Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meraa deewanaa na koi rahaa
Old
  (#1)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
Meraa deewanaa na koi rahaa - 19th June 2003, 07:47 AM

Meraa deewanaa na koi rahaa
jeene ka bahana na koi rahaa

jis din se wida tere dil se hu-ae
us din se thikaana na koi rahaa

patjhad lage musame-e bahar bhi
ab mausam suhana na koi rahaa

tere shaher me hai ab sab ajnabi
ab jana pehchana na koi rahaa

Meraa deewanaa na koi rahaa
jeene ka bahana na koi rahaa

zeba likhti rahegi.......................
   
Reply With Quote
HI
Old
  (#2)
zeeshaan
Registered User
zeeshaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
HI - 19th June 2003, 10:16 AM

Dear Zeba , Buhat Hi aacha Likha ha aap na, wasa to har share hi buhat aacha ha, but I like last 2.
keep it up,
b happy, b brave & B alive,
Regards,
zeesaanjan
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th June 2003, 06:41 PM

Thanks zeeshan ji,
aap ne meri gazal ko padhne aur is ka reply karne ki zehmet ki,

zeba.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
19th June 2003, 09:34 PM

Bahut khoob likha hai Zeba ji ..

Bahut khoobsorat si ghazal likhi hai aapne ..

meri taraf se bhi daad kabool farmaiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
19th June 2003, 10:32 PM

dear Zebaji

bahot pyaari si najm likhi hai...aur kafiya bahot achchha milaya hai..keep writing

sanam


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
hey
Old
  (#6)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hey - 20th June 2003, 04:07 AM

hey zeba ji
jaise jaise me is nazm ko padhti gayi..sidha sidha mere dil me samaatai gayi samaati gayi....aur kya kahu is nazm aur likhne wale ki tarif mein ?

Meraa deewanaa na koi rahaa
jeene ka bahana na koi rahaa

jis din se wida tere dil se hu-ae
us din se thikaana na koi rahaa

patjhad lage musame-e bahar bhi
ab mausam suhana na koi rahaa

tere shaher me hai ab sab ajnabi
ab jana pehchana na koi rahaa

Meraa deewanaa na koi rahaa
jeene ka bahana na koi rahaa


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
21st June 2003, 12:45 AM

kshitiz

ji, sanam ji , aur priya ji,
aap ne meri gazal ko padhne ka waqt nikaala aur is ki tareef ki ,is bohot shukriya.aap teenoon ne mera dil khush kadiya aur mujhe agli gazal likhne ke liye protsaahit kiya.
zeba
   
Reply With Quote
meraa deewanaa na koi rahaa
Old
  (#8)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
meraa deewanaa na koi rahaa - 21st June 2003, 06:11 AM

aslaamaa leikuum zebaa jee

aapkha alfaaz padhe acha lagha yuh deewaneh koh bhi aap pareshaan kar shaktee hoh nahee thaa maaloom jeeta hain kaisha yeh deewana battayeh kiya jab baaji yeh jaan kee laghai chukkee hain
shukriya apneh bahut acha leekha hain apkee post read kar letah hoon dil koh shayad yeh deewaana kaheen shookon pah shakeh
allah hafiz leekhteh rahiyeh


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
21st June 2003, 04:43 PM

Wah!.. Bohat hi achha likha hai aapne Zeba ji! Apke kalaam me humesha ek saadgi rehti hai.. lekin jazbaaton ki koi kami nahi hoti.. yahi saadgi aur ehsaas aapke kalaamon ki khubsoorti hote hain..

Yeh ghazal to kamaal ki hai.. behad pasand aayi..Tareef qubool kijiyega..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
SMAH
Registered User
SMAH will become famous soon enoughSMAH will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 61
Join Date: Aug 2002
Location: Usa, florida
Rep Power: 23
21st June 2003, 09:38 PM

accha likha hai, par ye kya baat huii ke jo dunya mai koii apka deewaana nahi to aap jeena nahi chaahti. just kiddin. i get what you are saying.


Fail afTer trYing But Dont bE DooMeD bY Not tryinG
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
23rd June 2003, 04:39 AM

Thanks dewaana ji, banno ji, aur sanah ji,
aap teenoon ka bhi behad shukriya meri gazal ko padhne aur iski iski sanjeedgi ko pasand karne ke liye.

zeba.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Gam rahaa jab tak cool_boy00744 Shayri-e-Ishq 0 18th October 2006 09:53 AM
Gam rahaa jab tak ki dam me.n dam rahaa-MEER TAQI MEER farhana Shayri-e-Mashahoor Shayar 14 2nd November 2005 06:09 AM
jal rahaa huun...!! manoj kureel Shayri-e-Ishq 2 5th August 2003 06:57 PM
be-yaar le ke mausame-deewanaa gar naa aao - by Qaisar Zaafree Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 15th April 2003 07:55 PM
tu na rahaa kuchh na rahaa wo khuda tha wo khuda rahaa ghaafil Shayri-e-Dard 1 30th March 2003 05:39 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com