  (#5)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
8th November 2006, 12:50 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
pooja ji

pehle to main mere dost dilip ko mubarakbad deta hu k itna achha sher likha uspe se aapne puri gazal bana di

aapka jawab nahi maan gaye!!!!!!!

dard ko bayan karne me aap to badi mahir hai ..bina dard mile aap itna achha likh sakti ho bahot khub!!!
puri gazal kabile tarif hai

achha laga padhke aur khusi bhi hui mujhe bahot jab aap itna achha likhti ho achha lagta hai

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…


ye do sher bahot hi pasand aaye mujhe

dil se nikali daad kubul kijiyenga
KHUS RAHO

aapka dost
dhaval
dilip ji dhaval ki pahali daad apke liye.......haa dhaval mujhe yun to koi gam nahi fir bhi dard kalaam likhti hu.mein mahobbat ko aur khushiyon ko to bayan kar hi nahi sakti. isi liye....khaai apko ye do sher pasand aye meri khush nasibi...aapki daad mujhe kabuul hai dil se...........ok ji

grazie

aapki dost
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote