Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#1)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 18th September 2005, 08:13 PM

frenz.....
i'm extremely sorry 4 having done this..!!marte marte bachi hoon.ek hi din me itne joote-chappal padne wale the,jitne msgs aaye,jitne tortures sahe hain.usi k dar se yahaan wapas aana pada.is gustaakhi k liye maafi chahti hoon.shayad thodi der k liye selfish ho gayi thi.ye nahi socha ki meri khushi se zyada kisi aur ki khushi maayne rakhti hai...shayad isilye wapas aayi hoon.....lekin KaSaK ab sirf shouk ke liye likhegi....abhi tak dard dil me tha to likhti chali gayi,lekin ab bina dard liye likhungi.gayi bhi kisi ki vajah se hi thi to aayi bhi kisi k pyar ki vajah se hoon....
being the youngest member of the site....mera itna to hak banta hai ki aap log mujhe maaf kar do yaar......!!!ise meri naadaani samajh ke bhool jaiyega....
to lijiye pehli baar dil se likhi ghazal apke saamne pesh hai.....shayad ye pehli aisi ghazal hai...jisme 'pyar' lafz nahi......

***********************************************

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

khuda se
'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

doston.....vaada karti hoon ki jab tak bazm me hoon...aisi naadaani phir nahi dohraaungi.....pleez forgive me jinko bhi hurt hua ho.....

luv u all,
KaSaK.......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
18th September 2005, 09:06 PM

khushi hui aapko yahan phir se dekh ke.aur aapke khayalat dekh kar unse bhi jyada khushi hui hai.waise to har pankti ahchi thi par ye paktiyan mujhe bahut hi pasand aayi,aur kyun ye aap ahchi tarah jaanti hain,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

tumhara LUCKY

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
18th September 2005, 09:10 PM

Kasak,

Acha likha hai...

aur Kuch kahoon??????
Samjh jao aur nahi samjh aaye.. to...

Ur Big B
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
18th September 2005, 10:23 PM

thanx lucky........
tumhe pasand aaya......aur kya kahoon....??
jaanti hoon kyun pasand aayi......
thank u 4 each n everything dear......

luv ya,
KaSaK......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
18th September 2005, 10:25 PM

Quote:
Originally posted by Rohin
Kasak,

Acha likha hai...

aur Kuch kahoon??????
Samjh jao aur nahi samjh aaye.. to...

Ur Big B
Rohin

hehehe.....
bhaiya......samjh gayi...aur aap shayad andaaza nahi laga sakte ki main kitni khush hoon jo apka reply mila....bas aur kuch nahi chahti hoon......

thanx....

luv u,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 18th September 2005, 11:23 PM

Quote:
Originally posted by kasak
frenz.....
i'm extremely sorry 4 having done this..!!marte marte bachi hoon.ek hi din me itne joote-chappal padne wale the,jitne msgs aaye,jitne tortures sahe hain.usi k dar se yahaan wapas aana pada.is gustaakhi k liye maafi chahti hoon.shayad thodi der k liye selfish ho gayi thi.ye nahi socha ki meri khushi se zyada kisi aur ki khushi maayne rakhti hai...shayad isilye wapas aayi hoon.....lekin KaSaK ab sirf shouk ke liye likhegi....abhi tak dard dil me tha to likhti chali gayi,lekin ab bina dard liye likhungi.gayi bhi kisi ki vajah se hi thi to aayi bhi kisi k pyar ki vajah se hoon....
being the youngest member of the site....mera itna to hak banta hai ki aap log mujhe maaf kar do yaar......!!!ise meri naadaani samajh ke bhool jaiyega....
to lijiye pehli baar dil se likhi ghazal apke saamne pesh hai.....shayad ye pehli aisi ghazal hai...jisme 'pyar' lafz nahi......

***********************************************

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

khuda se
'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

***********************************************

doston.....vaada karti hoon ki jab tak bazm me hoon...aisi naadaani phir nahi dohraaungi.....pleez forgive me jinko bhi hurt hua ho.....

luv u all,
KaSaK.......
acha likhti ho kasak
Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

bahut khub kaha meri daad kubul karo
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
18th September 2005, 11:26 PM

thanx di....
pehli baar apka reply mila.......yunhi ye silsila chalta rahe....khuda se yahi guzaarish hai...thanx 4 liking it......

luv ya,
KaSaK.........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hi - 19th September 2005, 12:20 AM

my dear kasal
tumahra ye kallam padh kar kuch yaad aa gaya

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Phoolon se yaad aaya punjabi mein

Phulaan di ta dillan di ikko jehi kismat
ek aapey tut jaanda hai, ik loki tor dainde ney...
keho jeha eh sansaar vahi!

in hindi:
Phoolon aur dilon ki ek jaise hai kismat
kuch log tor dete hai, kuch khud hi tut jaatey hai
kaise hai jaane ye sansar

behad dard bhara hai tumare kallam mein, i would say write whatever is in ur hrt...usey dabana nahi,,,varna nasur banega,,when it will comeout only then u will feel u can go one iwth life , its only a suggestion! from expreice

Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
reality_in_raj
Lost
reality_in_raj is on a distinguished road
 
reality_in_raj's Avatar
 
Offline
Posts: 205
Join Date: Sep 2004
Location: London, UK
Rep Power: 20
19th September 2005, 12:52 PM

Kasak ji...

aap bohat accha likhti hai..., sach maine aapki bohat shayri padhi hai.. aur sach dil se pasand karta hun inhe ... yakeen maniye kunal bhai ke baad agar kisi ka kalaam poora dil maiN utar saka hai to wo aap hi ho...bas yu hi likhti rahiye ... mujhe khushi hai ki aap humare is parivar ka hissa hai .... bas waqt na mila aaj tak aapko reply karne ka ... meri dua aapke liye humesha rahegi ...

aapka

Raj

raj

bas raj hi raj
  Send a message via Yahoo to reality_in_raj  
Reply With Quote
Old
  (#10)
punjabiroop
Registered User
punjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura about
 
punjabiroop's Avatar
 
Offline
Posts: 247
Join Date: Aug 2005
Location: in god creation
Rep Power: 21
19th September 2005, 02:06 PM

welcome back
kasak didi
acha likha apne
keep writing
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#11)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: hi - 19th September 2005, 02:47 PM

Quote:
Originally posted by LuvPriya
my dear kasal
tumahra ye kallam padh kar kuch yaad aa gaya

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Phoolon se yaad aaya punjabi mein

Phulaan di ta dillan di ikko jehi kismat
ek aapey tut jaanda hai, ik loki tor dainde ney...
keho jeha eh sansaar vahi!

in hindi:
Phoolon aur dilon ki ek jaise hai kismat
kuch log tor dete hai, kuch khud hi tut jaatey hai
kaise hai jaane ye sansar

behad dard bhara hai tumare kallam mein, i would say write whatever is in ur hrt...usey dabana nahi,,,varna nasur banega,,when it will comeout only then u will feel u can go one iwth life , its only a suggestion! from expreice
hi priya di.......
pata hai ...aap bilkul sahi ho....dard ko kabhi andar dabaake nahi rakhna chahiye......lekin ab shayad mere dil me dard ke liye koi jagah hi nahi rahi....
aur jo apne lines bataayi hain.....bahut sahi hain......thanx 4 sharing.......apka bahut bahut shukriya ki apne mujhe reply karne ka time nikaala.....

keep smiling......

luv ya,
KaSaK.........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#12)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
19th September 2005, 02:51 PM

Quote:
Originally posted by reality_in_raj
Kasak ji...

aap bohat accha likhti hai..., sach maine aapki bohat shayri padhi hai.. aur sach dil se pasand karta hun inhe ... yakeen maniye kunal bhai ke baad agar kisi ka kalaam poora dil maiN utar saka hai to wo aap hi ho...bas yu hi likhti rahiye ... mujhe khushi hai ki aap humare is parivar ka hissa hai .... bas waqt na mila aaj tak aapko reply karne ka ... meri dua aapke liye humesha rahegi ...

aapka

Raj
hi raj.....its really nice 2 see ur reply on my post.......
are yaar itni taareef mat karo meri....kahin gadbad na ho jaaye......apne kunal bhaiya k baad mera naam liya........likhna jaise saarthak ho gaya....magar ek baat hai ki kunnu bhaiya aakhir kunnu bhaiya hain.....hes different frm us.......unke saath chalne k liye bahut mehnat ki zaroorat hai.....aur main to abhi bahut nayi hoon......
phir bhi agar aapka yahi maan.na hai toh i'm extremely obliged.....u really made me smile........

thanx dear.......

luv,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
19th September 2005, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by punjabiroop
welcome back
kasak didi
acha likha apne
keep writing
roop ji......thank u so much....but yaar..i'm younger than u....
par thanx again ki apne mujhe padhne aur reply karne ka time nikaala.......thank u so much......

luv u,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
reply
Old
  (#14)
main_ravi
Registered User
main_ravi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 168
Join Date: Sep 2005
Location: New Delhi , India
Rep Power: 19
reply - 19th September 2005, 04:02 PM

Hey Kasak,
bahut ache aapne jo phir se jion kar liya.
dukho se dar kar koi marta nahi hai, aur agar manta hai to O buzdil kahlata hai. aur hame nahi lagta hai ki aap buzdil hai. Kyun maine thik kaha na.

bas isi tharah likhte rahie aur kya jindagi yu hi kat jayga.

Main ravi
  Send a message via Yahoo to main_ravi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
spotdar
Registered User
spotdar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Aug 2005
Location: woh mod par jahan hum tanha khade hai
Rep Power: 0
19th September 2005, 05:36 PM

hellooooo kasak,

loved to c ur posts once again. Thanks for writing

agar aap yahan se chali jaati, to mera bhi yahan rhena shayad mushkil ho jaata!!!

ek baat jo dilse kehna chahti hoon, mujhe nahi pataa ki koi meri baat se sehmat hoga ya nahi par ek FACT hai tht aapki ghazal dard ko bakhubi bayaan karti hai. no doubts ki aaj jo likhe hai woh bhi umada hi hai, isme to koi shak nahi, par jo baat dard main hai uska kya kehna!!!!

aaj ki ghazal main jo sabse accha laga,

khuda se 'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

aur ek baar, thnx for coming back!!!!

do keep writing
aapki nazm ka hamesha intezaar rahega
c ya

Itne karib aaye ke dur ho gaye,
Itne hanse ki rone ko majbur ho gaye,
Aur aansuon ko apana mukaddar bana liya,
tanhaiyon ke shahar me ek ghar bana liya.
~~~~~~Sonu~~~~~~
   
Reply With Quote
Re: reply
Old
  (#16)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: reply - 19th September 2005, 06:16 PM

Quote:
Originally posted by main_ravi
Hey Kasak,
bahut ache aapne jo phir se jion kar liya.
dukho se dar kar koi marta nahi hai, aur agar manta hai to O buzdil kahlata hai. aur hame nahi lagta hai ki aap buzdil hai. Kyun maine thik kaha na.

bas isi tharah likhte rahie aur kya jindagi yu hi kat jayga.

Main ravi
aji ! aap kabhi galat kehte hain kya....?? hehehe......
well....ravi ji.....main itni jaldi marne nahi wali yaar....aur main buzdil nahi....shayad aap sahi keh rahe hain......well......meri feelingz ko samajhne ka shukriya........

luv u,
KaSaK.......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#17)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
19th September 2005, 06:24 PM

Quote:
Originally posted by spotdar
hellooooo kasak,

loved to c ur posts once again. Thanks for writing

agar aap yahan se chali jaati, to mera bhi yahan rhena shayad mushkil ho jaata!!!

ek baat jo dilse kehna chahti hoon, mujhe nahi pataa ki koi meri baat se sehmat hoga ya nahi par ek FACT hai tht aapki ghazal dard ko bakhubi bayaan karti hai. no doubts ki aaj jo likhe hai woh bhi umada hi hai, isme to koi shak nahi, par jo baat dard main hai uska kya kehna!!!!

aaj ki ghazal main jo sabse accha laga,

khuda se 'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

aur ek baar, thnx for coming back!!!!

do keep writing
aapki nazm ka hamesha intezaar rahega
c ya
are sonu......
aisi noubat kabhi nahi aayegi ki meri vajah se apko ye bazm chhodna pade......aage se aisa mat kahiyega.....
well......yaar....ab to sirf shouk ke liye likhti hoon yaar......maine socha dard ka ek alag roop dekhne ko milega......lekin yahaan bhi wahi.....uff!!!
hehehe.......apko achcha laga ki main phir se wapas aayi to bahut bahut shukriya.......

mujhe bhi apki reply ka hameshaa intezaar rahega.....

thank u so much...

luv u,
KaSaK.......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#18)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 19th September 2005, 06:30 PM

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

khuda se[/b][/color] 'KaSaK' [color=indigo] ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

KASAK JI
SABSE PEHLE TO MEIN KAHUNGA KI AAPAKO BAZM MEIN DUBARA dekh kar bahooot khushi mehsooos hui,,,meri mubaaraqbaad kuboool kijiye,,aur ab yeh kahunga ki aisi behtreeen gazal par ,,jismein jindagi ko ek alag nazariye se dekhne ki koshish ki hai aapne,,,kaabil-e-tareeef hai...yun to pooori hi agzal khubsurat hai,,magar yeh 3 sher khaas taur se dil mein utar gaye....ek achi gazal,,ek umda soch aur aapki waaapsi...in sab ke liye meri dil se nikli daad kuboool kijiye.,...isi tarah aapa aage bhi likhti rahengi,,,apne jazbaaton ke gauhar se bazm ko sajati rahengi,,isi umeeed ke saaath aaap se izzazt chaunga....likhte rahiye..khush rahiye..apna khayal rakhiye
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#19)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 19th September 2005, 07:30 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

khuda se
[/color] 'KaSaK' [color=indigo] ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

KASAK JI
SABSE PEHLE TO MEIN KAHUNGA KI AAPAKO BAZM MEIN DUBARA dekh kar bahooot khushi mehsooos hui,,,meri mubaaraqbaad kuboool kijiye,,aur ab yeh kahunga ki aisi behtreeen gazal par ,,jismein jindagi ko ek alag nazariye se dekhne ki koshish ki hai aapne,,,kaabil-e-tareeef hai...yun to pooori hi agzal khubsurat hai,,magar yeh 3 sher khaas taur se dil mein utar gaye....ek achi gazal,,ek umda soch aur aapki waaapsi...in sab ke liye meri dil se nikli daad kuboool kijiye.,...isi tarah aapa aage bhi likhti rahengi,,,apne jazbaaton ke gauhar se bazm ko sajati rahengi,,isi umeeed ke saaath aaap se izzazt chaunga....likhte rahiye..khush rahiye..apna khayal rakhiye
-MANOJ [/B]
manoj bhaiya......apne kalaamon pe apke itne pyare replies dekhne ki shayyad aadat si ho gayi hai.....is baar aapne thodi der se reply kiya.....maine socha ki shayad is baar k kalaam me kuch kami reh gayi......
magar apka reply dekh kar phir se umang uthi hai.....
bas yahi to zindagi hai.....kabhi idhar se kuch na mile to udhar se dhoond lein.....kuch to haath lagega......DARD HI SAHI.......
thank u so much 4 ur wonderful reply......

luv ya,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#20)
unki deewani
~Not a Poet~
unki deewani will become famous soon enough
 
unki deewani's Avatar
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2005
Rep Power: 0
Thumbs up 19th September 2005, 08:07 PM

Hi Kasak..

I dont know if saying "how wonderfully u have expressed your thoughts" is the right term to use to say abt what you have written, cos wonderful is too simple and it wont do justice.. its simply beyond wonderful....great work!!

I particulary liked these lines...

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

cheers
*zee*

**~~ I was once asked what is one thing i would do for love.. i answered- one thing most people never do.. LOVE FOREVER~~**
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
20th September 2005, 07:09 PM

Quote:
Originally posted by unki deewani

hi dear.....
well i dnt knw ur name......plz tell me......
aur thank u so much ki aapne itni dher saari izzat de di........
bas aise hi padhte rahiyega......
well.....wo lines to mujhe bhi pasand aayi.....hehehe....
thanx again......

luv ya,
KasaK..............

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#22)
unki deewani
~Not a Poet~
unki deewani will become famous soon enough
 
unki deewani's Avatar
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2005
Rep Power: 0
20th September 2005, 07:29 PM

Hey Kasak...

You are most welcome!
Aap likhte rahiyega..hum definitely padhte rahenge.
By the way i'm zahra, zee is my nickname... Very nice of you for taking the time to find out who i am.

keep smiling
zee

**~~ I was once asked what is one thing i would do for love.. i answered- one thing most people never do.. LOVE FOREVER~~**
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
20th September 2005, 07:33 PM

Quote:
Originally posted by unki deewani
Hey Kasak...

You are most welcome!
Aap likhte rahiyega..hum definitely padhte rahenge.
By the way i'm zahra, zee is my nickname... Very nice of you for taking the time to find out who i am.

keep smiling
zee
very nice name..........ek alag attraction hai isme.....well meaning to mujhe nahi pata......aur jo log pehli baar me hi pasand aa jayein unke liye time kaisa nikaalna yaar.........
unse baat karne me to hamaari hi khushnaseebi hai!!!
hehehe........hope 2 see u soon.........
bye....take care......

luv ya,
KasaK..........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#24)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
20th September 2005, 07:41 PM

Ek baar fir se dil me utar gayi tum aur tumhaari shayri sweetu
likhti raho...luv u

Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
20th September 2005, 07:44 PM

Quote:
Originally posted by pallavi_here
Ek baar fir se dil me utar gayi tum aur tumhaari shayri sweetu
likhti raho...luv u

thank u pallo di..........
are yaar....apne kahaa tha ki aap phir itni der k liye nahi jaoge......
hum aaye bhi,chale bhi gaye,aur ek baar phir se aa gaye....magar apka pata nahi chala......well........ab jaan me jaa aayi ki apko phir se dekha apni post pe.........
than ku so much 4 takin out time 2 read and reply 2 my post....

urs,
SweetU.........
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#26)
unki deewani
~Not a Poet~
unki deewani will become famous soon enough
 
unki deewani's Avatar
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Sep 2005
Rep Power: 0
20th September 2005, 07:56 PM

thanx kasak.. same here.. well as far as i know it means a flower..

tc
zee

**~~ I was once asked what is one thing i would do for love.. i answered- one thing most people never do.. LOVE FOREVER~~**
   
Reply With Quote
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#27)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 20th September 2005, 09:56 PM

Originally posted by kasak

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

Haare hein to kya houa...try try try and try
again until you succeed

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

Tum bhi chalo...hum bhi chalein
chalti rahe zindagi...

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

Khoush raho tou sada, ye doua hai meri
Bewafaa hi sahi dilrouba hai meri...

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

Issi liye to hum sharaabi kehlaane lage

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

To give taste to this life, a little nip of salt don't
harm...does it ?

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Tropical carnivorous flowers...hehehe

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

Bechaare Parwane...Aadat se majboor

khuda se
'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

Koshish jaari hai...Kasak Betiya !

***********************************************
luv u all,
KaSaK.......

Hum ko toumhari yaha kavita bahout hi achi lagi...Betiya!

Issi tarah mehfil sajaate rehna...ok?

Take care of yourself and keep smiling

Chachu

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
21st September 2005, 11:15 AM

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

WaaaaaaH..... Very true...!

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

Kya baat hai... too good...!

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Wonderdully well written...!

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

khuda se 'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

Waah waahhh...!

Dear Kasak,

As always u have expressed urself wonderfully well...Loved to read this beautiful poetry of urs.. Do accept my heartiest praises... but somewhere i had a feeling that it was written from perspective of a boy....Khair jo bhi hai... Likha zabardast hai....

Do keep writin like this.. TC

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai

Last edited by Pulkit_gupta; 21st September 2005 at 11:20 AM..
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~
Old
  (#29)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: Re: ~*~paaNi me aaG laGaaNe ki kosHisH kijiYegA~*~ - 21st September 2005, 05:59 PM

Quote:
Originally posted by Mushkil
Originally posted by kasak

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

Haare hein to kya houa...try try try and try
again until you succeed

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

Tum bhi chalo...hum bhi chalein
chalti rahe zindagi...

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

Khoush raho tou sada, ye doua hai meri
Bewafaa hi sahi dilrouba hai meri...

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

Issi liye to hum sharaabi kehlaane lage

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

To give taste to this life, a little nip of salt don't
harm...does it ?

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Tropical carnivorous flowers...hehehe

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

Bechaare Parwane...Aadat se majboor

khuda se
'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

Koshish jaari hai...Kasak Betiya !

***********************************************
luv u all,
KaSaK.......

Hum ko toumhari yaha kavita bahout hi achi lagi...Betiya!

Issi tarah mehfil sajaate rehna...ok?

Take care of yourself and keep smiling

Chachu

chachu......
shayad apke nazariye se dekhne par apni shayri ka alag meaning pata chala......hehehe......
thank u yaar ki apne itni gehraai me jaakar mujhe reply kiya......thanx.......

luv u,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#30)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
21st September 2005, 06:05 PM

hi pulkit bhaiya......
apko wo parwaane wali couplet se laga hoga.......
well.....hameshaa maine apne dard pe hi likha....is baar socha ladkon se hamdardi jataa loon....dard sirf mera hi to nahi....unka bhi to hai.....hehehe......
khair......apko pasand aaya isse zyada khushi ki baat aur kya ho sakti hai......
thank u so much 4 replying 2 me......

luv u,
KaSaK........

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th January 2013, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by kasak View Post

***********************************************

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

khuda se
'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

***********************************************
her aik she'r hi la-jawab hai , aik do ka intekhaab kerna zara mushkil hai isi liye poori ghazal hi passand ker lee

daad qabool kijiye
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#32)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th January 2013, 08:48 PM

bahut khoobsurat ahsaas KASAK jii.....................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#33)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
10th January 2013, 07:42 PM

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#34)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th January 2013, 01:12 PM

Haar ke khushi manaaNe ki koshish kijiyega,
paani me aag lagaaNe ki koshish kijiyega,

zindagi nahi rukti kisi ke bhi chale jaaNe se,
kaarvaaN aage badhaaNe ki koshish kijiyega,

yaar to aakhir yaar hai,bewafaa hi sahi......
uski khushi me din bitaaNe ki koshish kijiyega,

aankhoN me ab wo nasha-o-suroor kahaaN raha,
sharaab hi se pyaas bujhaaNe ki koshish kijiyega,

tameezdaar nahi duniya! keh kar chaldiye huzoor,
khud ko bhi tehzeeb sikhane ki koshish kijiyega,

Nahi kehte hum ki kaante hi zakhm dete hain,
kabhi phooloN pe haath phiraaNe ki koshish kijiyega,

Husn ki aag k sholoN me parwaane hi kyun jalte hain,
aisi rasm pe bandh lagaaNe ki koshish kijiyega,

khuda se 'KaSaK' ka taalluk jaise toot sa chala hai,
meri sadaa us tak pahunchaaNe ki koshish kijiyega........

hi kasak..... ek zamaana ho gayaa tha tumhe padhe hue.... Masha Allah kya taqreer hai.. kyaa ummdah parwaaz hai.... us waqt bhi tumhaari likhaai me ye taseer thi, subhaan Allah.... Ummeed to bahot kam hai ke shaayad ab tum yahaan aao... magar dil me ye chaahat zaroor hai ke tum ek baar zaroor aao aur dekho tumhaare dost tumhe kitnaa miss karte hain...

tumhaare kalaamo ka aage bhi muntazir rahunga..agar munaasib samjahna to aana zaroor... apna khyaal rakho..

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th March 2013, 01:11 PM

Dear Kasak....aapki poetry jab bhi padti hu...dil ko sakoon milta hai...par aap jane kaha gum hai...bazm meiN aap jaise shayroN ko kami khalti hai...!

god bless u dear

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
paani hi to hai zakhmee ashiq Shayri-e-Dard 14 20th February 2010 11:40 AM
meri pehli koshish... gaur kijiyega neel_shocks Delightful Dohas 1 26th October 2005 10:48 PM
Dil Lagaane Ki Saza Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 27th June 2005 06:36 PM
dil lagaane ke baad Qasid Shayri-e-Dard 12 13th January 2005 12:38 AM
Paani Betab Dil Shayri-e-Ishq 0 9th November 2004 08:26 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com