10th February 2007, 09:31 AM
mayank sir namaskar
kaise hai.n janab
bahut khoob gazal likhi hai aapne, or maqta!! maqta to kamal hai janab.
is sher per meri khas taur se daad kabool farmaiyega.
TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!
shukriya
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|