|
|
|
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Jaane kya-kya nigal gaya paani -
24th June 2013, 02:40 PM
एक ग़ज़ल
इतना हद से निकल गया पानी
जाने क्या-क्या निगल गया पानी
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
वक़्त ने जब नहीं सुनी उसकी
उसके लम्हे निगल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
हद से आगे जो बढ़ गया इन्सां
सर से ऊपर निकल गया पानी
-- प्रवीण सक्सेना---------------------
Itna hudd se nikal gaya paani
Jaane kya-kya nigal gaya paani
Jaan dena jo usski fitrat thhi
Jaan lekar nikal gaya paani
Waqt ne jab nahin suni uski
Uske lamhe nigal gaya paani
Zindagi ki khata thhi kaya aakhir
Usski soorat badal gaya paani
Kaunsi zidd pe ad gaya hai wo
Behte-behte machal gaya paani
Hudd se aage jo badh gaya insaaN
Sar se oopar nikal gaya paani
- Praveen Saxena
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
24th June 2013, 03:29 PM
Quote:
Originally Posted by prasaxena
एक ग़ज़ल
इतना हद से निकल गया पानी
जाने क्या-क्या निगल गया पानी
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
वक़्त ने जब नहीं सुनी उसकी
उसके लम्हे निगल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
हद से आगे जो बढ़ गया इन्सां
सर से ऊपर निकल गया पानी
-- प्रवीण सक्सेना---------------------
Itna hudd se nikal gaya paani
Jaane kya-kya nigal gaya paani
Jaan dena jo usski fitrat thhi
Jaan lekar nikal gaya paani
Waqt ne jab nahin suni uski
Uske lamhe nigal gaya paani
Zindagi ki khata thhi kaya aakhir
Usski soorat badal gaya paani
Kaunsi zidd pe ad gaya hai wo
Behte-behte machal gaya paani
Hudd se aage jo badh gaya insaaN
Sar se oopar nikal gaya paani
- Praveen Saxena
|
Wallaah......... Khush aamdeed Praveen saahab....
kya nayaab nageene ki tarah kalaam lekar aaye hain aap.. waahhh subhaan allaah..... Paani ki tarah saf alfaazo ehsaas.... meri jaanib se laakhon daad qubool kijiyegaa.....
Allaa majeed nawaaze.......
Shaad...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 47
Join Date: Jun 2013
Rep Power: 0
|
24th June 2013, 05:47 PM
wah !!!!! ekdum sachchi baat. saral aur sach.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
|
25th June 2013, 10:46 AM
Saxena Saheb
Kamaal ki ghazal kahi hai aap ne.
Zindagi ki haqiqatoan se muzaiyen, alfaaz ki rawaani se aaraasta, Nihayet pur-asr.
Meri bharpoor daad qubool farmaayein.
musharrafhusain
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 94
Join Date: Mar 2007
Location: lucknow,india
Rep Power: 20
|
30th June 2013, 01:46 AM
kitni mayne hain is .. kitne ayaam.. naya taza dum kr dene wale paani ki tarah... bhut khoob.. dil khush ho gaya padh k ise..
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
30th June 2013, 09:06 AM
praveen jee....bahut khoob likha hai aapne....ek ek aashaar dil ko hila ke gaya ....daad meri or se bhi....
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,737
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
|
30th June 2013, 09:22 AM
waah bahaut khoob .... is juda andaaz ki ghazal par dheron daad apko Praveen ji
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
2nd July 2013, 09:00 PM
Namaskaar Praveen ji
aapne haal hi meiN hue dardnaak haadse ko apne lafzoN meiN bahut saaf saaf bayaan kiya hai...apki gazal ke ahsaas dil ke kareeb rhe...!
regards
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 23
Join Date: Jun 2013
Rep Power: 0
|
3rd July 2013, 02:41 PM
Waah.. Kmaal kr diya bahut bahut daad aapki is peshksh pe
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 80
Join Date: Jul 2013
Location: BIHAR
Rep Power: 12
|
Sultaan raaj -
3rd July 2013, 03:30 PM
Bahata khawob bahata paani..
Kuch kasmkas kuch begani..
Dil dariya maine ek oe kahani..
Bahata khawob bahata paani..
Dur tak fasla..
dur tak nigahe..
Dil ki bhi tarap kam nahi..
Jaise Bahata khawob bahata pani..
.
..
...
~@ :JYOTIBA
|
|
|
|
|
On This Side of Paradise
Offline
Posts: 39
Join Date: Sep 2008
Location: Dehradun, India
Rep Power: 0
|
6th July 2013, 12:57 AM
Bahut khoob likha hai Praveen Ji....padhne waalon ke liye to ye ek ghazal hi hogi....lekin humse poochho jinke kuch apne is paani mein beh gaye....aapne humaare dard ko apne khoobsoorat lafzo mein piro kar shaayad hamaari kahaani bayaan ki hai....shukriya janaab.
Ye pahaaD ye parvat ye vaadiyaan ye nadiyaan
kuhda teri khoobsoorti ko nigal gaya paani
waqt rehte jab na sambhla ye tera aadmi
har cheez ko sambhal kar fir le gaya paani
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
6th July 2013, 06:24 PM
Janab Shaad sahab
Jawaab mein taakhiir ki maazrat chahta huuN. Ghazal ko dheroN daad se nawaazne ka bohat shukria. Inshaallah aage bhi mulaqaat hoti rahegi.
shukria phir ek baar
Khaaksaar
Praveen
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Wallaah......... Khush aamdeed Praveen saahab....
kya nayaab nageene ki tarah kalaam lekar aaye hain aap.. waahhh subhaan allaah..... Paani ki tarah saf alfaazo ehsaas.... meri jaanib se laakhon daad qubool kijiyegaa.....
Allaa majeed nawaaze.......
Shaad...
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
6th July 2013, 06:27 PM
Swaraa ji
Ghazal pasand farmaane ka bohat-bohat shukria!
Quote:
Originally Posted by swaraa
wah !!!!! ekdum sachchi baat. saral aur sach.
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria Mushy Bhai -
6th July 2013, 06:30 PM
Adaab arz karta huN Mushy bHai
Ek taveel arse ke baad aapse kalam karke bohat achcha laga. Ghazal ko daad se nawaazne ka bohat bohat shukria. Ummees karta huuN ke aaindah hamari mulaqateiN aur jald hoNgi...
Khaaksaar
Praveen
Quote:
Originally Posted by musharrafhusain
Saxena Saheb
Kamaal ki ghazal kahi hai aap ne.
Zindagi ki haqiqatoan se muzaiyen, alfaaz ki rawaani se aaraasta, Nihayet pur-asr.
Meri bharpoor daad qubool farmaayein.
musharrafhusain
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shuukria -
6th July 2013, 06:34 PM
Shab seher
Ghazal pasand farmaane ka bohat-bohat shukaria! Aaindah bhi hauslaafzaaii karna jaari rakheiN.
Khaaksaar
Praveen
Quote:
Originally Posted by shab_seher
kitni mayne hain is .. kitne ayaam.. naya taza dum kr dene wale paani ki tarah... bhut khoob.. dil khush ho gaya padh k ise..
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria Sunita ji -
6th July 2013, 06:38 PM
Aadab Sunita ji
Jawaab meiN deri ke liye muafi chahta huuN. Aapse pehle bhi daad le chuka huuN is ghazal pe. dar asl in haalat ke manazar ne mujhe behad hila diya thha aur. Roz-naye hadse nayee khabreiN lag raha tha qayamat le aaya hai paaani. issiliye ye Ghazal ho gayi
Phir ek baar shukria ke saath
Praveen
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Namaskaar Praveen ji
aapne haal hi meiN hue dardnaak haadse ko apne lafzoN meiN bahut saaf saaf bayaan kiya hai...apki gazal ke ahsaas dil ke kareeb rhe...!
regards
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
6th July 2013, 06:40 PM
Manjeet ji
Aapki daad ka bohat-bohat shukria. Ummeed hai aage bhi aapka saath milta rahega.
Khaksaar
Praveen
Quote:
Originally Posted by mannjeet
Waah.. Kmaal kr diya bahut bahut daad aapki is peshksh pe
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
6th July 2013, 06:43 PM
Sultaan Raaj sahab
Thread par aane ka bohat shukria. Aaapka andaaz-e-daad bohat pasand aaya. Aapne bohat achchi lines likhi haiN. Meri jaanib se daad qubuul farmaayeN.
Praveen
Quote:
Originally Posted by SULTAAN RAAJ
Bahata khawob bahata paani..
Kuch kasmkas kuch begani..
Dil dariya maine ek oe kahani..
Bahata khawob bahata paani..
Dur tak fasla..
dur tak nigahe..
Dil ki bhi tarap kam nahi..
Jaise Bahata khawob bahata pani..
.
..
...
~@ :JYOTIBA
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
6th July 2013, 06:51 PM
Janab sabab-e-ishq sahab
Ye jaankar bohat afsoos hua ke ke iss haadse meiN aapne apne apnoN ko kho diya. Sach kahuuN toh roz aisi KhabreiN dekh aur sun kar mujhe bohat takleef ho rahib thhi. Aur aise hi haalat meiN ye Ghazal ho gayi. MaiN dua karta huN ke ooparwaala aapko ye nuqsaan bardasht karne ki taqat de aur sabko salamat rakhe.
duaoN ke saath
Praveen
Quote:
Originally Posted by sabab-e-ishq
Bahut khoob likha hai Praveen Ji....padhne waalon ke liye to ye ek ghazal hi hogi....lekin humse poochho jinke kuch apne is paani mein beh gaye....aapne humaare dard ko apne khoobsoorat lafzo mein piro kar shaayad hamaari kahaani bayaan ki hai....shukriya janaab.
Ye pahaaD ye parvat ye vaadiyaan ye nadiyaan
kuhda teri khoobsoorti ko nigal gaya paani
waqt rehte jab na sambhla ye tera aadmi
har cheez ko sambhal kar fir le gaya paani
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
6th July 2013, 06:55 PM
Arvindji
Thread par aane aur ghazal ko sarahne ka bohat bohat shukria.
Duaon Ke sath
Praveen
Quote:
Originally Posted by aru
praveen jee....bahut khoob likha hai aapne....ek ek aashaar dil ko hila ke gaya ....daad meri or se bhi....
|
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
6th July 2013, 07:44 PM
Quote:
Originally Posted by prasaxena
एक ग़ज़ल
इतना हद से निकल गया पानी
जाने क्या-क्या निगल गया पानी
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
वक़्त ने जब नहीं सुनी उसकी
उसके लम्हे निगल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
हद से आगे जो बढ़ गया इन्सां
सर से ऊपर निकल गया पानी
-- प्रवीण सक्सेना---------------------
Itna hudd se nikal gaya paani
Jaane kya-kya nigal gaya paani
Jaan dena jo usski fitrat thhi
Jaan lekar nikal gaya paani
Waqt ne jab nahin suni uski
Uske lamhe nigal gaya paani
Zindagi ki khata thhi kaya aakhir
Usski soorat badal gaya paani
Kaunsi zidd pe ad gaya hai wo
Behte-behte machal gaya paani
Hudd se aage jo badh gaya insaaN
Sar se oopar nikal gaya paani
- Praveen Saxena
|
Praveen jee:
Pranaam
sach ko bayaan karti huii aapki yeh Ghazal... dil ko bahot kuChh sochne par majboor kar gayiiN... maiN praarthna kartaa huuN un sab ke liye
apnaa Khayaal raKheN... KhuSh raheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 80
Join Date: Jul 2013
Location: BIHAR
Rep Power: 12
|
7th July 2013, 02:39 PM
Quote:
Originally Posted by prasaxena
Sultaan Raaj sahab
Thread par aane ka bohat shukria. Aaapka andaaz-e-daad bohat pasand aaya. Aapne bohat achchi lines likhi haiN. Meri jaanib se daad qubuul farmaayeN.
Praveen
|
thanx parveen bhai ...
and chaliye qubuul kiya ...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 80
Join Date: Jul 2013
Location: BIHAR
Rep Power: 12
|
Sultaan raaj -
7th July 2013, 02:41 PM
Hahahhaah
... Aap kise hai parveen
|
|
|
|
|
raj
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 35
|
8th July 2013, 01:55 AM
samyik ghatna par choti bahar me likhi ye ghazal yakeenan halat ki sach byaani karti lagi.
कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
|
|
|
|
|
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
|
14th July 2013, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by prasaxena
एक ग़ज़ल
इतना हद से निकल गया पानी
जाने क्या-क्या निगल गया पानी
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
वक़्त ने जब नहीं सुनी उसकी
उसके लम्हे निगल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
हद से आगे जो बढ़ गया इन्सां
सर से ऊपर निकल गया पानी
-- प्रवीण सक्सेना---------------------
I
|
bahot aalaaaaaaa
.................................................. ....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
|
20th July 2013, 12:38 AM
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
wah bohat sunder ....................
Manshaa Thaakur
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
|
22nd July 2013, 04:54 PM
Wuaahhh Praveen saaheb
Shayri shayar ka aaina hoti hai..
Aapke jusbaat ashaar me bakhoobi dhale aur zehan o dil mein utar gaye ..
Humari daad qubool farmaaeiN
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
5th August 2013, 02:12 PM
Quote:
Originally Posted by Dhaval
Praveen jee:
Pranaam
sach ko bayaan karti huii aapki yeh Ghazal... dil ko bahot kuChh sochne par majboor kar gayiiN... maiN praarthna kartaa huuN un sab ke liye
apnaa Khayaal raKheN... KhuSh raheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~Dhaval
|
Dhaval Bhai iss haadse ki tasveereiN bohat dil hila dene waali thiiN. Aur jo kuchh hua wo to kya bayaN kareN. Sabhi dueN kar rahe haiiN uttrakhand ke liye!
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
5th August 2013, 02:13 PM
Quote:
Originally Posted by sakhi1909
samyik ghatna par choti bahar me likhi ye ghazal yakeenan halat ki sach byaani karti lagi.
|
Ghazal pasand farmaane ka bohat shukria sakhi!
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
5th August 2013, 02:15 PM
Quote:
Originally Posted by Neetu Bala
bahot aalaaaaaaa
.................................................. ....
|
Aapki daad ka bohat shukria Neetuji!
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
5th August 2013, 02:16 PM
Quote:
Originally Posted by Manshaa Thaakur
जान देना जो उसकी फ़ितरत थी
जान लेकर निकल गया पानी
कौनसी ज़िद पे अड़ गया आख़िर
बहते-बहते मचल गया पानी
wah bohat sunder ....................
|
Manshaa ji Gazal pasand farmaane ka bohat shukria!
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
Shukria -
5th August 2013, 02:18 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
Wuaahhh Praveen saaheb
Shayri shayar ka aaina hoti hai..
Aapke jusbaat ashaar me bakhoobi dhale aur zehan o dil mein utar gaye ..
Humari daad qubool farmaaeiN
|
Khshiz bhai aap thread par aaye bohat achcha laga. Ghazal par daad ke liye bohat-bohat shukria!
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|