Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Pyaar Ka Pahla Khat Likhne Mei..............
Old
  (#1)
~Khushbu191~
Registered User
~Khushbu191~ is on a distinguished road
 
~Khushbu191~'s Avatar
 
Offline
Posts: 30
Join Date: May 2005
Location: England UK
Rep Power: 0
Pyaar Ka Pahla Khat Likhne Mei.............. - 5th March 2008, 02:55 PM

"Pyaar Ka Pahla Khat Likhne Mei Waqt Tau Lagtaa Hai
Naye Parindo Ko Udne Mei Waqt Tau Lagtaa Hai

Jism Ki Baat Nahi Thi Unke Dil Tak Jaana Tha
Lambi Doori Tay Karne Mei Waqt Tau Lagtaa Hai

Ghanth Agar Pag Jaaye Tau Phir Riste Ho Ya Doori
Lakh Kare Koshish Khulne Mei Waqt Tau Lagtaa Hai

Humne Ilaaj-E-Zakhm-E-Dil Tau Dhundh Liya Lekin
Ghehre Zakhmo Ko Bharne Mei Waqt Tau Lagtaa Hai"

Khushbu.........


"Apne Haatho Ki Lakiro Pe Mat Jaao Kyuki Taqdeer Tau unki Bhi Hoti Hai Jinke Haath Nahi Hote"
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
5th March 2008, 04:36 PM

khubhu

badi pyaarii gazal hai ye mujhe behad pasand hai ......
aur tumne ise yaha post kiya hai yakinan tumhe bhii behad pasand hogii....

per tumne ise galat jagah per lesh kar diya hai..... ise shayri-e mashhoor shayr form main post karo .....

yahan kebal apni khud ki likhi huyii gazal hi post ki jati hain.........

itni pyari gazal share karne ke liye tumhara shukriyaa....

bye tc


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3)
love forever
love forever
love forever is on a distinguished road
 
love forever's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2008
Location: india (ahmedabad)
Rep Power: 0
6th March 2008, 11:08 AM

Aap ki ye gazal mere dil ke aar-paar nikal gayi.Kita ni pyari taughts hai aapki.I realy like it.so keep it up.Kya bataein aap se hum,Hath malate reh gaye,Geet sukhe me likhe they,Baath mein sab beh gaye.


My Jaanu , My Love , I m only 4u.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
6th March 2008, 06:23 PM

Kuch Masoom Say Jazbey Hain,
Kuch Un-dekhay Sapney Hain,
Mager Woh Naheen Janta Shayad...!!!
Meri bhi Zindagi To .............Hai..!!!!!!

Tufan mein kashti ko kinare bhi milte hain
jahaan mein logon ko sahare bhi milte hain
duniya mein sabse pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi milte hain.

Har kadam pe imtihaan leti hai Zindagi
Her waqt naye sadme deti hai Zindagi
Hum Zindagi se shikwa kaise kare?
Aap Jaise Pyaare Dost Bi tho deti hai Zindagi.

Zindagi mein hamesha naye log milenge
Kahi Zyaada tho kahi kam milenge
Aitbaar zara sochkar karna
Mumkin nahi her jagah tumhe DANY jaisey milengay.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
vinod.srdr
Registered User
vinod.srdr is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Mar 2008
Location: Dubai
Rep Power: 0
28th March 2008, 11:13 AM

NA JANE KYO WO HAME PASS NA PAKR ROYE ,DIYA DARD HAME OR KHUD GHBRAKAR ROYE ,MUBARK HO HAR KHUSHI KE SHEE UNKO ,HAM TO UNKI YADO KO SINE SE LGAKAR ROYE .......WO KAHTE BADL JAOGE AAP RAJ HAM NA BADLE PAR UNKI JUDAI ME ROYE ,ROSTE NATO SE NAFRAT SI HO GAI HAMENA JANE KYO UNKO DIL ME CUPHAKAR ROYE ....UNKI MAHFIL SE BHUT DUR AA GAYE HA HAM KI TANHAI ME UNKO PASS NA PAKR ROYE ................AANSUO ME DAL KAR RAH GAI JINDGHI KIUNKI TASVIR KO SINE SE LGAKAR ROYE................... RAJ
  Send a message via AIM to vinod.srdr  
Reply With Quote
Old
  (#6)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
29th March 2008, 04:51 PM

Ek gehera rishta hai dosti ka
Joh anmol rishta hai dosti ka.

Dosti mein na mange koi keemat
Aaj iss dosti mein hum diye aapni keemat..

Ek khel mein kisi ka dil toota..
Duniya wale ney dosti ko jurm manna..

Ek akeli jaan ke peeche hote hai woh
Kyun kisi ko dosh dete hai woh

Humne to dosti mein kiye mazak
Woh kar beithe mujko ek mazak

Humne diye duniya ki sachai
Usney bass diye mujhe ruswaii..

Dosti ka daman hota hai khass
Joh toote to hote hai bekar..

Bohat kum log dosti ko samjh pata hai
Bohat sare log dosti ko ilZam dete hai..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Pyaar Bhare Khat na likha karo zainab_saifee Shayri-e-Ishq 6 18th September 2007 09:00 PM
Pyaar ka pehla khat karan_s21 Shayri-e-Ishq 0 11th March 2006 08:05 PM
pahla pahla pyar karan_s21 Shayri-e-Ishq 0 11th March 2006 04:44 PM
Pyaar Ka Pehla Khat Likhne Me-JAGJIT SINGH farhana Ghazal Section 8 29th December 2005 03:41 AM
pyar ka pahla khat likhne main waqt to lagta hai yashrazz Shayri-e-Ishq 0 2nd March 2002 04:40 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com