 |
|
|
|
|
|
|
 |
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe -
10th January 2007, 05:20 PM
apni new rachana apke samne pesh kar rahi hun.
sakhi
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
Mein aaj tumse kuch mangti hun
Wadaa karo na karoge ruswa mujhe
Tum koi achi si dua do mujhe
Ya phir yaisa karo rulaa do mujhe
Tumko bhulaau jo mein agar
Maut aa jaye ye duaa do mujhe
Rahun jo khush mein tere wagair
Na mere hone ka silsila do mujhe
Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe
Mein ye nahi kahti ki sab de de
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
(10/1/2007)
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 0
|
Nice Creation -
10th January 2007, 07:11 PM
Nice creation
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
11th January 2007, 03:41 PM
Quote:
Originally Posted by SSSSRishi
Nice creation
|
SSSSRishi ji
apko mera creation acha laga dil se shukriya ada kar rahi hun apka.
sakhi
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,555
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 61
|
11th January 2007, 05:03 PM
sakhi ji namskaar,
aaj aap udas kyuN?
aapki is rachna meiN aapki udasi nazar aayi jo dil meiN khwahisheN jagake baithi haiN kuch paane ki kisi se
aapne apne dil ke ehsaasoN ko bahot hi gehrayi ke sath bayaaN kiye haiN
mujhe sari peshaks meiN se 2 lines mere dil ko chhu gai aur bahot pasaNd bhi aayi wo do lines bahot kuch keh deti hai
Tum koi achi si dua do mujhe
Ya phir yaisa karo rulaa do mujhe
khus raheN aur apna khayal rakheN
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
12th January 2007, 12:43 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
sakhi ji namskaar,
aaj aap udas kyuN?
aapki is rachna meiN aapki udasi nazar aayi jo dil meiN khwahisheN jagake baithi haiN kuch paane ki kisi se
aapne apne dil ke ehsaasoN ko bahot hi gehrayi ke sath bayaaN kiye haiN
mujhe sari peshaks meiN se 2 lines mere dil ko chhu gai aur bahot pasaNd bhi aayi wo do lines bahot kuch keh deti hai
Tum koi achi si dua do mujhe
Ya phir yaisa karo rulaa do mujhe
khus raheN aur apna khayal rakheN
aapka dost
dhaval
|
dhaval ji namskar
udasi ab yaisi nahi aati kyun ki patjhad ka mausam aa gya hai
koi ab itna rulana nahi kyun ki pahle hi koi bahut rula gya hai
ye udasi to bas yuhi kisi ke karan aai thi tabhi is rachana mein apni udasi ko milake apke samne rakh diya. shayad isse mein halki ho jati hun bas.mera bojh utar jata hai kuch.
khawahise ab rakhti nahi mein. kisi se koi umeed rakhna bhi beimaani hai khud se.
isliye bas jaisa chal raha hai chalne do. yahi jindagi hai.
aap yahn aaye mere sath sukriyaa.
aap bhi apna khyaal rakhna
sakhi
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 35
|
12th January 2007, 03:01 AM
Quote:
Originally Posted by sakhi1909
apni new rachana apke samne pesh kar rahi hun.
sakhi
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
Mein aaj tumse kuch mangti hun
Wadaa karo na karoge ruswa mujhe
Tum koi achi si dua do mujhe
Ya phir yaisa karo rulaa do mujhe
Tumko bhulaau jo mein agar
Maut aa jaye ye duaa do mujhe
Rahun jo khush mein tere wagair
Na mere hone ka silsila do mujhe
Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe
Mein ye nahi kahti ki sab de de
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
(10/1/2007)
|
Pyari Sakhi..
Aaj tumhe bahut der baad padhne ka mauka mila..
Aur itna dard bhara hua hai har shabd me.. itni maayoosi..
Dil se nikalti hai to bas dua meri sakhi ke liye...
Khushiyan ho jaaye haazir jaldi se teri muskaan ke liye...
Take Care..
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
12th January 2007, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat123
Pyari Sakhi..
Aaj tumhe bahut der baad padhne ka mauka mila..
Aur itna dard bhara hua hai har shabd me.. itni maayoosi..
Dil se nikalti hai to bas dua meri sakhi ke liye...
Khushiyan ho jaaye haazir jaldi se teri muskaan ke liye...
Take Care..
~Priya
|
dear priya
tumhein yahn dekha to dil khush ho gya.
purane dostoin ka saath ho to kya baat hai na????
Dil se nikalti hai to bas dua meri sakhi ke liye...
Khushiyan ho jaaye haazir jaldi se teri muskaan ke liye...
ye baat dil ko chho gai aur mein muskuraa rahi hun jab se tumhara naam mere post par dekha mein bakhut khush hun. shukriya dost saath dene ke liye.
apna khyaal rakhna dear ok
sakhi with love
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 54
Join Date: Dec 2006
Location: Delhi
Rep Power: 19
|
12th January 2007, 05:25 PM
Sakhi ji namskar,
apne bahut hi acchi rachana likhi hai.
aur khaskar apki ye do lines
"Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe"
youn laga ki mere andar ka kahin koi jakhm hara ho gaya ho.
but good one's
Thanks
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
17th January 2007, 06:30 PM
Quote:
Originally Posted by dheerendra
Sakhi ji namskar,
apne bahut hi acchi rachana likhi hai.
aur khaskar apki ye do lines
"Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe"
youn laga ki mere andar ka kahin koi jakhm hara ho gaya ho.
but good one's
Thanks
|
dheerendra ji
kaise ho aap??
shukriya mera likha pasand karne ke liye.
apka jakham hara hua apko taklif bhi hui hogi. bas yahi dua hai taklif kam ho apki aur apko khushiyaa mile.
sakhi
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Rehan
Offline
Posts: 169
Join Date: Jan 2006
Location: india
Rep Power: 22
|
17th January 2007, 07:12 PM
Excellent words of hearts
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
20th January 2007, 03:20 PM
Quote:
Originally Posted by WASEEF- Unlucky
Excellent words of hearts
|
waseef ji
bahut bahut shukriya apka yahn aane ke liye.
aapko apne post par pahli baar dekha hai. asha hai aage bhi aap ate rahoge yahn.
sakhi 
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 33
|
20th January 2007, 08:47 PM
shakhi ji
namaskar
kaisi hain aap
aapki ye nazam bahut hi khoobsurat hai ehsaso se sarabor
apne pyar main sara jahan dekhna bahut badi baat hai
hamesha ese hi likhte rahiyega
shukriya
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 65
|
22nd January 2007, 12:42 PM
pyari sakhi
bahut accha likha hai, ahsaas dil chu gaye...meri dua hai...sakhi ko uska pyar aur zamane ki har kushi miley...ameen.
lots of love
tumhari dii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
23rd January 2007, 03:45 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
pyari sakhi
bahut accha likha hai, ahsaas dil chu gaye...meri dua hai...sakhi ko uska pyar aur zamane ki har kushi miley...ameen.
lots of love
tumhari dii
|
didi
bahut bahut shukriya apka aapne jo dua ki mere liye.
sakhi with love
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
23rd January 2007, 01:18 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
shakhi ji
namaskar
kaisi hain aap
aapki ye nazam bahut hi khoobsurat hai ehsaso se sarabor
apne pyar main sara jahan dekhna bahut badi baat hai
hamesha ese hi likhte rahiyega
shukriya
dilip
|
dilip ji aapne yahn aake mera hoshala badaya bahut bahut shukriya apka.
sakhi 
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
shayri is my life
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 35
|
22nd January 2007, 01:11 PM
Quote:
Originally Posted by sakhi1909
apni new rachana apke samne pesh kar rahi hun.
sakhi
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
Mein aaj tumse kuch mangti hun
Wadaa karo na karoge ruswa mujhe
Tum koi achi si dua do mujhe
Ya phir yaisa karo rulaa do mujhe
Tumko bhulaau jo mein agar
Maut aa jaye ye duaa do mujhe
Rahun jo khush mein tere wagair
Na mere hone ka silsila do mujhe
Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe
Mein ye nahi kahti ki sab de de
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
(10/1/2007)
|
sakhi ji namaskaar wah kyaa baat hai bhut sahi likha aapne har lafaz ek sachai liye huyee hai.....bhut acha lagga aapko parna......yun hii likhti rahiye.......raj......
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
23rd January 2007, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by rajveeer
sakhi ji namaskaar wah kyaa baat hai bhut sahi likha aapne har lafaz ek sachai liye huyee hai.....bhut acha lagga aapko parna......yun hii likhti rahiye.......raj......
|
raj ji namskar
apne mere shabdoion ki sachai ko samjh acha laga jaan ke. shukriyaa yahn aake hoshala afjai karne ka.
sakhi 
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
|
26th January 2007, 01:03 PM
Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe
Mein ye nahi kahti ki sab de de
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
Hello My sweet doll
Bahut pyari si rachna likhi hay tumney......I wish tumhey mayusiyaan kabhi na mile aur har kadam bhaar hi bhaar miley....yuun hi likhti raho......
Apna khyal rakhna
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
28th January 2007, 12:43 PM
Quote:
Originally Posted by sukanya
Bahut si maayusiya mili hai ‘sakhi’
In maayusioin se bahar laa de mujhe
Mein ye nahi kahti ki sab de de
Kuch mera pyaar hi dila de mujhe
Hello My sweet doll
Bahut pyari si rachna likhi hay tumney......I wish tumhey mayusiyaan kabhi na mile aur har kadam bhaar hi bhaar miley....yuun hi likhti raho......
Apna khyal rakhna
|
didi namste
kaisi ho aap?
shukriya meri khushiyoin ki chahat karne ke liye. aur mera likha sarahne ke liye.
aap yahan aai to meri khushi bad gai didi realy.
sakhi with love
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
saloni
Offline
Posts: 300
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 19
|
26th January 2007, 01:12 PM
sach ma apka ya ehshash dil ma utar gaya .........bahut acha likha ha apna......ma to iss shayri ka mahfill ma naye hu ....aur apko pahli barr padha ......jo sidha dil ko chu gaya........asa hi ehshasho ko sabdo ma piro ka pass karta rahiyaga..................
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
"ajnabi nahi thi pahla yann duniya
tera ishq ma isko bhi ajnabi bana gaye"
aapki dost~saloni
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 36
|
28th January 2007, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by ajnabi duniya
sach ma apka ya ehshash dil ma utar gaya .........bahut acha likha ha apna......ma to iss shayri ka mahfill ma naye hu ....aur apko pahli barr padha ......jo sidha dil ko chu gaya........asa hi ehshasho ko sabdo ma piro ka pass karta rahiyaga..................
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
"ajnabi nahi thi pahla yann duniya
tera ishq ma isko bhi ajnabi bana gaye"
aapki dost~saloni
|
saloni ji
aapne mujhe pada bahut acha laga apko apne post par pahli baar paake.
apke dil tak pahunchi meri baat to mera likhna safal hua. kash ye us dil tak apni pahunch bana paye jis dil ki ise chah rahi ho.yuhi aate rahna dost.
sakhi with love
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |