tak mahal to sirf naam ka ek pyar ki nishaani hai. asal mein yeh ek kabra ke alaawa kuch nahi hai. agar shah jahan ko mumtaz se sacchha pyar hota to woh uski laash ke liye itna sundar mahal na banakar uske saath rehne ke liye banata. par shah jahan to sirf duniya ko apna pyar dikhana chahta tha.