ek mauka to de koi hamein -
13th May 2004, 05:04 PM
kisi ne sach kaha hai koi bura nahi hota
sirf waqt aacha ya bura hota hai
lekin ye kaisi insafi ke hame koi galat aur bura samaj le
bina pesh karne ka mauka diye
shashank
shashank
be happy yaar, main hoon na !!
|