View Single Post
Yeh zamana us roz se woh zamana naa raha
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Yeh zamana us roz se woh zamana naa raha - 27th November 2009, 04:44 PM

Ahel E Bazm ko mera salam,

Shayari E sharab ke padhne waloN ke liye aaj main ek khaas peshkash nazar pesh ker raha hun, abtak maine is forume ke iye kabhi dilse likhane ki koshish nahi ki thi per meri yeh koshish sabhi saaqi E yaar ke liye tahe dil se ki gayi hai, gar aapko pasand aaye to apne rai se nawaziyenga..............

To mere Gazall ka lutf uthaiye,

Mulayzaa farmaiye.......



Saaqi E yaar ka hi ab koyiN thikana naa raha
Aaj mere hi hisse kyuN koi paimana naa raha


Sabhi ne badhaya tha, hath pamane ki taraf
YeH zamana us roz se woh zamana naa raha


Ghar, ghar mein ho rahi hai maikshiN kuch aisi
Maikhane hi maikhane hua maikhana na raha


Uske aashique thi kayi pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwana naa raha


Ley na jaye Kwahish barbaadi ki raahon per
Aadi huye sharab ke aur koyi bahana naa raha


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote