hi -
26th August 2006, 11:27 AM
veer ji bahot achhi nazam likhi hai aapne. aur kuch nahi kaungi bas itna kahungi ki aapka likha hame bahot pasand aata hai. aapke liye hamare dil me hamesha jagaha rahegi
aapki dost
pooja
pooja app dosto ki badaulat hee raj ka wajood kayam hai gar app ka saath na ho raj kab ka bikhar gaya hota....appko meri nazam achi lagi main appka shukarguzaar hoon.....raj.....
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|