8th October 2014, 09:20 PM
Sameer ji ko raj ka bhut saara pyar bhara namaskaar...janaab bahadur shah jaffar ki yaad jinda kar di aapne...bakamaal gazal or maikash bhai ki shikayat bhi wazib hai makkta keh hii do ab miyyan...Raj..
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|