Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1201)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st April 2016, 08:09 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Dosto kya ye ghazal mukammal hogayi hai

Zara bata dijiye
Mujhe ye mehekma khususan pasand aayi

Umeed karta hu mai bhi jald iss mai shirkat karunga
janaab aap apna aglaa sher pesh kar sakte hain..... ittelah ke baad hi koi kalaam ya ghazal mukammal kii jaati hai... mere khayaal se abhi is par koi elaan nahi huaa hai...
baharhaal aap apnaa sher irshaad karen..... shukran jazaaq Allah......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1202)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
1st April 2016, 10:54 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Tarz.. hum the jinke sahaare..
Behr..2122 122 2122 122

Matla

Das rahi hai judaayii..yaad phir unki aayi
Ro rahi dil ki dhadkan..shor deta sunayii

1 sher
Jab bhi kii haiN duaaeN, Kuchh na maNga Khuda se
Jissko mil jaaye chaahat, KyuN wo maaNge Khudayee(praveen ji)

2 sher
naam tera hi dil meiN. har su deta sunaaii,
dekh le meri haalat ab na jaaye bataayii..(sunita di)

3 sher
tera hee aksh meri har ek ghazal me basa hai,
aaina bhi jo dekhoon tu hee tu de dikhaayi.(acharya_mj)

4 sher
Ye nazaare wahin hai..nazrein par woh nahi hain
Jinse milti thi palkein..dete naa wo dikhaayi(masti)

5th sher
Ek jhalak apni dekar le gaya mera sab kuch
Dil mera poochta hai....kyun nazar ye milai.. (madhu)
6th sher
Nikla mera janaaza tere koochey se qurbat
Ho gayi zard humdum teri dast-e-hinaayi(Mujahid)
   
Reply With Quote
Old
  (#1203)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st April 2016, 11:57 AM

waah bahut khoob sher..mujahid ji...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1204)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
1st April 2016, 03:20 PM

Madhu ji

Ek shayar yaha iss ghazal mai ek hi sher pesh kar sakta hai

Ek se zayed nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#1205)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st April 2016, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Madhu ji

Ek shayar yaha iss ghazal mai ek hi sher pesh kar sakta hai

Ek se zayed nahi
Aisa nahi hai...koi doosra apna sher pesh kare uske baad aap dubara zaroor sher kahiyega...

Aisa sirf sabko mauka dene ke liye hai......to thoda sa intzaar...tab tak sabhi doston se request hai ki aap bhi mahfil ko aage badhayein aur di gayi behr par is ghazal ka agla sher pesh karein...

Shukriya...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1206)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
8th April 2016, 10:45 AM

Dosto mehfil ko aagey baraye

Itni khubsurat ghazal ko adhoora na rakhey
   
Reply With Quote
Old
  (#1207)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th April 2016, 04:16 PM

Tarz.. hum the jinke sahaare..
Behr..2122 122 2122 122

Matla

Das rahi hai judaayii..yaad phir unki aayi
Ro rahi dil ki dhadkan..shor deta sunayii

1 sher
Jab bhi kii haiN duaaeN, Kuchh na maNga Khuda se
Jissko mil jaaye chaahat, KyuN wo maaNge Khudayee(praveen ji)

2 sher
naam tera hi dil meiN. har su deta sunaaii,
dekh le meri haalat ab na jaaye bataayii..(sunita di)

3 sher
tera hee aksh meri har ek ghazal me basa hai,
aaina bhi jo dekhoon tu hee tu de dikhaayi.(acharya_mj)

4 sher
Ye nazaare wahin hai..nazrein par woh nahi hain
Jinse milti thi palkein..dete naa wo dikhaayi(masti)

5th sher
Ek jhalak apni dekar le gaya mera sab kuch
Dil mera poochta hai....kyun nazar ye milai.. (madhu)

6th sher
Nikla mera janaaza tere koochey se qurbat
Ho gayi zard humdum teri dast-e-hinaayi(Mujahid)

7th sher
Meri kya hai khata jo.. hijra hee ab saza hai.
Uske masoom dil me berukhi kyun samayi....(madhu.)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1208)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
8th April 2016, 04:23 PM

Bohat khoob madhu ji

Umeed hai ye ghazal yaha ikhtataam hoti hai

Agli behar aur matla ka intezaar rahega
   
Reply With Quote
Old
  (#1209)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th April 2016, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Bohat khoob madhu ji

Umeed hai ye ghazal yaha ikhtataam hoti hai

Agli behar aur matla ka intezaar rahega
Shukriya...mujahid ji....

Agla matla aap hee dijiye nayi behr k sath...

Imtzaar me...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1210)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
8th April 2016, 05:52 PM

aek dost ney aj yeh baher bajhi isi per kuch likhen
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1211)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
8th April 2016, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
aek dost ney aj yeh baher bajhi isi per kuch likhen
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

1st sher
Zamaney ka agar mujh par koi bandish nahi hota
Tujhe meri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

Mujahid
   
Reply With Quote
Old
  (#1212)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th April 2016, 11:11 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
aek dost ney aj yeh baher bajhi isi per kuch likhen
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Khoob behr chuni hai....

Ummeed hai ek umda ghazal padhne ko milegi..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1213)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th April 2016, 11:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
1st sher
Zamaney ka agar mujh par koi bandish nahi hota
Tujhe meri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

Mujahid
Pahle matla to dijiye mujahid sahab.........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1214)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
9th April 2016, 11:58 AM

Madhu ji

Matla toh saba ji ne already de diya hai

Mainey ussi matla ko daraaz karte hue sher pesh kiya
   
Reply With Quote
Old
  (#1215)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
10th April 2016, 04:19 PM

mohabut mein badul jaana dagha dainey ke jaisa hey
ye kahtey us se gar woh he dobaraa mil gaya hotaa

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1216)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th April 2016, 01:10 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Madhu ji

Matla toh saba ji ne already de diya hai

Mainey ussi matla ko daraaz karte hue sher pesh kiya
saba ji ne jo tarz di hai us par naya matla likhna hai mujahid ji...

aur apna sher pichle diye gaye matle ya sher ko quote karke pesh karna hai..

jissse ki sabhi sher sequence me nazar aayein...

aap pichli ghazl ka example dekh sakte hain....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1217)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
13th April 2016, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
saba ji ne jo tarz di hai us par naya matla likhna hai mujahid ji...

aur apna sher pichle diye gaye matle ya sher ko quote karke pesh karna hai..

jissse ki sabhi sher sequence me nazar aayein...

aap pichli ghazl ka example dekh sakte hain....
Dosto pesh hu diye gaye behar mai ek matla

Kaash merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota

Mujahid
   
Reply With Quote
Old
  (#1218)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th April 2016, 01:59 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Dosto pesh hu diye gaye behar mai ek matla

Kaash merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota

Mujahid
Misra e oola ek baar behr ki nazar se dekh lein mujahid ji..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1219)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
13th April 2016, 02:07 PM

Mumkin hai ki kaash ki agar zyada mauzu hota hai

Maslan
Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota
   
Reply With Quote
Old
  (#1220)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th April 2016, 02:58 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Mumkin hai ki kaash ki agar zyada mauzu hota hai

Maslan
Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota
Waah bahut khoob matla mujahid ji...

Ummeed hai is qafiye aur radeef par aur bhi haseen sher padhne ko milenge...

Duaon ke sath
Madhu...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1221)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Smile 13th April 2016, 05:38 PM

buhet khoob mujahid saheb buhet achaa shair likha,a hey aap ney
aik koshish meri taraf sey bhii

1 Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota

2 khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Mumkin hai ki kaash ki agar zyada mauzu hota hai

Maslan
Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1222)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th April 2016, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
buhet khoob mujahid saheb buhet achaa shair likha,a hey aap ney
aik koshish meri taraf sey bhii

1 Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota

2 khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota

Waaahhh...waaah......khoob hai....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1223)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
16th April 2016, 08:05 AM

behr..
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2

Example..
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Matla..

Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota(mujahid ji)

1 sher

khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota(saba)

2sher

Meri tanhaiyon par yun shazar hanste na ye raahein..
jo ek hamraah tu hota safar kitna haseen hota.(madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1224)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
16th April 2016, 02:38 PM

3rd sher

Hamey toh lag gayi aadat sanam teri judaayi ki
Agar tu saath merey hota you dil na hazeen hota

Hazeen=sad

Mujahid
   
Reply With Quote
Old
  (#1225)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
16th April 2016, 03:27 PM

wah madhu ji buhet achaa shei,r paish kiaa hey aap ne

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
behr..
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2

Example..
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Matla..

Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota(mujahid ji)

1 sher

khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota(saba)

2sher

Meri tanhaiyon par yun shazar hanste na ye raahein..
jo ek hamraah tu hota safar kitna haseen hota.(madhu)

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1226)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Thumbs up 16th April 2016, 03:29 PM

wah buhet acha,a sheir likha,aa hey aa,p ne mujahid saheb............. achi ghazal bane gi

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
3rd sher

Hamey toh lag gayi aadat sanam teri judaayi ki
Agar tu saath merey hota you dil na hazeen hota

Hazeen=sad

Mujahid

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1227)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
19th April 2016, 04:37 PM

4th sher

Gila-e-taqdeer bhi kab talak karta rahu ya rab
Dil-e-makhloot ko yak baar hasil hum-nasheen hota

Dil-e-makhloot= confused heart

Mujahid
   
Reply With Quote
Old
  (#1228)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
21st April 2016, 10:51 AM

Moazziz khavateen aur hazraat

Mehfil ko aagey baraye
   
Reply With Quote
Old
  (#1229)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd April 2016, 04:17 PM

behr..
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2

Example..
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Matla..

Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota(mujahid ji)

1 sher

khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota(saba)

2sher

Meri tanhaiyon par yun shazar hanste na ye raahein..
jo ek hamraah tu hota safar kitna haseen hota.(madhu)

3 sher

Hamey toh lag gayi aadat sanam teri judaayi ki
Agar tu saath merey hota you dil na hazeen hota(mujahid)

4th sher

Gila-e-taqdeer bhi kab talak karta rahu ya rab
Dil-e-makhloot ko yak baar hasil hum-nasheen hota (mujahid)

5th sher

Jo bas ikraar tumne bhi kabhi khulkar kiya hota
Muhabbat rang lati yun nishaan bhi har kahiin hota.(madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1230)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Thumbs up 27th April 2016, 03:30 PM

buhet achi ghazal ho rahi hey madhu ji aur mujahid ji daad qubool kariye

  (#1231)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th April 2016, 09:09 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
buhet achi ghazal ho rahi hey madhu ji aur mujahid ji daad qubool kariye
Shukriya saba ji.....................

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1232)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
28th April 2016, 08:58 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
behr..
1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2

Example..
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Matla..

Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota(mujahid ji)

1 sher

khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota(saba)

2sher

Meri tanhaiyon par yun shazar hanste na ye raahein..
jo ek hamraah tu hota safar kitna haseen hota.(madhu)

3 sher

Hamey toh lag gayi aadat sanam teri judaayi ki
Agar tu saath merey hota you dil na hazeen hota(mujahid)

4th sher

Gila-e-taqdeer bhi kab talak karta rahu ya rab
Dil-e-makhloot ko yak baar hasil hum-nasheen hota (mujahid)

5th sher

Jo bas ikraar tumne bhi kabhi khulkar kiya hota
Muhabbat rang lati yun nishaan bhi har kahiin hota.(madhu)
6th sher

Ye daur-e-muflisi mushkil nahi hota merey hum-dum
Tu iss ehed-e-masaib mai merey qurb-o-qareen hota

Mujahid
   
Reply With Quote
Old
  (#1233)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
14th May 2016, 10:49 AM

7th sher

Nawaaza hai khuda ne tujh ko ab aisi zahaanat se
Agar sohbat mai tere hota toh mai bhi zaheen hota(Mujahid)
   
Reply With Quote
Old
  (#1234)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
14th May 2016, 11:33 AM

Ghazal yaha ikhtataam hota hai

Agli behar ka intezaar rahega
   
Reply With Quote
Old
  (#1235)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
14th May 2016, 01:03 PM

buhet achi ghazal hui h mujahid aheb aur madhu ji

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#1236)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
15th May 2016, 04:38 PM

Dosto pesh-e-khidmat hu naye behar ke saath

Behar: Behar-e-rajaz musamman salim
Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun

2212, 2212, 2212, 2212

Matla: Zauq-o-tamanna bhi nahi dil mai mohabbat ke liye
Mashgool itna hu nahi fursat adaavat ke liye(Mujahid)
   
Reply With Quote
Old
  (#1237)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th May 2016, 09:40 PM

1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2, 1 2 2 2

Example..
mujhe terii muhabbat ka, sahaaraa mil gayaa hotaa
agar toofaN nahin aataa, kinaaraa mil gayaa hotaa

Matla..

Agar merey khuloos-e-ishq ka tujh ko yaqeen hota
Toh aye hum-dum terey dil ka faqat mai hi makeen hota(mujahid ji)

1 sher

khuloose dil to laazim hey wafaa bhe shart hey laekin
suno ay hum sukhan bas ishq dobaaraa naheen hota(saba)

2sher

Meri tanhaiyon par yun shazar hanste na ye raahein..
jo ek hamraah tu hota safar kitna haseen hota.(madhu)

3 sher

Hamey toh lag gayi aadat sanam teri judaayi ki
Agar tu saath merey hota you dil na hazeen hota(mujahid)

4th sher

Gila-e-taqdeer bhi kab talak karta rahu ya rab
Dil-e-makhloot ko yak baar hasil hum-nasheen hota (mujahid)

5th sher

Jo bas ikraar tumne bhi kabhi khulkar kiya hota
Muhabbat rang lati yun nishaan bhi har kahiin hota.(madhu)

6th sher

Ye daur-e-muflisi mushkil nahi hota merey hum-dum
Tu iss ehed-e-masaib mai merey qurb-o-qareen hota (mujahid)

7th sher
Nawaaza hai khuda ne tujh ko ab aisi zahaanat se
Agar sohbat mai tere hota toh mai bhi zaheen hota(Mujahid)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1238)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th May 2016, 09:42 PM

bahut khoob ghazal...........shukriya doston...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1239)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th May 2016, 09:44 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Dosto pesh-e-khidmat hu naye behar ke saath

Behar: Behar-e-rajaz musamman salim
Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun
Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun, Mus'taf'ilun

2212, 2212, 2212, 2212

Matla: Zauq-o-tamanna bhi nahi dil mai mohabbat ke liye
Mashgool itna hu nahi fursat adaavat ke liye(Mujahid)

Waah khoob behr chuni hai mujahid ji..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1240)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
19th May 2016, 01:16 PM

Mehfil ko aagey baraye

Khawateen aur hazraat

Yu be-kas matla achha nahi lagta
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com