Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jee raha hai koi
Old
  (#1)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Jee raha hai koi - 27th September 2004, 01:23 AM

Doston ek arsa ho gaya maine kuchh likha hi nahi hai shayri.com par . Aaj mann kiya kuch likhne ko to bus likh diya
Umeed karta hun ke aapko mere khayaal pasand aayenge

tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
itna bhi zaalim na bun zaher pi raha hai koi

mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi

gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE

Last edited by pyaasa; 27th September 2004 at 01:25 AM..
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#2)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
27th September 2004, 02:53 PM

HI Pyaasa Ji,

Bohot khoob yaar. Bohot hi pyaara laga aap ka likha hua. Umeed hai agay say aur bhi post karenge.

Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#3)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Thanks - 27th September 2004, 05:41 PM

SALIM JI,

Shukriyaa Salimji to aapne hamari post ko padha aur reply diya . Likhte rehne ki umeed hai tabhi to ek koshish kar li humne . Ek baar fir se aapka shukriyaa.

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Re: Jee raha hai koi
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Jee raha hai koi - 27th September 2004, 05:49 PM

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

PYASA BHAI
bahoot ache jazbaat hai jinhe aapne jubaan di hai,,,khaas kar yeh aashar behad pasand aaye,,,,dua hai aap pyase na rahe,,,meri daad kubool kijiye...khush rahiye,,aur isi khubsurati se dil ke gaagon ko kaagaz par sajate jaiye...
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
mira
Registered User
mira is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 54
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
28th September 2004, 12:33 AM

tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
itna bhi zaalim na bun zaher pi raha hai koi

mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi

gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

waah waah kya likha hai apne .....lagta hai bahot hi gahera zakhm hai ....jiski vajah se dil ki baat zuban pe ate ate kagaz pe aa gai......apka khyal bahot hi achha laga.....app yuhi likhte rahe aur hum yuhi padhte rahe .....

MIRA...........
  Send a message via Yahoo to mira Send a message via AIM to mira  
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#6)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Shukriyaa - 28th September 2004, 10:35 AM

MANOJ JI ,

Shukriyaa jo aapne hamara likha padha aur reply kiya . Rahi baat aapki dua ki ke hum pyaase na rahe to zaroor aapki dua rang laayegi aur hum hamesha hi khush rahenge. Ek baar fir dil se shukriyaa karta hun aapka . Ab ijaazat dijiye

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#7)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 28th September 2004, 04:42 PM

MIRA JI.
Shukriyaa aapke reply ke liye. Waise agar zakhm ki baat kare to mein yeh kehna chahunga ke aisi koi zakhm vaali baat nahi hai. MATAJI ki krupa se humein koi zakhm nahi hai. Hum hamesha hi khush rehte hain , bus shayri ka shaukh hai to kabhi kabhi likh deta hun aur aisi koi dusri baat nahi hai. Anyways thanks for ur reply

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#8)
piya
SENSITIVE GIRL
piya is on a distinguished road
 
piya's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Jun 2003
Location: india
Rep Power: 0
29th September 2004, 12:22 AM

tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
itna bhi zaalim na bun zaher pi raha hai koi

mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi

gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

vaah..............bahot hi khub khyal hai apka..........
sach me dil ko chu gai apki ye nazm.........sabse khub hai ye ...muje bahot hi pasand ayi...... likhte rahiyega.......

-piya......

:)
  Send a message via Yahoo to piya Send a message via AIM to piya  
Reply With Quote
Old
  (#9)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
29th September 2004, 12:42 AM

dear pyaasa ji kaafi wat baad aap mile
hamari khush klismati hai..

apne bahut acha likha hai....par dil se aaaaaaahh! nikalta hai..
aapjke har nagme me ajeeb se dard ki chaap dekhi hai..nicely writtenn...with depth in feelings...

Priya

Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Pyaasa Ji
Old
  (#10)
Kavita
Log kehtai hain:'Kavita'
Kavita is on a distinguished road
 
Kavita's Avatar
 
Offline
Posts: 265
Join Date: Dec 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
Pyaasa Ji - 29th September 2004, 05:08 AM

Pyaasa Ji,
Aapnai bohot khoob likha hai.Khaas kar aakhri lines:
[QUOTE]aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi [QUOTE].

Bohot hi khoob.Ab aur kya keh sakti hoon siwai dua hai hamesha yun hi likhtai rahain aur sada khush rahain.
Khayal Rakhain,
Kavita

"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
  Send a message via Yahoo to Kavita  
Reply With Quote
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
29th September 2004, 05:27 PM

pyasa bhai...

aapne to wakai main pyas jaga di hume....aapne khoob likha hai har ek sher iska ... dil se daad kabool kare ....waqt lage to humari ek rachna "marne wale" jaroor padhe umeed hai aapko pasand aayegi.....

apna khayal rakhiyega

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#12)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Shukriyaa - 29th September 2004, 08:38 PM

Piya Ji,

Shukriyaa jo aapne is nacheez ki post ko padhakar saraha. Replies bahot maayne rakhte hain har likhne vaale ke liye. Aapki tareef ke liye itna hi kahunga ke

DIL KE CHHALON KO TUM SHAYRI KEHTE HO
BAHOT TAQLEEF HOTI HAI JAB WAH WAH KARTE HO

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#13)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Thanks - 30th September 2004, 12:26 AM

LUV PRIYAJI,

Kahan ho aaj kal . Ek arsa ho gaya aapko dekha hi nahi shayri.com par . Haan yeh baat bhi such hai ke mein bhi kum hi aata tha yahan lekin ab fir se regular ho jaunga . Yahan aane se bahot hi sukoon milta hai . Shukriyaa ada karta hun aapka jo aapne hamari post ko padha aur reply diya. Thanks a lot it means a lot to me

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE 4 NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#14)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
30th September 2004, 11:53 AM

mitr,

.......................

meena
   
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#15)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 30th September 2004, 11:04 PM

KAVITAJI,

Thanks mere khayaal padhne ke liye aur reply dene ke liye. Dil ko ek ajeeb sa sukoon milta hai jab kioi reply deta hai to. Aisa lagta hai jaise kuch to log hain abhi to padhne ki zehmat uthaate hain aur hausla bhi dete hain ke likhte raho.Ab ijaazat dijiye

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Pyaasa Ji
Old
  (#16)
Kavita
Log kehtai hain:'Kavita'
Kavita is on a distinguished road
 
Kavita's Avatar
 
Offline
Posts: 265
Join Date: Dec 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
Pyaasa Ji - 1st October 2004, 06:33 AM

Pyaasa Ji,
Yakeenan shayri.com kai sabhi sadaysai yehi dua kartai hain ki yahan ka har likhnai wala likhtai rahai. Aur hauslai ko badanai ki yahan koi kami nahi
Khayal Rakhain,
Kavita

"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
  Send a message via Yahoo to Kavita  
Reply With Quote
hi
Old
  (#17)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 1st October 2004, 05:43 PM

hi realy me aapki shayri kabile tarf hai umid hai aage bhi aap ase hi likhte rhege
   
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#18)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 1st October 2004, 11:36 PM

KUNALJI,

Shukriyaa jo aapne hamari rachna ko padh kar pasand kiya aur reply bhi diya . Lekin ek baat zaroor hai yeh tumhara haathi dekh kar mujhe bahot hansi aati hai itna serious likhte ho aur aisa khush mizaaz haathi dekhkar hamara bhi dard ek baar to gayab ho jaata hai . Khair ab ijaazat dijiye.

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#19)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 1st October 2004, 11:44 PM

MEENAJI,

Shu vaat che ek dum blank reply ? Amaru lakhyu na gamyu ke ? chaalo kai nahi biji vaar fari saaru lakhvani koshish karshu .

thanks
Old
  (#20)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
thanks - 2nd October 2004, 11:51 PM

CHAANDNI JI,

Thanks ke aapne meri shayri padhi aur reply bhi diya. Achha laga yeh jaan kar ke aapko hamara likha pasand aya. Ab ijaazat dijiye

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Re: THANKS
Old
  (#21)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: THANKS - 3rd October 2004, 09:58 AM

Quote:
Originally posted by pyaasa
MEENAJI,

Shu vaat che ek dum blank reply ? Amaru lakhyu na gamyu ke ? chaalo kai nahi biji vaar fari saaru lakhvani koshish karshu .

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

mitr,

mara maun ne koi k palae wanchi jojo
tamari vyatha na aanshu ne odkhi jojo

meena
   
Reply With Quote
wah
Old
  (#22)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
wah - 3rd October 2004, 10:07 AM

Pyasa jigar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE
wah maza aa gayi

meetaparekh
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
EK_DEEWANA83
Registered User
EK_DEEWANA83 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 27
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 0
3rd October 2004, 10:26 PM

Pyasha jee
Bohot accha likha hai appne. Lagta bohot pyar kiya hai appne ussey. Mera dua hai ki wo apko ek din zarror milegi.

Ek Deewana
Wo kya gaye ki neend bhi aakhon se le gaye
Yani ke khuab me bhi nahi aaya tamam raath

(By ‘samim ‘ jaipure)

Jeene ka raaz maine mohabat mai paliya,
Giska bhi gum hua ussey apna liya.
Tum gum ka ek raaz bhi halka na ker sake
Maine kushi ke aadd mai her gum chupaliya
  Send a message via Yahoo to EK_DEEWANA83  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#24)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
Thanks - 4th October 2004, 08:54 PM

Meeta ji,

Thanks MEETAJI tame reply aapyo ee mate .

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th October 2004, 08:58 PM

pyasa bhai

pata nahi kya bat hai .... sab mere chote se hathi ke peeche pade hai... ab aap hi bataiye kya badal doun itne pyare se hathi ko le jaoun aap logon ki mehfil se bhai ye be juban hai par na jane kya kuch kar deta hai jo aap sab hans padte hai... aap hi bataye change kar doun kya

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
thanks meenaji
Old
  (#26)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
thanks meenaji - 4th October 2004, 10:56 PM

MEENA JI,

joi mari vyatha tamari aankho bharai gai
shu vityu hashe mara par jyaare ee paraai thai

ek aj janam no saath maangyo hato me eno
malva na badle maari saamej eni vidaai thai

dil che nadaan nathi jaanto aa duniya na niyam
ena virah ma sapno ni duniya maari lutaai gai

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#27)
mayu
Registered User
mayu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 113
Join Date: Aug 2004
Location: india
Rep Power: 20
5th October 2004, 01:17 AM

tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
itna bhi zaalim na bun zaher pi raha hai koi

mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi

gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

kis sher ki tarif karu , kya kahu ki kaun sa sher bahut achha laga bus yahi kahungi ki jab aapki yeh kavita padhna start ki to 1 sans mai sari padhti gayi , ruk nahi payi bich mai .

meri dad kabul kijiye is khubsurat nagme ke liye

keep writing

tc

mayuri
  Send a message via Yahoo to mayu  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#28)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 5th October 2004, 11:31 PM

EK DEEWANA JI,

DEEWANO SE YEH MAT PUCHO DEEWANO PE KYA GUZRI HAI HAN UNKE DILO SE YEH PUCHO ARMANO PE KYA GUZRI HAI

MAALIK NE BANAYA INSAN KO INSAN MOHABBAT KAR BAITHA
WOH UPAR BAITHA KYA JAANE INSAANO PE KYA GUZRI HAI

Aapka naam to nahi jaanta lekin aapne meri shayri pasand ki aur reply kiya uska mein dil se shukriyaa adaa karta hun. Aur rahi baat us sey pyaar karne ki to dost pyaar hamari kismat mein kahan naam hi PYAASA hai to pyaar kahan se mil jaayega humein . Yeh to bus hamare khayaal hain jo dil mein ubhar kar aate hain to pesh kar dete hai aap sabke saamne. Aur aapne jo hamare liye dua ki is ke liye ek baar fir se aapka dil se shukriyaa adaa karta hun . Aur haan apna naam zaroor batana dost . Ab ijaazat dijiye.

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Hello
Old
  (#29)
Mushkan
Registered User
Mushkan is on a distinguished road
 
Mushkan's Avatar
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
Thumbs up Hello - 6th October 2004, 02:28 AM

Hello pyaasa ji

bhaote hi aacha likha hia dil ko chu gaya. dil ko laga ki use ki bate kise ne labzo maie keh di hia nice work keep it up. hume intezare rahiga agae padne ka

Mushkan
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#30)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
thanks - 6th October 2004, 03:45 PM

MAYURI JI,

Aapka shukriyaa adaa karta hun jo aapne hamare naghme par daad di . Hausla badhta hai replies dekh kar aage bhi likte rehne ka . Ab ijaazat dijiye

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Re: Jee raha hai koi
Old
  (#31)
UDAS
Registered User
UDAS has a spectacular aura aboutUDAS has a spectacular aura about
 
UDAS's Avatar
 
Offline
Posts: 652
Join Date: Aug 2004
Location: India
Rep Power: 21
Re: Jee raha hai koi - 6th October 2004, 04:09 PM

Quote:
Originally posted by pyaasa
Doston ek arsa ho gaya maine kuchh likha hi nahi hai shayri.com par . Aaj mann kiya kuch likhne ko to bus likh diya
Umeed karta hun ke aapko mere khayaal pasand aayenge

tujhse milne ki aas mein jee raha hai koi
itna bhi zaalim na bun zaher pi raha hai koi

mohabbat karke na nibhaana bewafaai hoti hai
teri bewafaai ka ilzaam apne sar le raha hai koi

gar bhulna hi tha to mere pyar ko na azmaate
tujhko paane ke liye har imtihaan se guzar gaya hai koi

na aur sitam karna tu ke jaga nahi ab zakhmo ke liye
ek kona bacha tha dil mein teri tasveer liye baitha hai koi

aye sangdil ek nazar dekh le tujhse bichhde pyaar ki taraf
apni laash ko tere pyaar mein aaj kaandha de raha hai koi

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com
pyasa sahab...namaskaar

hairan hu ki aap tak abhi tak main kyu na pahuchi....

jo likha shayad is se jyada aur koi lafz nahi baki reh jata ki is dard per kuchh aur likha jaye...bilkul la-jawab kar diya aapke is kalaam ne...bahut khoob meri maun daad kabool kare..pls....kyuki itna dard hai is kalaam me ki main us se ubher nahi pa rahi..pls is baar maun me hi saath de...

udas

DARD JAB HAD SE GUZERTA HAI TO GAA LETI HOO
ASHK AANKHO ME CHHUPA KER GAM PE MUSKURA LETI HOO
********
"Haale dil to dil me hi rakhte hai, in ankho ka kya karai.n
Jinse yaad main tumhari hardam aansu behte hai"
~~~~~
**
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#32)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
thanks - 6th October 2004, 11:25 PM

MUSHKAN JI,

Shukriyaa aapke reply ke liye jo aapne is nacheez ki shayri pasand ki. Waise ek baat kahen ? aapki muskaan badi achhi hai , kya aap naya close up karte hain ? lollllllllll dont take it seriously just joking . Anyways thanks for the reply ab ijaazat dijiye.

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#33)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 22
THANKS - 7th October 2004, 03:18 PM

UDAS JI ,

Aapka naam hum nahi jaante par aapka shukriyaa adaa karte hain aapke reply ke liye . Aapne reply diya pasand kiya hamare khayaalon ko yehi bahot hai hamare liye.Rahi baat dard ki to yehi kahunga ke

IS DARD KO HI TERA SAATH SAMAJH KAR JEE RAHA HAI KOI

Waise aap bhi bahot hi achha likhte hain . Apna naam zaroor bataiyega. Thanks once again.

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com

TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
maiN tujhe PAATA raha, KHOTA raha...!! Taish Shayri-e-Dard 14 25th June 2010 01:25 PM
kha'ta khaata raha aur muskuraata raha…! vikramjethi Shayri-e-Dard 24 21st April 2010 07:02 PM
ayena hansta raha kuch sawal puchta raha koi to ho Shayri-e-Ishq 8 15th April 2007 08:41 PM
Fashle Tay Karta Raha Yaro Men Chlta Raha aftab_killar Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 22nd April 2002 04:52 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com