Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dukh ka naam hai aisa yaaro ki sunke hi dukh hota hai,>>>>>
Old
  (#1)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
Love Dukh ka naam hai aisa yaaro ki sunke hi dukh hota hai,>>>>> - 2nd December 2002, 01:54 AM

Dosto, dil ki hallat ye dil hi jaane bas kuch na kuch jasbaat chaltey hi rehtey hai, pesh kar rahi hu aaj phir kuch aaake samne, ummed hai pasanad aayega.....

Dukh ka naam hai aisa yaaro ki sunke hi dukh hota hai,
ab dukh to nahi shayad hame koyi, par jaane dil kyu rota hai,

Chaiin isey kahi nahi, bechani me ye rehta hai,
mukamil jahhan mila hai isey, par jaane kyu ye tanha rehta hai?

Roz khud ko samjhata hai "Dil", ki bas kuch dur aur sabar kar,
koyi to hoga tera bhi humnasfaz, bas intzaar thoda aur kar,

chalta hai bheer mein, par hoke sabse juda-juda,
har kadam par yaad karta hai us shaks ko, jise samjha tha khuda,

yaadain apni pirota hai kuch saanso ki mala banakar,
sapney phir dekhta hai, sanam ki adayain sajakar,

kat jata hai din jab in duniyawalon ki mehfil mein,
Kuch yaadain isey phir aati hai dard banke is dil mein!!

Yu to dukh ke naam se sabhi to dukh hota hai,
Dukh to nahi shayad mujhe par jaane kyu ye dil ab rota hai.......

Luv Priya>


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
2nd December 2002, 11:21 AM

priya jeeeee..

kya khoobh likha hai aapne..koi alfaaz hi nahin mil rahe kaise bayaan karoo ke kis had tak aapke is kallam ne dil ko chua hai..bas yuhi likhte rahna..hum par yeh aapka karam hoga..
ghayalparwana
   
Reply With Quote
dear parwanaji
Old
  (#3)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
dear parwanaji - 3rd December 2002, 05:58 AM

hi parwana ji, hamari khushkismati hai ki aapko likha pasaand aayya
mera likhna karam nahi aapka padna hi hamare liye karam hai dosto!!

Aapka hai karam ki tarif aapp yu karte hai
varna hum to shayd is layak bhi nahi,
Khushi hame itne se hi mil jaati hai,
varna khushi to hamare naseeb hi nahi.......


LUv PRiya>>


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dukh Preet Dil Di Punjabi Poetry 6 19th August 2008 03:38 AM
dukh ismail surve Shayri-e-Dard 0 29th December 2007 12:04 PM
dukh....... fakeer Shayri-e-Ishq 0 18th September 2006 09:06 PM
dukh zakhmee Shayri-e-Dard 0 19th May 2003 10:14 PM
dukh nitin_g420 Humourous Shayri 0 14th May 2003 08:51 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com