Kaun saa Gangajal -
27th October 2010, 09:02 PM
Ek dost ne dusre se pauchaa - gangajal dekha hai ?
dusra - ha yaar pani jaisa hi to hota hai.
pahla - abey vo gangajal nahi
dusra - to fir
pahla - ajay devgan waala gangajal
dusra - ab ye kaun saa gangajal hai.
==============
Ek insaan ki zindagee me TV aur Biwi ki bahut ahamiyat hai,
shadi se pahle - insaan tv on karke har khabar ki khat-khat sunata rahta hai,
fir jab shaadi karta hai to vo khat-khat haqqikat bankar uske saamne aa jaati hai
aur fir use sunaai nahi detaa hai fir baat kaisi bhi kyon na ho.
===
Ek ghadhe ne dusre se kaha- yaar insaan hona aachaa hai ya ghadha hona ?
dusra ghadha bola - mere yaar dono hi condition me bojh to uthaanaa hi hai fir chahe insaan ho ya ghadhaa.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Last edited by ajay nidaan; 27th October 2010 at 09:31 PM..
|