Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Main tujhko yaad jo karne laga to bhool gaya
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up Main tujhko yaad jo karne laga to bhool gaya - 6th December 2010, 11:41 AM

Aadaab Dosto aaj ek gazal aap sab ko saamne pesh kar raha hoon jo kafi waqt pehle kahin se mili thi poet ka naam dhyan nahi sahi se shayad "NOOH '' tha ho sakta hai main galat hoon par aapko pata ho to zaroor bataye

Main tujhko yaad jo karne laga to bhool gaya
Main iss gunaah ko apne magar qubool gaya

Tere bagaire bhi chalti hai zindegi apni
Jo tere saath tha safar fizool gaya

Kahi.n to nikli galatfehmiyo.m ki gunjaish
Tere khuloos ke peeche mera usool gaya

Alag-alag to na the to saath –saath bhi na the
Main apni Ehdeguzishta ko kab ka bhool gaya

Khud ishtiharti ke tufel ab ke wo shaks
Fizoul hote hue keemte wasool gaya

Woh naap tool ke mayar ab badal gaye
Jahan pe arz na pahuncha wanha pe tool gaya

(Not Mine)


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
lost_in_thinkin
Registered User
lost_in_thinkin is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2010
Location: india
Rep Power: 0
7th December 2010, 12:02 AM

nice one dude .......

asoolon pe aanch aaye to katrana zaroori hai
zinda ho to fir zinda nazar aana zaroori hai
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th December 2010, 07:54 PM

Nice one ............ !

Thanks for Sharing .......... Kashif Bhai !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
lost_in_thinkin
Registered User
lost_in_thinkin is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2010
Location: india
Rep Power: 0
22nd January 2012, 03:45 AM

woh kehnde ne ki tenu pyar karna nhi aunda
is gal da jwab kya dun hasne ke
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com