Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
duniya bhee do hotee hain
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
duniya bhee do hotee hain - 27th January 2006, 10:33 PM

duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai
ik dunya main main rahata hoon
ik duniya main too rahtee hai

mera ye manhoos safar
teree rahon pe kaise thahare
mere dono pair hain jakhmee
tujh ko pankh mile sunahare
main gir gir ke chalata hoon
too badal par uratee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai

dil ko kaise ye rang dikahyen
duniya do hain kaise samjhayen
tujhko bahalane ko yoon hee
zahir main gar bhool bhee jayen
mere liye ab dil ek mandir
too ab is main hee rahatee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai

Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
28th January 2006, 06:31 AM

wow

very nice anil ji, tum ek hi din mein kitne kalam likh lete ho? aap har baat ko apni poem mein shaamil kar lete ho, bahot khoob!

keep writting. TC
   
Reply With Quote
devangi
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
devangi - 11th February 2006, 11:32 AM

ye bahut dil se likhee meree nazm tumhree nazar ke siwa aaj tak kisee kee nazar main ayee hee nahee. kya hota agar tum bhee na parhteen? bahut bahut shukria
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
11th February 2006, 11:37 AM

bahoot gehari baat.. ek hi jagah do duniya basti hai.. great feelings


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#5)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
11th February 2006, 12:17 PM

anil ji main deevangi ki baat se shamat hoon
ek din main itna keese likh lete hain
aur sab ek se bhadhkar ek .
duniya do hoti hai whww nice thought
keep penning down
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: duniya bhee do hotee hain
Old
  (#6)
punjabiroop
Registered User
punjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura about
 
punjabiroop's Avatar
 
Offline
Posts: 247
Join Date: Aug 2005
Location: in god creation
Rep Power: 21
Re: duniya bhee do hotee hain - 11th February 2006, 12:33 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai
ik dunya main main rahata hoon
ik duniya main too rahtee hai

dil ko kaise ye rang dikahyen
duniya do hain kaise samjhayen
tujhko bahalane ko yoon hee
zahir main gar bhool bhee jayen
mere liye ab dil ek mandir
too ab is main hee rahatee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai

Anil
bhaiya
u r perfect in shayri.

Last edited by punjabiroop; 26th October 2006 at 09:05 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
11th February 2006, 12:46 PM

bahaut umda anil sahab...


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 11th February 2006, 05:16 PM

ropp bahut bahut shukriya tumhara is nazm ke pas ana aur farhana tumhaar likha to main prhata hoon tum jab mujeh parhtee ho aur achha lagata hai
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 18th March 2006, 12:44 PM

tumhere ye lafz mujh pe udhar the main tumhe shukriya bhee nahee kah paya meree rachanaye agar sach main ek se barh kar ek lagtee hai itna achha likhne walee ko to achha lagega hee SHRADDHA shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
farhana
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
farhana - 18th March 2006, 02:19 PM

tum khud bahut umda likhtee ho par meree shayree ache lagee tumhe mujeh achha laga
shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
18th March 2006, 02:31 PM

Anil ji
phirse ik nayi soch.. sacch bahut pasand aayi ye bhi sab ki tarah

yu hin likhte rahiye


tc


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Re: duniya bhee do hotee hain
Old
  (#12)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Re: duniya bhee do hotee hain - 18th March 2006, 03:30 PM

dil ko kaise ye rang dikahyen
duniya do hain kaise samjhayen
tujhko bahalane ko yoon hee
zahir main gar bhool bhee jayen
mere liye ab dil ek mandir
too ab is main hee rahatee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai


Kis raah chal pade ho aey man
Kaise ab tumhein samjhayein
Har shakhs ke saath tum jaate ho badal
Kis rang mein tujhko apnayein

Mere apne man ne hi
Jabse badle hain rang
Hum isi soch mein jiye
Ki kaash dil ke saath hum bhi badal jayein...
Kaash...


Anil Ji,
Bahut khoob ek baar phir!
Yun hi likhte rahiye.


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Re: duniya bhee do hotee hain
Old
  (#13)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: duniya bhee do hotee hain - 18th March 2006, 06:05 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai
ik dunya main main rahata hoon
ik duniya main too rahtee hai

dil ko kaise ye rang dikahyen
duniya do hain kaise samjhayen
tujhko bahalane ko yoon hee
zahir main gar bhool bhee jayen
mere liye ab dil ek mandir
too ab is main hee rahatee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai

Anil
SubhaN allah .. AniL yaar...

Tumhare dil ke mandir pe sajda koi kyuN na kare .. murat usme koi dikhe na dikhe .. uski parchai dikh hi jayegi .. mehsoos ho hi jayega .. ki yahaN pyar naam ka khuda to hai hi ...

bohta hi acchi saaf aur sundar ...

meri daad tumhare naam

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#14)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
18th March 2006, 06:40 PM

bahut khoob anil bhai yuhi likhte raho


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
surbhi_lov1
Registered User
surbhi_lov1 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Jan 2006
Location: heart
Rep Power: 19
18th March 2006, 06:49 PM

hi anil ji
bahut hi achha likha hai aapney yuhi likhte rahna
bye tc


surbhi
  Send a message via Yahoo to surbhi_lov1  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 18th March 2006, 08:48 PM

shweta shukriya aur meree har soch ko samjhne ke liye dhanywad. aam trend se alag hat ke kuch likhoon aur tumhara sath milta rahe to achha lagata hai dobara shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
wah
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wah - 18th March 2006, 08:50 PM

Kis raah chal pade ho aey man
Kaise ab tumhein samjhayein
Har shakhs ke saath tum jaate ho badal
Kis rang mein tujhko apnayein

Mere apne man ne hi
Jabse badle hain rang
Hum isi soch mein jiye
Ki kaash dil ke saath hum bhi badal jayein...
Kaash...

jo baat tumahree post main dikhnee chahiye thee tum ne meree kavita ko de dee bahut achha sa yahan likh ke meree kavita ko sundar kar diya ab koyee ayega kavita parhne ko ayee ayega tumahre remark parhne
dhanyawad shalini
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
dhanyawad
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyawad - 18th March 2006, 08:54 PM

kunal batayo to mere dil ke mandir main kaun kaun hain? bahut se log hain dil hai sab ka nam likhoon par koyee nam aise main zaroor chhoot jayega aur use bura lagega par ye jan lo tum un main se ek ho jis dil main itne achhe pyare log hon woh dil mandir nahee hoga to kya hoga us main se pyar kvita ban ke bahega hee na? main nahee likhata kunal sach main nahee likh pata main koyee tum se hai mere dil main baitha rahata hai aur mujhe batata rahata hai ab kya likhna hai?

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
mehul ka shukriya
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mehul ka shukriya - 18th March 2006, 08:56 PM

ham sab ke ladle mehul ka dhanywad bahut sara
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
surbhi
Old
  (#20)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
surbhi - 18th March 2006, 08:58 PM

surbhi shukriya tum kahtee ho yoon hee likhte rahana main koshish karoonag ke likh sakoon yoon hee sada
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#21)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
18th March 2006, 10:13 PM

duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai
ik dunya main main rahata hoon
ik duniya main too rahtee hai.............


namskar anil ji,

aapki yeh lines toh jaise dil tak utar gayi........really very nice...........bahut hi sundar hai yeh aapki nazam..............

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
dhanyawad
Old
  (#22)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyawad - 19th March 2006, 06:02 AM

likhne wale kee koshish hotee hai dil tak utre aap ke dil tak pahunchee meree nazm achha laga
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#23)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
17th May 2006, 05:35 PM

mera ye manhoos safar
teree rahon pe kaise thahare
mere dono pair hain jakhmee
tujh ko pankh mile sunahare
main gir gir ke chalata hoon
too badal par uratee hai
duniya bhee do hotee hain
too aaj ye mujh se kahtee hai


wah!.....aapki kavitaon mein ek sukoon hai....bahut hia cha lagta hai aapki kavtayen padhna.....bahut khoobsurat hai ye kavita bhi....duniya bhi do hoti hain....wah!

dil se nikli daad kabool kijiyega

apna khayal rakhyiega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
meree kavita aur tum
Old
  (#24)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
meree kavita aur tum - 17th May 2006, 07:47 PM

meree kavita aur tumahre rishte gahare hote ja rahe hain jo kavita chip jatee hai mujh se bhee use bhee talash kar letee ho tum jo panktiyan tum ne chunee hain meree bhee basand kee hain bas yoon hee meree shayree ke sath chaltee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ane walee duniya bhee jane kabhee log kitna pyar karte the masoomshayer Shayri-e-Dard 14 16th May 2006 03:17 PM
Ye bhee kuch pehlu hain....!! karan q Aapki Shayri 2 11th November 2005 12:19 PM
ab hum bhee jaane waale hain karan q Ghazal Section 0 6th August 2004 07:04 PM
:hotee hai kaheeN hijr ke maaroN ke saHar bhee?: Sarwar A. Raz Aapki Shayri 0 25th January 2004 04:43 AM
ahde junoo me hum bhee barson jaage hain aur roye hain - by Qaisar Zaafree Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 9th April 2003 11:04 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com