Sir ka anchal paon me giraya apney
Gira ke fir dubara na uthaya appne
Gar dar hai duniya ka apko meray sanam
Fir sapna sunahra kuan dikhaya appney.
Ek Deewana
Jeene ka raaz maine mohabat mai paliya,
Giska bhi gum hua ussey apna liya.
Tum gum ka ek raaz bhi halka na ker sake
Maine kushi ke aadd mai her gum chupaliya