Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
Old
  (#1)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Mohabbat ki har rasam adaa kar chale - 18th April 2003, 10:43 PM

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale

phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale

jaate jaate tere pasand kaa libaas
tere pasand ki khushbo laga kar chale

nashtar se chubhte hai be-chad-te hue
phir bhi hotoon par hasi saja kar chale

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

Zeba likhti rahegi......................

Last edited by Zeba; 18th April 2003 at 10:55 PM..
   
Reply With Quote
wah wah wah
Old
  (#2)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
wah wah wah - 18th April 2003, 10:52 PM

zeba JI SAHI MEIN BAHUT KHOOB LIKHA HAI ,SAB DIL KE TUKDE PHIR SE FADFADANE LAGE ,APPNE SAB DIL KE TOOTE TAAR BHI BAJA DIYE, UMEED KARTHE HAI KI AISE HI LIKTHE REHENGE
BYE BYE TAKE CARE


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
18th April 2003, 10:57 PM

kishor ji,
shukriya aap ne isko padha aur pasand kiya,meri dua hai ke aap ke dil ke tukdoon ko jodhe jaldi koi aaye.

zeba
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
wafa
Registered User
wafa will become famous soon enoughwafa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 97
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
hi - 19th April 2003, 12:30 AM

hi zeba !

keasi ho aap ?

keya ghazab ka likha hai aapne aapki har post lajawab hoti hai ,


ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale

phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale

jaate jaate tere pasand kaa libaas
tere pasand ki khushbo laga kar chale

nashtar se chubhte hai be-chad-te hue
phir bhi hotoon par hasi saja kar chale

KIS KIS SHAIR KI TAREEF KURON BOHET HI ACHA LIKHA BOHET PASAND AAYA ,
LIKHTI RAHEYE

KHUSH RAHEYE
TAKE CARE
BYE
WAFA
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th April 2003, 02:02 AM

WAFA JI,
Thanks a lot,aap nahi jaanti aap jaise logon ki tareef sun ke mujhe kitni khushi milti hai.yehi baat hai ke mai is form me likhtihoo.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Fanah....
Registered User
Fanah.... is on a distinguished road
 
Fanah....'s Avatar
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Jan 2003
Location: infinite...
Rep Power: 0
19th April 2003, 12:05 PM

zeba aap ke ehsaas aur jazbaat bahot dard bhare hain..
main kis tarha in ghamon ki tareef karoon mujhe samajh nahin
aata...
zeba kitne bebes hain aap ke jazbaat.
zeba is duniya bahot kum lig aise hote hain jo pyar ki rasm ada
karne ki qoowat rakhte hain...
lekin zeba aap ke lafzon mein woh qoowat saaf nazar aati hai...
BaWafa to woh hota hai jo ddooosre ki bewafai bhe sahan karke
usko hamesha pyar karta hai...
zeba aisi ghazal ke liye bahot-bahot shukriya.....
mafi chahta hoon ki main aap ki ghazal ki tareef nahin kar sakta..
kyonki KISI KE GHUM KI TAREEF NAHI KI JAATI...BULKI USKE
GHUM MEIN USKA SAATH DIYA JAATA HAI...
Likhti rahiye ...
Allahafiz..
Take care...


Fanah.......
For her....
By her...
   
Reply With Quote
Re: Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
Old
  (#7)
paplupopat
Registered User
paplupopat will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 269
Join Date: Jan 2003
Location: india.
Rep Power: 22
Re: Mohabbat ki har rasam adaa kar chale - 19th April 2003, 06:57 PM

Quote:
Originally posted by Zeba
Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale

phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale

jaate jaate tere pasand kaa libaas
tere pasand ki khushbo laga kar chale

nashtar se chubhte hai be-chad-te hue
phir bhi hotoon par hasi saja kar chale

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

Zeba likhti rahegi......................


bahoot khoob zeba
tum likhati rahana.
paplu.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
20th April 2003, 02:56 AM

arrey waah.. chand dinoN ke liye gaayab kya ho gaye, itni achchi ghazaleN logoN ne likh di
waaqaye bahot khoob likha hai aapne..
is naachiiz ki taareef karne ki aaukaat bhi nahiiN hai, magar maiN baaqi logoN ki baatoN se sehmat huuN.. bahot hi achchi ghazal sunaaii hai aapne!

"phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale
"
«-- waah! bahot hi dilchasp!


likhte rahiye,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Rani
Registered User
Rani is on a distinguished road
 
Rani's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Apr 2003
Location: Canada
Rep Power: 21
20th April 2003, 03:00 AM

Salaam, zeba

bohut khuub poem hai app ki

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale


hope to see more tc.
ws
Rani


Log Kehtein hain mujhe aadat hai muskurane ki,
Par woh yeh nahi jaante ki yeh bhi ek adaa hai gam chupaane ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
20th April 2003, 07:42 PM

fanah ji , paplu pat ji,aman shab aur rani ji,
aap sab logon ka tahe dil se shukriya ada karti hoo.
meri nacheez gazal ko aap logon ne pasand kiya aur mujhe itni sarahna de.thanks.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
20th April 2003, 08:10 PM

zeba ji
bahut achha likha hai is bar bhi aapne khas taur se line

ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale

bahut khoob
keep it up


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
22nd April 2003, 01:58 AM

kshitiz ji,
Thanks aap ka bhi meri tareef karne ke liye.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Adil
Registered User
Adil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Oct 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 22
22nd April 2003, 04:06 PM

Zeba,
bohat hi khoobsoorat tehreer hai apki... itna dard aur qurbaani ka jazba bohat khoob......

apka matla kya kaha hai....

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

ek ek sher main kya qurbaani ka jazba hai...

ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale


phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale

mohabbat ka izhaar is andaaz main.....

jaate jaate tere pasand kaa libaas
tere pasand ki khushbo laga kar chale

nashtar se chubhte hai be-chad-te hue
phir bhi hotoon par hasi saja kar chale

saaaaaaaaaaaaaare ashaar behad pasand aaye.....
isi tarah likhti rahein waise mujhe maaloom hai aap likhti raheingi.......

Mukhlis
Adil


"'Adil' ne zabaan kholi thi such bolne ke waste,
Bardasht na kar sake log shayar bana diya"



MOHD.ADIL QURESHI
Snowy Mountains Engg. Corporation(SMEC)
A-1, Ist Floor,Chiragh Enclave
New Delhi-48
Tring Tring-09350815681
   
Reply With Quote
excellent
Old
  (#14)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Thumbs up excellent - 23rd April 2003, 12:39 AM

ZEBA JI,

Lagta hai is baar mein bahut late ho gaya hun reply dene mein kyunki mein kai din se aya nahi hun yahan aur aapne itni behtareen ghazal likh di aur logon ne itni taref kar di ke mein ab kya kahun fir bhi aapki yeh lines

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale

Kya baat hai wafa ke baare mein to paase seekhne jaisa hai ke bewafaa ke liye bhi dua kar chale sachhi mohabbat is ko kehte hain kyun theek kaha na maine

Zeba likhti rahegi aur ZINDAGI RAHI TO HUM PADHTE RAHENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
23rd April 2003, 05:32 AM

Adil ji aur pyasa ji,
aap dono ne to mujhe bohot khush kardiya hai aaj is gazal ki tareef karke.thanks
zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
23rd April 2003, 04:16 PM

HEY ZEBA JEE,

BAHOOT ACHCHHA LIKHA HAI APANE.BAHOOT PASAND AAYA. UMMID KERTA HOON KI AAGE BHI ESI TARAH AAP LIKHATI RAHENGI. SHABHI SHER PASAND AAYE.

AKANT...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
bahot khub
Old
  (#17)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
bahot khub - 24th April 2003, 11:47 AM

zebaji,
aapki kalaam ki jo tarif kare kum hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
26th April 2003, 12:32 AM

akant ji aur meena ji,
Thanks aap dono ka bhi ke yeh gazal aap logon ko achi lagi.

Zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
8th May 2003, 12:50 AM

waah Zeba ji bohat khoob...

kaise tareef karu iskii aur kis sher ki kitni tareef karu samajh me nahi aa raha hai...

ek khata meri maaf karnaa meherban
tere hisse ke gum hum chura kar chale

phir milen to dosti ki ummed say milen
aj dilki har kad-wahat bhula kar chale


ufff aahh... kaise likha hoga aapne ye...
dard hi dard.. gham hi gham bhara hua hai isme...
sach me Zeba ji bohat achcha likha hai aapne....
her ek sher lajawaab hai...

aapka andaaz behad kashish bhara hai...

mubaarakbaad qubool kijiyega...

likhti rahiye aur muskuraati rahiye...


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
8th May 2003, 05:28 AM

bedil ji,
aap ne itne dinoon ke baad yeh gazal padhi aur iski itneee tareef ki hai mera dil khushi se has utha.thanks a lot.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Dard ki daastan
Registered User
Dard ki daastan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A
Rep Power: 0
8th May 2003, 09:25 AM

Zeba ji, aapne bahut hi khoob likha hai.

"nashtar se chubhte hai be-chad-te hue
phir bhi hotoon par hasi saja kar chale

Mohabbat ki har rasam adaa kar chale
bewafaa tere liyeh bhi duaa kar chale"

Yeh lines mujhe bahut pasand aayi. Bahut mushkil hai toote hue dil ko le kar, hoton par hasi sajana. Aur is..se zyada mushkil hai, uss bewafa ke liye dua karna. May God bless u. Likhte rahiyega dost.


Doston...pyar ki baatain na karo

Guzare hain mohabbat main aise mukaam se
Nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se

Jai Mata Di
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
13th May 2003, 05:54 AM

dard ji,
thanks dard ji aap ka shukriya behad aap ko yeh sher pasand aaye aur inki aap ne mere dard ko mehsoos kiya.

zeba
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
pyar mein ye kaisi RASAM aayi hai kuhulika Shayri-e-Dard 6 23rd May 2006 04:44 PM
swagat ki rasam nandan Aapki Shayri 0 17th May 2006 12:48 PM
har shokh adaa se apni lubhaate chale gaye... Parastaar Shayri-e-Dard 23 15th September 2005 08:58 AM
Ek baar chale aao phir aake chale jaana....... Shimul Ghazal Section 2 27th January 2004 01:31 PM
nazar milaanaa bhii ek adaa hai,nazar jhukaanaa bhii ik adaa hai musafir Hindi/Urdu Lyrics 0 22nd May 2002 10:17 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com