Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 10 votes, 4.90 average. Display Modes
Kaise bataaye kitna pyaar karte hain hum tumse
Old
  (#1)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
Kaise bataaye kitna pyaar karte hain hum tumse - 23rd July 2010, 03:12 AM

Kaise bataaye kitna pyaar karte hain hum tumse,
ye bhi nahi jaante hum kitni khafaa ho humse
aaogi humaare paas aur dogi jawaab to mar jaaenge hum khushi se
na aaogi to rote rote mar jaaenge hum tere ghum se
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Old
  (#2)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
23rd July 2010, 03:24 AM

Meri Ankhon k Samandar Mein Jalan Kesi Hai
Aaj Phir Dil Ko Tarapny Ki Lagan Kesi Hai,
Ab kisi Chhat Pe Charagon Ki Qataarain Bhi Nahin
Ab Tere Shehar Ki Galiyon Mein Ghutan Kesi Hai,
Baraf K Roop Mein Dhal Jaein Gy Saary Rishty
Mujh Se Poochho Muhabbat Ki Agan Kesi Hai
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Old
  (#3)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 28
24th September 2010, 06:40 AM

Quote:
Originally Posted by abdu.naz2004 View Post
Meri Ankhon k Samandar Mein Jalan Kesi Hai
Aaj Phir Dil Ko Tarapny Ki Lagan Kesi Hai,
Ab kisi Chhat Pe Charagon Ki Qataarain Bhi Nahin
Ab Tere Shehar Ki Galiyon Mein Ghutan Kesi Hai,
Baraf K Roop Mein Dhal Jaein Gy Saary Rishty
Mujh Se Poochho Muhabbat Ki Agan Kesi Hai
achchaa khyaal hai

Baraf K Roop Mein Dhal Jaein Gy Saary Rishty
Mujh Se Poochho Muhabbat Ki Agan Kesi Hai

ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#4)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
24th September 2010, 06:27 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
achchaa khyaal hai

Baraf K Roop Mein Dhal Jaein Gy Saary Rishty
Mujh Se Poochho Muhabbat Ki Agan Kesi Hai
very nice da have a good sentance
thanksssss

SHAIKH
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Old
  (#5)
shayari
Registered User
shayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 19
23rd July 2010, 11:43 AM

kafi behtrin alfaz hai achi kosish rahi ye aapki

ye sher pasindida raha

Baraf K Roop Mein Dhal Jaein Gy Saary Rishty
Mujh Se Poochho Muhabbat Ki Agan Kesi Hai

pawan(shayari)
   
Reply With Quote
tttttthankssssssssss
Old
  (#6)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
Love tttttthankssssssssss - 25th July 2010, 01:54 AM

hi i frnd h r u?

thaaaannnnksss for ur complmnt
dil hi dil meinnnnnnnnnnnnnnnnnn.........

sheikhhhhh ssssmaaa
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
jannat-o-dozakh baqadr-e-zarf the baazar me
Old
  (#7)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
Love jannat-o-dozakh baqadr-e-zarf the baazar me - 21st September 2010, 01:02 AM

aur to sab chand suraj le ke aaye the wahan
main hi daman me faqat jugnu saja kar le gaya

le gaya chun chun ke sang-e-sheher ek jo har shanaas
log punchte the ki pagal kya utha kar le gaya

jannat-o-dozakh baqadr-e-zarf the baazar me
jis ka jaisa zarf tha waisa utha kar le gaya

maghribi fashion na tha pagal bagula tha koi
gaon me aaya to ghar ka ghar uda kar le gaya

dard-o-ashk-o-aah-o-hasrat;ranj-o-gam ke masawa
chhod kar wah kya gaya aur kya utha kar le gaya

aashiqui ke khel ka anjaam hai bus itna faheem
de gaya khwab jo wah neendein uda kar le gaya
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Old
  (#8)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
Love Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De - 21st September 2010, 01:18 AM

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De

Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Tera Mujrim Hoon mein, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De

Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

firdous maf karna muje..
i dont like to cry infront of god.my tear drops are come out when i think about you.
maf karna firdous..mein tumara mujrim hun
if u will forgive me then God definetly forgive..
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 58
21st September 2010, 02:21 AM

Quote:
Originally Posted by abdu.naz2004 View Post

firdous maf karna muje..
i dont like to cry infront of god.my tear drops are come out when i think about you.
maf karna firdous..mein tumara mujrim hun
if u will forgive me then God definetly forgive..

Yeh firdous kaun hai ???...

hmmmmm...lagta hai dil toda hai aapne unka, isiliye maafiyaN maangi jaa rahi haiN..

well!!..agar eteraaz na ho tou ek do friendly advices dena chahungi..

.
Quote:
.i dont like to cry infront of god
1)cry only in front of god...sirf wahi hai ,jo aapko sun sakta hai,samajh sakta hai aur aapke problems solve kar sakta hai...

kabhi kisi aur ke saamne mat royiye

2) agar waqay aapne jurm kiya hai tou khule dil sab ke saamne maafi maang lijye..

maafi mangne se koi chota nahi ho jaata,

well aapki firdous saheba agar sdc member haiN tou zarur yeh sab padh rahi hongi, aur agar woh sdc member nahi hain tou yeh sab yahaaN post karna ka koi matlab hi nahi hai..

jinke gunehgaar haiN aap, unse directly maafi maangiye,shayed maaf kar deiN woh..

Aapka "ALLAH" nigehbaan..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,116
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 59
Love 21st September 2010, 03:33 PM

bahut khoob..................................

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
23rd September 2010, 12:48 AM

Hum chahkar bhi tumhe pa na sake
Par tumne na chahkar bhi hume pa liya

Hum na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai
Par tum chahkar bhi hume bhula na sake

Hum chahkar bhi tumhe khushiya na de sake
Par tum na chahkar bhi hume khushiya de gaye

Hum chahkar bhi pyaar nibha na sake
Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye…

Woh roye to muh mod ke roye,
Koi mazburi hogi jo dil tod ke roye,

Mere samne tukde kar diye meri tasveer ke,
Baad mein pata chala ke unhe jod ke roye.

Unhone dekha aur aansu ghir pade,
bhari barsaat me jaise phul bhikar pade,

dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…

SHAIKH
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Hum chahkar bhi tumhe pa na sake
Old
  (#12)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
Love Hum chahkar bhi tumhe pa na sake - 23rd September 2010, 12:57 AM

Hum chahkar bhi tumhe pa na sake
Par tumne na chahkar bhi hume pa liya

Hum na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai
Par tum chahkar bhi hume bhula na sake

Hum chahkar bhi tumhe khushiya na de sake
Par tum na chahkar bhi hume khushiya de gaye

Hum chahkar bhi pyaar nibha na sake
Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye…

Woh roye to muh mod ke roye,
Koi mazburi hogi jo dil tod ke roye,

Mere samne tukde kar diye meri tasveer ke,
Baad mein pata chala ke unhe jod ke roye.

Unhone dekha aur aansu ghir pade,
bhari barsaat me jaise phul bhikar pade,

dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…

SHAIKH
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Old
  (#13)
abdu.naz2004
abdu.naz2004
abdu.naz2004 is on a distinguished road
 
abdu.naz2004's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Feb 2007
Location: new delhi/hydrabad/cuttack/mysore
Rep Power: 0
24th September 2010, 06:39 PM

Hamare Profile Pe Aate Hain Woh….
Hamare Profile Pe Aate Hain Woh…………

aur ek scrap bhi nahi chod jate hai woh….
Itna Bhi Nahi Maloom Yari ko….

Recent visiters main Dikh Jaate Hain woh.

SHAIKH
  Send a message via Skype™ to abdu.naz2004 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com