Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mere sehare ki khushboo
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
mere sehare ki khushboo - 26th December 2009, 04:08 PM

Bazm ko salam..............

Yeh chahat dil ki ke mohobbat mil jaye
Ho KwahisheN puri wo din wo shab aaye




Meri ankhoN mein basi hia tere chehare ki khushboo
Basa deN meri sansoN mein, tere gajare ki khushboo

Mere nas nas mein hai jo rawani banke baheti
Mere dilber woh tere Naaz o nakhare ke khushboo

Teri har ek adaa har roop hai chandan sa mahekta
Basa luN dil mein tere surkh laal joure ki khushboo

Gul gul bikhare raahoN mein takhat e suhaag maheke
Mahek jaye gar sang tere, mere sehare ki khushboo

Ta-umar bhula na paunga woH bekarari ke lamhe
Bas jaye dil o dimag mein vasl e kamare ki khushboo

Kuch shab e roz hia baki abhi waqt guzarne mein
Karlo na tum bhi tasawwur us nazare ki khushboo

Mehka do mera bhi tan badan pur zore ishq say
Barsa do mujh pe youwan e sharare ki khushboo

Hai muraad meri yehi hasrat meri yehi Kwahish
Bhar duN mang mien tere chand taare ki khushboo


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th December 2009, 04:22 PM

Ye tumne likha hai ????

agar haan, to . . . . . . . . . . ¤£€&@%*~¿§$%^£


samajh aaya ?

Nahi na...

Meri b samajh ni aaya k kya kahu...

just . . . . . Wonderfulll

Last edited by asdfgh; 26th December 2009 at 04:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
26th December 2009, 05:50 PM

Sameer..... Its high time you should be married...hahahaha

Waise last line..........

"Bhar duN mang mien tere chand taare ki khushboo"

never heard... Chand taaron mein bhi khushboo hoti hai.....

I alwayz thought those celestial things are used for comparing beauty or a measure for infinity
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
26th December 2009, 08:57 PM

Sameer Ji...Aadaab ! bahut khub...sameer bhai....bahut khubsurat khayal aur utni hi umda adaayegi.....Naaz o nakhare ki khushboo se mehakti yeh ghazal dil ko chhu gai....sabhi ashaar bahut ache bune hai aapne....yuhi likhte rahiye.....

tahe dil se daad hazir hai...kabul ki jiye...

khush rahiye...
apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath...







YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th December 2009, 04:43 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Ye tumne likha hai ????

agar haan, to . . . . . . . . . . ¤£€&@%*~¿§$%^£


samajh aaya ?

Nahi na...

Meri b samajh ni aaya k kya kahu...

just . . . . . Wonderfulll
Waise yeh maine hi likha hai
Nahi aaya...........

But aapki tarif ka andaaz bahut bhaya..........
Thanks for appriciate,
Take care, May God bless you......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
28th December 2009, 10:27 AM

Sameer Bhai,,

Kia baat hai bhai,
boht hi kamaal likha hai,,

Mujhe to hur misra aik se bhad k aik laga,,,
main issey ishq se bharpoor aik junooni tehreer kahooN ga..

Jitni tareef ki jaye kam hai,,,
Reps dena chahta hooN, lekin de nahi paa raha hooN...
chalo udhaar sahii..

Aur mujhe herat hai k main ne pehle kyun nahi dekhi yeh
tehreer, dar-asal main "Aapki-Shayri" ki taraf kam hi rukh karta hooN,
shayed is liye...
khair....dair aaye du.rust aaye....

Ok apna khiyaal rakhiye ga,,

Aur acha acha mehfil mein pesh karte rahiye ga,,,

Regardz,
Aap ka bhai,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th December 2009, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Sameer..... Its high time you should be married...hahahaha

Waise last line..........

"Bhar duN mang mien tere chand taare ki khushboo"

never heard... Chand taaron mein bhi khushboo hoti hai.....

I alwayz thought those celestial things are used for comparing beauty or a measure for infinity
Baqs Bhai aapka reply dekhker bahut khushi huyi......

Hmm waqt se pahele aur taqdeer se jyada per hi mujhe bharosa hia so... Khuda jab chahega tab hi meri shadi hogi.......

Haan actualy we poets often use illogical pharases to convey our feelings Its high time you get used to it Baqs.......

Wel thanks for appriciation..............
Keep reading....... keep visiting .........Khuda Hafez...........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
31st December 2009, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer Ji...Aadaab ! bahut khub...sameer bhai....bahut khubsurat khayal aur utni hi umda adaayegi.....Naaz o nakhare ki khushboo se mehakti yeh ghazal dil ko chhu gai....sabhi ashaar bahut ache bune hai aapne....yuhi likhte rahiye.....

tahe dil se daad hazir hai...kabul ki jiye...

khush rahiye...
apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath...
Naresh jee........ Aadaab......

Naresh jee Dil ke mousam mein haryal ho o khizaa bhi bahar jaisi lagati hai...... isa hi kuch is creation mein hai ..........
aapki daad hamesha sir ankhoN per hai, Aage bhi aisi koshsh jari rahengi.......

Aur ummid per khara utarne ki koshsih karunga ke isse bhi achchi creation main kar sakuN.......
Apna saath banaye rakhiye,
Khush rahiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez.............


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd January 2010, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Sameer Bhai,,

Kia baat hai bhai,
boht hi kamaal likha hai,,

Mujhe to hur misra aik se bhad k aik laga,,,
main issey ishq se bharpoor aik junooni tehreer kahooN ga..

Jitni tareef ki jaye kam hai,,,
Reps dena chahta hooN, lekin de nahi paa raha hooN...
chalo udhaar sahii..

Aur mujhe herat hai k main ne pehle kyun nahi dekhi yeh
tehreer, dar-asal main "Aapki-Shayri" ki taraf kam hi rukh karta hooN,
shayed is liye...
khair....dair aaye du.rust aaye....

Ok apna khiyaal rakhiye ga,,

Aur acha acha mehfil mein pesh karte rahiye ga,,,

Regardz,
Aap ka bhai,,
HassaN Bhai Aadaab!

Janab der aaye per aaye to sahiN yehi kafi hai humare liye.......... Jee, ishq ki jununi tehreer hi hai yeh....... Pahele bahut likhata tha ishq per aab bahut kam ho gaya......

Daad ke liye aapka tahe dil se shukriyaa....... Aate rahiye......

khush rhaiye......
Khuda Hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 2nd January 2010, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Bazm ko salam..............

Yeh chahat dil ki ke mohobbat mil jaye
Ho KwahisheN puri wo din wo shab aaye




Meri ankhoN mein basi hia tere chehare ki khushboo
Basa deN meri sansoN mein, tere gajare ki khushboo

Mere nas nas mein hai jo rawani banke baheti
Mere dilber woh tere Naaz o nakhare ke khushboo

Teri har ek adaa har roop hai chandan sa mahekta
Basa luN dil mein tere surkh laal joure ki khushboo

Gul gul bikhare raahoN mein takhat e suhaag maheke
Mahek jaye gar sang tere, mere sehare ki khushboo

Ta-umar bhula na paunga woH bekarari ke lamhe
Bas jaye dil o dimag mein vasl e kamare ki khushboo

Kuch shab e roz hia baki abhi waqt guzarne mein
Karlo na tum bhi tasawwur us nazare ki khushboo

Mehka do mera bhi tan badan pur zore ishq say
Barsa do mujh pe youwan e sharare ki khushboo

Hai muraad meri yehi hasrat meri yehi Kwahish
Bhar duN mang mien tere chand taare ki khushboo


wahhhhhhhhhhh Sameer....bahut khoob dear..... dil se daad hazir hai.... yuhi likhte raho aur is mehfil ki rounak badhate raho.... khush raho.....

rep+++++++++++++++++++++++++++++ added


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
7th January 2010, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhhh Sameer....bahut khoob dear..... dil se daad hazir hai.... yuhi likhte raho aur is mehfil ki rounak badhate raho.... khush raho.....

rep+++++++++++++++++++++++++++++ added
Thanks Lamha dear................ koshih jari hai....... aage bhi apna saath banaye rakho......

And thanks again for Rep too.........

Keep visiting,
Keep smiling,
khuda hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com