Quote:
Originally posted by Aman_rahi
Mere bhai Kunnu.....
aaj mother's day pe tumhara ye pyar bhara kalam aur maa ki izzat.....
maa ka pyar anmol hota hai aur shayad aur koi kisi ko itna pyar nahi kar sakta jitna ki koi maa apne bacchon se.....
kalaam to bahut hi aacha likha hai......
lekin padte hi maa ki yaad aa gayi.....yahan door sabse akela baitha hoon....
khush rahoo mere bhai.....
|
aman bhai
bas kya kahUn.. maa ka pyar hota hi aise hai ... bas aap aaye shukriya
aapka apna
kunal