Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kitne haseen chaand
Old
  (#1)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Love kitne haseen chaand - 13th March 2003, 09:43 PM

kitne haseen chaand naqaaboN mein band hain
in ke khatoot meri kitaboN mein band hain...

aye baagbaa khuda ke liye tuu rihayi de
khusbu ke kaafile to gulaboN mein band hain...

mein kaise mil sakooNga koi raasta nahi
mehboob mere kitne hizaaboN mein band hain...

paani samajh ke kitne parindoN ne jaan di
kitne haseen fareb saraaboN mein band hain...

falak ke haseen sitaaroN se puuch lo
meri wafaayeiN un ke hisaaboN mein band hain...

ab tak kisi haseen ka lifafa nahi mila
kitne jawaab khat ke jawaaboN mein band hain...

hasrat, junoon, ishq, ya mohabbat na puchiye
kitne junoon to khana khraaboN mein band hain...


BYE FOR NOW & TAKE CARE



ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE



iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
HI
Old
  (#2)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
HI - 13th March 2003, 10:02 PM

HI PYAASA JI
VERY NICE WORDING'S ONCE AGAIN!! U WRITE VERY GOOD

mein kaise mil sakooNga koi raasta nahi
mehboob mere kitne hizaaboN mein band hain...

paani samajh ke kitne parindoN ne jaan di
kitne haseen fareb saraaboN mein band hain...

falak ke haseen sitaaroN se puuch lo
meri wafaayeiN un ke hisaaboN mein band hain...

ab tak kisi haseen ka lifafa nahi mila
kitne jawaab khat ke jawaaboN mein band hain...

hasrat, junoon, ishq, ya mohabbat na puchiye
kitne junoon to khana khraaboN mein band hain...


PRIYA.


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#3)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Post THANKS - 13th March 2003, 10:48 PM

PRIYA JI,

Ek baar fir dil se shukriyaa adaaa karna chahunga aapka
Aaap hamesha hi reply dete ho aur such maniye aap ka reply milte hi ek ajeeb si khushi hot ihai dil ko ke ek itna achha likhne vaali PRIYA JI hum jaise ke kalaam par reply deti hain . Bahut bahut bahut shukriyaa. Thanks once again


BYE FOR NOW & TAKE CARE


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE


iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
vaah
Old
  (#4)
piyushisthis
Registered User
piyushisthis is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 22
Join Date: Mar 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
Love vaah - 14th March 2003, 05:47 PM

pyaasa ji

bahut achhe keep it up


love for sale 100% discountt
  Send a message via Yahoo to piyushisthis  
Reply With Quote
Bahut achhe
Old
  (#5)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Bahut achhe - 15th March 2003, 11:24 AM

Pyasa sahab aapki ye post bahut pasand aai, har stanza kamaal ka hai, Likhte rahiye ga.

Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#6)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Thumbs up Thanks - 15th March 2003, 09:50 PM

Shukriyaa piyush ji jo aapne meri likhaawat ki tareef ki

Shukriyaa CHAAND JI aap ne aaj pehli baar meri post ka reply diya hai shukriyaa. Waise aap bhi bahut hi achha likhte ho


BYE FOR NOW & TAKE CARE


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE



iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Adaab kabool Kijiye
Old
  (#7)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab kabool Kijiye - 17th March 2003, 10:08 PM

Janab apka kalaam parha mashallah bahut acha laga yaqeen karein dost apki yeh ghazal parhke aj bahut kushi hoi aur dil ne yeh chah ke kash yeh ghazal humne likhi hoti yaqeen kijiye apse agey bhi yehi umeed rahegi likhte rahega...

Ek Anjaan Dost
Salman Shaikh


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#8)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Thumbs up Shukriyaa - 17th March 2003, 11:21 PM

Shukriyaa SALMAN JI .

aaap ke reply ke liye bahut bahut shukriyaa . Waise aapki likhaavat bhi bahut achhi hoti hai. Aur is baar kai dino baad aapko shayri.com par dekha humne. Anyways likhte rahiyega
.................................................. ................... PYAASA..................


BYE FOR NOW & TAKE CARE


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE


iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
HAPPY HOLI
Old
  (#9)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
HAPPY HOLI - 18th March 2003, 01:45 PM

Pyaasaji
wah wah wah...lajawab....behisab
bahot badiya....bahot hi atchha hi likha hai
i like these most...

kitne haseen chaand naqaaboN mein band hain
in ke khatoot meri kitaboN mein band hain...

hasrat, junoon, ishq, ya mohabbat na puchiye
kitne junoon to khana khraaboN mein band hain...

ummeed hai wo naqaab jald hi uth jayenge
sanam
happy holi


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#10)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Love THANKS - 18th March 2003, 09:49 PM

THANKS SANAM JI .


Shukriyaa SANAM JI jo aapne is nacheez ka likha padh kar reply diya. aur aap ki umed hai ke woh naqab jaldi hi uth jayenge. Lekin lagta hai ke aapne yeh lines nahi dekhi

mein kaise mil sakooNga koi raasta nahi
mehboob mere kitne hizaaboN mein band hain...

lol just kidding SANAM JI anyways thanks for ur reply


BYE FOR NOW & TAKE CARE


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE


iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kitne Din Anupama18 Shayri-e-Ishq 16 9th November 2006 02:04 AM
Chaand na hota to, haseen raatein na hoti mann_chand Shayri-e-Dard 3 7th February 2005 09:27 PM
Tum kitne achhe ho khushiii Humourous Shayri 4 10th November 2003 07:58 PM
kitne zakhmee Shayri-e-Dard 1 23rd May 2003 10:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com