Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*~*Lafz-E-Mohabbat*~*
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Post *~*Lafz-E-Mohabbat*~* - 12th July 2006, 03:24 PM

Kaafi lambe waqt ke baad is mehfil me aayi hoon...
ek dard bhara kalaam aapki nazar karrahi hoon...zaroor padhiyega.aapki apni.
---------------------------------------------------------------------

jaane kyun kabhi kabhi zindagi me kuch aise logon se saamna hota hai jo bade befikr kism ke hote hain...jinhe kisike jazbaat,kisike ehsaason ki koi kadar nahi hoti hai...jab bhi hum aise insaano se milte hain dil ko bahaut bura lagta hai...aur jab aisa hi ek shakhs aapke dil ka mehmaan ho toh zindagi ek aisa niwaala banjati hai jise na nigla jata hai aur na ugla jata hai...
tab dil zaar zaar rota hai.aur hum apne dil ke aage majboor hokar ghamon ke aise bhavar me phas jaate hain jo har pal kuch aur hamein gehraiyon me kheenchta jata hai.

******************************************

Dil mein gar khaamosh hasraton kay sailaab na hote
Hum unki mohabbat mein yoon betaab na hote

Baith te hum bhi kabhi unke pehlu mein pal do pal ko
Garr naseeb apnay is kadarr kharaab na hote

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote

Chipalete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~*
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~* - 12th July 2006, 03:30 PM

Dil mein gar khaamosh hasraton kay sailaab na hote
Hum unki mohabbat mein yoon betaab na hote

WAH,.,,KYA KEHNE,,BAHOOT SUNDAR...!!!

Baith te hum bhi kabhi unke pehlu mein pal do pal ko
Garr naseeb apnay is kadarr kharaab na hote

BAHOOT KHOOOB...BAHOOT SUNDAR

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote

BAHOOT SUNDAR LIKHA HAI AAPNE...

Chipalete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !

WAH..WAH..FARHANA JI,,YEH SHER TO DIL PAR DASTKHAT KAR GAYA JAISE...

FARHANA JI
kaisi hai aap??? aapko ek lambe arse baad yahan dekh kar bahoot massarrat ka ehsaas hua,,,umeed karta hoon aap ache se hongi,.,,ek damdaar gazal ke saath aapne waapsi ki hai..mehfil ki raunaq badh gayi hai aapki gazal ki shamma ke jal jane se..meri daad kubool kijiye,,,apna khayal rakiye...
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 12th July 2006, 04:35 PM

waahhhhhh waaaaaaaah faru kya kahene tumaari is ghazal ke
aaj bahut dino baad mai yaha aaya hoon par pahli nazar tumaare is kalaam par padi to padhe bina raha nahi gaya.
ek khoobsurat si ghzal ke liye dher saari daaaaaaaaaaaaaad haazir hai

keep writing good gems like this
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
12th July 2006, 05:23 PM

faru dd,bahut dino baad padha aapko.ahcha laga padh kar.pata hai aapki title padh kar mujhe meri kuch favorite line yaad aa gayi.

daag dehelvi ji ki line hai,


lafz-e-mohabbat adna ye fasana hai,
simte to dil-e- aashiq,faile to zamana hai.

bas yunhi likhti rahiye aap.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#5)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
12th July 2006, 09:33 PM

Chipalete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !


Namaskar Farhana Ji

Kitney Samey ke baad aap aayin....bahut acha laga aapki rachna ko padhkar......We missed ur creations .....mere daad kabul kijeyega.....Yuun hi likhti rahiye aur aati raha kijeye...

Take Care
Keep Smiling
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
13th July 2006, 10:07 AM

dil-e-aziz manoj,

kaise hain aap huzur?mei toh Allah(swt) ke fazal o karam se theek hoon....haan ek arsa hi lagta hai yahan aaye hue lekin ye aap sabhi ka pyaar hi hai jisne mujhe majboor kardiya ke kuch likkha jaaye...
aapne meri peshkash ko izzat bakshi,is zarra nawazi k liye dil ki gehraiyon se shukriya...bahaut accha laga aap k aane se.khush rahiyega hamesha.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#7)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: hi - 13th July 2006, 02:23 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
waahhhhhh waaaaaaaah faru kya kahene tumaari is ghazal ke
aaj bahut dino baad mai yaha aaya hoon par pahli nazar tumaare is kalaam par padi to padhe bina raha nahi gaya.
ek khoobsurat si ghzal ke liye dher saari daaaaaaaaaaaaaad haazir hai

keep writing good gems like this
regards
manu
bahaut dino baad toh mei khud aayi hoon...sab ne itna pyar se bulaya ke taal na paayi..shukriya itni tareerf ke liye manu..tum aaye accha laga.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
mashallah
Old
  (#8)
durrani_honda
Registered User
durrani_honda will become famous soon enough
 
durrani_honda's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Jul 2006
Location: Sharjah,UAE.
Rep Power: 18
Thumbs up mashallah - 13th July 2006, 02:28 PM

im sure aap kisi ke bahut mohabaat karthe hoge hai farhana jee
really gr8- i every day c ur shyri's and share with my frnds
kip posting yaar
Allah hafiz


*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
"Dagar aise ho jo chalne ko majboor karein,
Maikhane aise ho jo peene ko majboor karein,
Jab maut ka daman thamne chale koi,,,,,,
To dosti aise ho jo jeene ko majboor karein.."

"Don't Say the SKY is the LiMit, there are FOOTPRINTS on the MooN"-DURRANI.

DURRANI[Born 2 b Professional]
www.freewebs.com/durrani_honda
Kip SmlinG..."Kip me in ur Prayer's"
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
  Send a message via Yahoo to durrani_honda Send a message via MSN to durrani_honda  
Reply With Quote
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~*
Old
  (#9)
sammaxy
Guest
 
Posts: n/a
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~* - 13th July 2006, 02:34 PM

Farhana ji aapka likha hua humein behad pasand aaya, aap bahut achha likhte hain.

Shayad ye aapko hansi ki cheez lagegi magar main phir bhi aap se poochna chahata hoon ki kya main bhi apna koi message post kar sakta hoon, agar haan to kaise ?

Umeed hai aapka jawaab jaldi aayega.

Thanks
sammaxy(sumit vats)
Quote:
Originally posted by farhana
Kaafi lambe waqt ke baad is mehfil me aayi hoon...
ek dard bhara kalaam aapki nazar karrahi hoon...zaroor padhiyega.aapki apni.
---------------------------------------------------------------------

jaane kyun kabhi kabhi zindagi me kuch aise logon se saamna hota hai jo bade befikr kism ke hote hain...jinhe kisike jazbaat,kisike ehsaason ki koi kadar nahi hoti hai...jab bhi hum aise insaano se milte hain dil ko bahaut bura lagta hai...aur jab aisa hi ek shakhs aapke dil ka mehmaan ho toh zindagi ek aisa niwaala banjati hai jise na nigla jata hai aur na ugla jata hai...
tab dil zaar zaar rota hai.aur hum apne dil ke aage majboor hokar ghamon ke aise bhavar me phas jaate hain jo har pal kuch aur hamein gehraiyon me kheenchta jata hai.

******************************************

Dil mein gar khaamosh hasraton kay sailaab na hote
Hum unki mohabbat mein yoon betaab na hote

Baith te hum bhi kabhi unke pehlu mein pal do pal ko
Garr naseeb apnay is kadarr kharaab na hote

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote

Chipalete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
13th July 2006, 02:41 PM

Namaskaar Farhana ji
kaisi hain aap?
bahaut samay baad aapko parha tow bahaut khushi hui.

har baar ki tarah aapke kalaam mein wahi shabdon ka sangam dikha jisse parhkar ek tassalli si ho jaati hai aaj kuch parha hai.

"Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !"

v i p i n


विपिन


   
Reply With Quote
niceeeee again
Old
  (#11)
tanha_vaib
Registered User
tanha_vaib is on a distinguished road
 
tanha_vaib's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Dec 2005
Location: mumbai
Rep Power: 0
niceeeee again - 13th July 2006, 05:38 PM

bahot dino ke baad aapko padha .
*************************************************
bahot accha laga.
youn hi likhte rahiye.
aap to meri prena (inspiration)ho.
shayad ke din main bhi kuch bankar dikhaunga.


deewana
[COLOR= VIOLET]
**************************
UNSE BHICHDE HUE EK JAMANA BEET GAYA
LEKIN AB BHI IS BAAT KI TAKLIF HAI MUZE KE
KAR GAYI JISKE LIYE TANHA WOH MUZE
PAA LIYA USE TOH MERE LIYE ROTI HAI
**************************
[/COLOR]
  Send a message via Yahoo to tanha_vaib  
Reply With Quote
bhut pyari gazal hai
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut pyari gazal hai - 13th July 2006, 06:47 PM

farahna ji ajj appko pehli dafa parha bhut purkashish gazal hai....yeh share acha laga......

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote......

appka dost raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
14th July 2006, 02:39 PM

shukriya lucky..accha laga tumhe dekhke...aate raho dost.khush raho.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#14)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
14th July 2006, 02:40 PM

kaisi hain aap sukanya ji?mujhe jaanke khushi hui ke aapne hame yaad rakkha....aapne kalaam ko tareef ke kaabil samjha jaanke accha laga..khush rahiyega hamesha.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#15)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
14th July 2006, 02:42 PM

shukriya durrani sahab...jaanke khushi hui ke aap mere sabhi kalaamon ko padhte hain aur unhe apne azeezon ke saath baante ke kaabil maante hain.khush rahiye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#16)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
15th July 2006, 10:07 AM

sumit aapne mere kalaam ko tareefe kaabil samjha iske liye shukriya...

har forum me shuruwat me aap apne right hand side pe new sher ka option dekhenge use click karein aur options me fill karein jo bhi aapko likhna hai..

thanks for coming.take care.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~*
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~* - 15th July 2006, 10:33 AM

Quote:
Originally posted by farhana
Kaafi lambe waqt ke baad is mehfil me aayi hoon...
ek dard bhara kalaam aapki nazar karrahi hoon...zaroor padhiyega.aapki apni.
---------------------------------------------------------------------

jaane kyun kabhi kabhi zindagi me kuch aise logon se saamna hota hai jo bade befikr kism ke hote hain...jinhe kisike jazbaat,kisike ehsaason ki koi kadar nahi hoti hai...jab bhi hum aise insaano se milte hain dil ko bahaut bura lagta hai...aur jab aisa hi ek shakhs aapke dil ka mehmaan ho toh zindagi ek aisa niwaala banjati hai jise na nigla jata hai aur na ugla jata hai...
tab dil zaar zaar rota hai.aur hum apne dil ke aage majboor hokar ghamon ke aise bhavar me phas jaate hain jo har pal kuch aur hamein gehraiyon me kheenchta jata hai.

******************************************

Dil mein gar khaamosh hasraton kay sailaab na hote
Hum unki mohabbat mein yoon betaab na hote

Baith te hum bhi kabhi unke pehlu mein pal do pal ko
Garr naseeb apnay is kadarr kharaab na hote

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote

Chipalete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !
Farhana ji

appka kalam bahut pasand aaya, mubarak ho es kalaam ke liye, aur esko pad kar ek share yaad aa raha hai, likhney ki gustakhi kar rahi hu:

"kis kis ka khoon honey par roya karey hum,
hai lakho HASRTEY dil-e na-muraad mai"


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Tulsika!~
Registered User
Tulsika!~ is on a distinguished road
 
Tulsika!~'s Avatar
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Nov 2003
Location: USA
Rep Power: 21
15th July 2006, 10:12 PM

farhana,

sabne es ghazal pe bohat tarif kar di hai...to hum yahi kahenge...bohat achha laga padhke...it was beautiful!


tulsika!~


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
17th July 2006, 09:21 AM

shukriya vipinji....

aapko jabbhi apni post pe dekhti hoon sach maniye mujhe bhi behad khushi hoti hai...
yuhin aate rahiyega...aur haan apna khyaal rakhiyega


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#20)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
17th July 2006, 09:24 AM

shukriya vaib...

tumne mujhe apni prerna kab aur kaise bana liya?
khair jaanke khushi hui ke tumne kalaam ko pasand kiya hai...aapki tareef sar aankhon pe.aate rahiye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#21)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
17th July 2006, 10:07 AM

shukriya rajveer...aapne kalaam ko tareef ke kaabil samjha iske liye dil se shukriya..khush raho


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~*
Old
  (#22)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Re: *~*Lafz-E-Mohabbat*~* - 18th July 2006, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
Farhana ji

appka kalam bahut pasand aaya, mubarak ho es kalaam ke liye, aur esko pad kar ek share yaad aa raha hai, likhney ki gustakhi kar rahi hu:

"kis kis ka khoon honey par roya karey hum,
hai lakho HASRTEY dil-e na-muraad mai"
dil azeez sunita,

aapne kalaam ko padha aur ise tareef ke kaabil samjha iske liye aapka shukriya
aapka sher mujhe kafi pasand aaya,shukriya.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#23)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
18th July 2006, 02:54 PM

Quote:
Originally posted by Tulsika!~
farhana,

sabne es ghazal pe bohat tarif kar di hai...to hum yahi kahenge...bohat achha laga padhke...it was beautiful!


tulsika!~
zaruri nahi hai ke aap bhi tareef karein gar baakiyon ne ki hai ...aap chahein toh kamiyaan bhi gina sakte the...mujhe bura nahi lagta....
chaliye phir bhi aapne ise pasand kiya jaanke khushi hui.shukriya.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
18th July 2006, 03:41 PM

Dil mein gar khaamosh hasraton kay sailaab na hote
Hum unki mohabbat mein yoon betaab na hote

Baith te hum bhi kabhi unke pehlu mein pal do pal ko
Garr naseeb apnay is kadarr kharaab na hote

kya baat hai.... bahut khoob...


Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote

wellll said.....


Chipa lete jo wo apne dil me meri lafz-e-mohabbat ko
Zamaane ke liye hum ek khuli kitaab na hote... !

kya baat hai.... lovely words...

Hi Farhana,

How r u? hope things are going good....

Bahut hi khoobsurat ghazal likhi hai tumne... short and beautiful... mujhe bahut pasand aayi... likhti raho aise hi... do TC..!


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
kafi dino baad
Old
  (#25)
tanha_vaib
Registered User
tanha_vaib is on a distinguished road
 
tanha_vaib's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Dec 2005
Location: mumbai
Rep Power: 0
kafi dino baad - 4th September 2006, 03:18 PM

Sun lete jo woh kabhii meri ankahee guzaarishon ko
Shamo seher unke intezaar me aazaab na hote

Padh lete jo woh mere chehre ki bezaar lakeeron ko
Zindagi me mere ranj-o-gham behisaab na hote


bahot khoob farhana ji..

kaise hai aap?
kaafi dino baad main fir se aaya toh aapki yeh nazm padhi.. dil ko sukoon sa mil gaya.. shayad mera dard aap ki is nazm main poori tarah se utar gaya hai..

aise hi likhte rahiyega...


deewana
[COLOR= VIOLET]
**************************
UNSE BHICHDE HUE EK JAMANA BEET GAYA
LEKIN AB BHI IS BAAT KI TAKLIF HAI MUZE KE
KAR GAYI JISKE LIYE TANHA WOH MUZE
PAA LIYA USE TOH MERE LIYE ROTI HAI
**************************
[/COLOR]
  Send a message via Yahoo to tanha_vaib  
Reply With Quote
Old
  (#26)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th September 2006, 09:25 AM

appi salam aaj bahot dino k baad aapka likha padhna naseeb hua ye hamari khush naseebi hai....aaj ki ghazal bhi khoobsurti ka silsila kaayam kiye hue hai....aapse meri dili iltija hai ki kabhi hum logon ko chhod kar jane ke baare me sochna bhi mat...aur aati rahna, likhti rahna aur apna khayal rakhna...
allah hafiz
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Yeh Lafz Aashique Shayri-e-Dard 0 7th August 2010 05:18 PM
ik lafz-e-mohabbat kaa adanaa saa fasaanaa hai Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 14th December 2005 04:27 PM
lafz pallavi_here Shayri-e-Dard 13 29th October 2005 01:32 AM
Do Lafz.. meraTanhadil Shayri-e-Ishq 0 28th August 2005 02:32 PM
LafZ..... mere LafZ kho gayE amrit_sharad Shayri-e-Dard 9 7th September 2003 04:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com