Quote:
Originally Posted by krishna
kya khoob likha hai kavita ji---wah
Duniya ki nighaaho se bacha kar jisko
Dil me rakha tha hmesha sja kar jisko
Khud ki tijori se ussi ko churaaya na gaya
Samne hi thi Manzil, Kadam badhaya na gaya
krishna
|
Shukriya Krishna ji,,,,,,,,,,,,,,,,