View Single Post
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th October 2017, 03:36 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
āġhāz to hotā hai anjām nahīñ hotā
jab merī kahānī meñ vo naam nahīñ hotā

jab zulf kī kālak meñ ghul jaa.e koī raahī
badnām sahī lekin gumnām nahīñ hotā

hañs hañs ke javāñ dil ke ham kyuuñ na chuneñ TukḌe
har shaḳhs kī qismat meñ in.aam nahīñ hotā

dil toḌ diyā us ne ye kah ke nigāhoñ se
patthar se jo Takrā.e vo jaam nahīñ hotā

din Duube hai yā Duubī bārāt liye kashtī
sāhil pe magar koī kohrām nahīñ hota

unkwon shayar

Rajinder ji, khoobsurat gazal share karne ke liye bahut bahut shukriya....aur haa yeh gazal mashoor adakaara aur shayara "Meena Kumari" ji ki likhi hue hai bahut kam likha hai unhone lekin jitna bhi likha bahut umda likha hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote